Gold ki strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki strategy
    [Aslamo alaakum to all
    eear freinds kesy hain ap sb umeed hai ap kheriyat se hon gay aj mai ake gold ki strategy ap se share krny laga hn jis ko achi lagy wo try zaror kry.
    Gold ka chart open krein
    Us ke bad candle ka time frame d1 kr lein. Ab ap ne daikhn hai k jab 3 candles laga tar buy mai ja chuki hn to ap sell ki enrty laga dein. In Sha Allah umeed hai ap ko is se faida ho ga. Duaon mai yad rakhna. Aur is cheez pe apna expereince bhi zaror share kijiye ga. Thanks:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki strategy

    G han dear ap ki baat thik hy pakistan forex ik acha aur kamyaab bsuiness hy hamin forex min achi treading karny ka lia gold ka chart ki satartigy ko dekhna bahut zaroori hy jitna hum forex min gold par treading karny sy pheky hamin forex min os ka markeet ko aur chaert ko ziyada sy ziyada dekh ka read karty hain to hjm forex min achi treading kar sakty hain jis sy huk acha profit gain kar sakin ...
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki strategy

      w.salam ji ham gold par ap ko apney hi knowledg or expernce sey ik apni hi stergty ko bana chahi hai or apjko apni stergey par amal karna chahi hai is trha agar ap forex par reguler work kary geyai demo par gold ki ziada sey ziada parctise kary geyai to ap gold ka analysis or is ki stertgy ko asani k sath bana loo geyai
      information for Beginners
      Complete Forex Knowledge
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki strategy

        Dear gold mein trading krna asan nhi hai aap chart pe candles ki help se order tu place kr sakty hein lekin aksar gold ki movement news pe hoti hai is liye tu kehty hein gold ki unexpected movement hoti hai jis mein risk ki involvement ziada hoti hai meri baat maniye tu gold mein trading krna chor dein currency pairs mein try krein boht faida hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki strategy

          G bilkol ap ny bahut achi information share ki hai humsha forex trading main ache trader ki yahi pehchan hoti hai k wo forex main bahut soch samjh k trade open krta hai jab bhi forex market bahut up ho hume sell py trade open krna chae r jab bhi forex market bahut neche ho hume buy ki trade open krni chae kiun k agr forex market bahut up hai tu hume kabhi bhi buy py trade open nahi krna chae bal k hume wait krna chae sell ki candle ka.
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki strategy

            Assalamu alaikum dear friend ummid karta hun ki aap khairiyat se honge jihad remember ji hardware member gold per trade karna aasan nahin Hai aap chat par candles ki help se orator to place kar sakte hain lekin aksar gold ki movement news hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Gold ki strategy

              Brother Jo streagty ap ne share ke Forex K rule K bilkul opposit a Jb b Koi 1 hour ke continue three candels bnti hain to is ka matlb a k markeet strong o rhi a is side pr baqi buy me may b kbi kbar ehsa hota b o to hum is ko scalping kr skty hain 15 ya 20 mint tk is se zhaida Jo Ap ne condition btai hain kbi b Ap trade ni kr skty
              • #8 Collapse

                Re: Gold ki strategy

                hamy strategy bana kar kam karna ho a pher he hum pasia kama skay gy hamy strategy ko kabe be ignore nah karrna chaey forex aik online or kabe be band na hony wala acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasao ky accoint bana kar be kamkar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ki strategy

                  hamy market ko achy sy samaj kar achi strategy bana kar gold main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main free acocunt be bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ki strategy

                    Walaikum Asalam.
                    Mere nazar mai bht hee galat strategy hain is tahra say middle mai trade Open karna bht galat tarika hain trading ka is tahra say trading nahi hoti trading strategy k base par kary strategy achi ho acha entry point dhondy indicator ko follow kary news ko dehky phr hee achi profitable Trade open hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ki strategy

                      Intermarket mein gold ki movement bhut zayada fast hote hy agar humy gold ka koi experience nahi hy to humy gold par trading he nahi karne chahiye , humy gold par trading karty howe market ko ache tarah sy analysis kar lena chahiye aur aik proper palning ky bad he trading karne chahiye gold par , ess liey humy chahiye ky hum gold pair par soch samjh kar he trading kary kun ky ess par trading karna bhut risky hota hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ki strategy

                        Dear gold aik risky pair hy trading kaliya aur gold ki trade ko predict krna thora mushkil hy lakin namumkin nhn hy to hum sb ko chahiya k hum gold ki trading ko phly samjhy mtlb phly as k chart ko daikhy candkes ko study kry aur as k bad hi humy koe trade open krni chahiya
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ki strategy

                          Mere Khyal mein gold ki koi strategy Nahin Agar aapke pass koi acchi strategy Hai To aapane Share kar di to iske liye bahut bahut thanks. Lekin Humko is market Delhi analyse karne ke bad Uske mutabik trade Karni chahie Yahan per strategies bahut Asar nahin karti.
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold ki strategy

                            dear Forex trading business bahut jyada technical a profitable business app Forex trading business Mein gold ki strategies 12 karna bahut jaruri hai agar Ham gold Pathri Lagana Chahte Hain gold ki movement bahut jyada apan down situations Mein rahti hai isiliye Hamen strategies 12 Karni chahie ki Ham trend ko follow karte hue lagaen aur profit ka vate Karen Kabhi B long term trade Nahin Lagana chahie aur koshish Karenge kam profit Mein Hi satisfied Rahe aur apni trade close Karen Taki Hamen Jyada loss ka Samna karna na Prhe Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold ki strategy

                              dear yoon to ham yeh keh bhi saktay hain aur is baat ko samjh bhi saktay hain k forex markeet main agar aur jub tak hamaray pass acha knowledge aur experience nai hay hamari har aik strategie bhi kisi kaam ki nai hay aur agar ham is baray main achi skills rakhtay hain to haamray liye na koi pair mushkil hay aur na koi gold main strategie use karnay main dikkat hay is liye betetr yahi hay k ham markeet ko samjhain aur tab he is main kaam karain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X