Our loss our fault
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Our loss our fault
    Agar hum ko trading ma loss hota he to ye hamari apni ghalti ki wajase hota he.es maa keci ka qasoor nhn hota.
    Ap log kya sochte hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Our loss our fault

    G han dear apny bilkul sahi baat ke hy humain loss tab he hota hy jab hum koi mistake karty hain market main trade lgany sy pehly agr hum achy sy demo accoynt par kaam karij aur [ractice Karin too humain is sy faida he faida hy forex sy yee bahoot he aacja business hy.
    • #3 Collapse

      Re: Our loss our fault

      Je loss ka fault hamary he sar py hota hai, kiu k ham agr achi learning or experience k sath work karyn gy to he loss sy bach sakyn gy, agr learning k bena work karna hai to loss ki zemadati b khud ko he utani pary gi, forex ma mehnat sy he profit melta hai, short cut sy ni,
      • #4 Collapse

        Re: Our loss our fault

        Brother kisi ahd tk Ap ke bat se itfaq karta hoo k trading me humy Jb loss hota a to is me khee na khee humara ve qasoor hota a lekan khee dafa khuch ehsi reason be hoti hain k Jin tk humari approach nI hoti aur markeet achnak humary anylsis k oppistive chal parti a lekan Hum Jb be trade lgay humy hr angel se sochna chiey
        • #5 Collapse

          Re: Our loss our fault

          Our loss equal to our prophit kyunki Jo hamara loss hota hai vah hamari hi galti ki vajah se hota hai isiliye hamen chahie Kya main market per blame nahin Dena chahie balki apni galti ko follow karna chahie ki humne kahan per galti ki kis vajah se Mal loss hua Taki vah dobara repeat Na Ho.
          • #6 Collapse

            Re: Our loss our fault

            G han our loss our falute q k agar hum koi ghalti kren gay to uska khamiyaza bhugtna paray ga aur loss se bachny k liye ziada se ziada AP mehnat kren aur forex k Kam ko sekhen ta k apko next Kam kerty waqat loss na ho
            • #7 Collapse

              Re: Our loss our fault

              G han bhai ap ki bat theak h forex main mahnat karny wala kabhi bhi na kam ni hota hamin is main mahnat k sath kam karna chihey is main mahnat karny wala hi kamyab hota h is main agr loss hota h tw us main hamara fault hota h kisi aur ka ni hota hamin is main mahnat k sath kam karna chihey ta k acha profit hasil kia ja saky
              • #8 Collapse

                Re: Our loss our fault

                ismein Koi shak nahin hamen Agar loss hota hai to vah hamari apni mistake ki vajah se hota hai Kyunki loss Agar Hota Hai to vah Ham yad emotions Mein karte hain. Jahan Ham wrong trading kah Rahe hote hain Agar Ham rules ko break karenge to bhi Ham loss karte hain isliye kuchh Bhi Hai to hamari ismein mistake hoti Hai to Agar Ham apne Mitra ko theek karenge to Ham loss nahin karenge
                • #9 Collapse

                  Re: Our loss our fault

                  Agar aapko loss hota hai to usmein Aapka Apna falt hota hai. Isliye aapko kabhi bhi market ko blame nahin karna chahie aur na. Hi Forex ko blame karna chahie Kyunki jab tak aap khud acchi Tarah Se Kam Nahin Karoge tab tak aapko earning Nahin Hogi aur na. Hi aapko market ki samajh Lagegi isliye market ko samajhne ke liye aur acchi earning karne ke liye jaruri hai ki aap acchi Tarah Se learning karo.
                  • #10 Collapse

                    Re: Our loss our fault

                    g bilkul pak forex trading main hamen jitna he loss hota hai hamari apni galti ki waja sa he hota hai ya to hum jaldbazi karty hain tabhi hamen loss milta hai ya phir jub ham achy sa analysis nahi karty tub hamen loss hota hai is k sath he jub hum sabar bhe nahi kar rahy hoty hain us main bhe hamen loss milta hai ...
                    • #11 Collapse

                      Re: Our loss our fault

                      hello apna sahe kaha our loss our fault agr hum market ka thek se analysis nahe karte or islia humain forex trading ka sahe knowledge or tajurba hona zarori ha islia zayada se zayada learning or demo practice karni chahya taka hum loss se bach sakain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Our loss our fault

                        Forex trading business 1 risky business is business Mein Hamen Hamari galti ki vajah se nuksan ho sakta hai Hamen chahie ki Ham Galti na Karen Kyunki Jab Galti Karenge To Hamen nuksan ho sakta hai nuksan se bachne ke liye Hamen acchi profitable trading karne ke liye trading ka knowledge Hasil karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Our loss our fault

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif jamal پيغام ديکھيے
                          Agar hum ko trading ma loss hota he to ye hamari apni ghalti ki wajase hota he.es maa keci ka qasoor nhn hota.
                          Ap log kya sochte hen.
                          Hamen Agar trading Karke loss hota hai to iska reason Ham Khud Hote Hain Agar Hamen loss hota hai To Hamen apni mistake ko accept karna chahie aur Market ko blame nahin karna chahie losses traders ko traders ki mistakes ki vajah se Hote Hain aur acche traders Hamesha apni mistakes ko accept karte hain aur Bar Bar repeat Nahin Karte Hain isliye apni mistakes ko accept karna Sikho
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Our loss our fault

                            Han bilkil asa hi ha jaisy hmary profit ka credit ksi ko nahi diya jata to ya b lazmi ha ky hmari loss ka ilzam b ksi ko na doya jay ap jo karty khud kety to iska blame ya credit ap ksi or ko nahi daskty ya apki apni marzi sa hota ha to mehmat kryn or acha kam akryn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Our loss our fault

                              Ji han bhai ji Yahan aapane bahut hi Achcha kaha hai Agar Jor trader Agar hota hai usko loss hota Ho Agar Achcha trader hoga to usko Achcha profit Hasil Hoga Achcha kam karo aur accha profit Hasil karo agar aap ismein mera jitni Karenge Aap Ko Itna hi fal Milega aur aap kamyabi ki taraf badhenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X