Over trading loss ka sabab banti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Over trading loss ka sabab banti hai

    Bhut sy members asy bhi hoty hain ky jab unhy aik trade mein profit gain ho jata hy to wo lalach mein aa kar bhut sy aur tradees open kar lety hain jis sy unhy phir loss hota hy , forex trading mein aksar unhy members ko loss hota hy jo lalach karty hain aur over trading karty hain apny apko bara trader kehty hain aur over confident ki waja sy bhi over trading kar ky apne he loss kar dty hain , humyforex trading karty howe aik he time mein zayad trade open nahi karne chahiye warna humy loss hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Over trading loss ka sabab banti hai

      Humaiin over trading k bhot sa nuqsaan hotaa haii isliyee khaa jata haii k ak targett k mutabiqq trading krnee chaiyaii agaar aisa nhee kraiin gyy to nuqsan hogaa agar ziada loss ho rha ti tb bhe us din k liye trading stop kr dene chaiyaii aurr agar profitt hojaii too uss k badd ziada k lalach mein hmaiin over trading nhee krnee chaiyaii
      • #18 Collapse

        Re: Over trading loss ka sabab banti hai

        Dear nahi mayra nahi khyal kay over trading loss ka sabab banta hay quen kay iss ki waja market ki analyzing hoti hay jo kay aap nay sahi tarikay say nahi ki thi iss liya aap ko pahlay market ko sahi daykhna hota hay may pooray month sirf aik din hi trading karta hoon or us kay baad nahi karta hoon or iss tarha say saal may sirf aik month may hi trading karta hoon baki month may sirf aik hi din.
        • #19 Collapse

          Re: Over trading loss ka sabab banti hai

          gihan over trading loss ka sabab banti ha kyo ky ham ziyada profit kamany ky liye ham over trading karty hain is liye hamein pata nahi hota ha ham lot laga detein hain is liye ye loss ka sabab banty ha
          • #20 Collapse

            Re: Over trading loss ka sabab banti hai

            Bilkul dear aisa hi hai over trading ka matlab hai ki Jab Hamen profit Ho Jaaye To Ham lalach Mein Aakar Masjid Usi Waqt trade open karne ki koshish karen Taki Aur Bhi profit Hasil Kiya Ja sake yah Agar Hamen loss Ho Jaaye Tu Hori Taur per trade open kijiye Taki use loss ko recover Kiya Ja sake Aisa karne se Hamara account watch ho sakta hai isliye Hamen daily basis per apni Ek trade ka target set karna chahie Agar vah profit Deyyala Har situation Mein Hamen Dobara trading Nahin Karni chahie balki apni practice ko time dekar apni mistakes ko remove kar ke apni trade co successful banane ki koshish Karni chahie
            • #21 Collapse

              Re: Over trading loss ka sabab banti hai

              ji han yh bhi to ziyada lot size main a jati hy q kh hum aisa kerty hn kh market jitna hmain muka dati rehti hy hum trades open kerty rehty hn jis sy hmara account wash ho jata hy or han hmain aik hi pair per sirf aik trade open kerni chahiay q kh ager market against jati hy to hmari aik to nuqsan main hoti hy lakin ager hum sab aik hi pair per open karin gy to hmain double loss ho ga
              • #22 Collapse

                Re: Over trading loss ka sabab banti hai

                totally agree...dear han g bilkul hum over trading karte hain to is main hum loss he karte hain q ke is se hamen loss hota hae to hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe over trading na kiya karen balke hamen cahiye ke hum is kain ehtiyat se ache trading kiya karen hamen ache trading karne cahiye tab he hum is main kamayab ho saken ge trading main hamen aik he time main aik he trade lene cahiye take hum ache trading kar saken
                • #23 Collapse

                  Re: Over trading loss ka sabab banti hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Nazami پيغام ديکھيے
                  Over trading karna hume loss ki taraf le kar ja sakta hai is kiye hume over trading se bachana.chahiye hume hamesha soch samj.kar achi planning ke sath trading karni chahiye.
                  Traders ko chahiye ke trading Hamesha Soch samajhkar aur Saman Laut use Karke Karen Jab trading overtrading ki Jaati Hai Ya FIR big lot use Karke kam Kiya Jata Hai To trading acchi Nahin Hoti risk bahut jyada ho jata hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Over trading loss ka sabab banti hai

                    Ji dear bilkul sehi bat ki ap ne hame achi trad karni chahiye or achi trade k liye achi planing best experience or practice k ka hona bohat zarori hai. Practice or learning k bina ham over trade Karen ge jo hamare liye ek bohat bara loss ho sakta hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X