Forex kyun zaroi hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex kyun zaroi hai?
    Forex kyun zaroi hai? ye sawal her ek new dost ke zahen mein zaror ata hoga esi liye seniors se guzarish hai keh wo es swal keh behtar andaaz mein jwaab de ker new doston ki rehnumai farma dein. thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex kyun zaroi hai?

    Jo log ghareeb family se taalak rakhtay hen ya jobless hen aur jo log apni family ka kharcha poora nhi kar saktay unn k liay forex trading bahut zaroori hey aur wesay bhi iss mehnghai k daor men forex her kisi ki zaroorat ban chuka hey kiun k forex se achi earning hasil kar saktay hen aur phir apni family ko achi maali support provide kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Forex kyun zaroi hai?

      Forex uske liye jaruri hai jo ismein the mehnat karna chahta hai jo apni life change karna chahta hai jo chahta Hai ki usko reward Mile uski mehnat ka market uske liye jabardast opportunity hai usko chahie ki time de aur learn Karen itni acchi learning hogi utna achcha earning ka chance milega demo pe mehnat Karni hogi practice se aapko experience hoga
      • #4 Collapse

        Re: Forex kyun zaroi hai?

        Forex mei hard woking se success hay ye aap ko maloom hona chahiye then ussi tarah mehnat karain forex zaroori hay har banda paisa kamana chahta hay boht sey log berogaar hain so forex unkay liye bohat ideal business hay wo acha kama saktay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex kyun zaroi hai?

          Dears friends ap ko maloom ha k is berozgari k door main life ko kamyab banana bohat mushkil ha agar hum is door main apni life ko asaan bana sakte hain to wo sirf forex ko join kar k is main ziyada say Ziyada mehnat kar k hi kamyab jo saktey hain or apni life ko kamyab bana sakte hain is laiy forex bohat zaroori ha
          • #6 Collapse

            Re: Forex kyun zaroi hai?

            forex aik bohat bara business hain hum is mai live kam kar sakty hain hum is mai paisa be invest kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din maia be kam kakr sakty hain hm is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is maai bagr paisao ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex kyun zaroi hai?

              G dear forex forum earning ka bht hi acha source hy as liya humy chahiya k pak forex forum ko join kry aur zeada se zeada mehnut kry aur pak forex forum kamyabi ka zamin hy ib hum mehnut kry gy to forex humy acha reward dy ga to woh log jin k pass income ka source nhn hy un ko chahiya k woh pak forex pr aey aur apna source of income barhaey
              • #8 Collapse

                Re: Forex kyun zaroi hai?

                G han dear apny b ahoot acha saaal kia hy dekhian forex kis liay zarori hy k humain yahan yee sahulat hy k hum kisi bhe wakt kaam kar sakty haion aur li bhe wakt raaat maojn bhe kaam kar saktry hnainj aur din main bhe kkaam kar sa,ty hain aur humain yahjan sy bahoot faida hota nhy yee hmary liay part time business bhe hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex kyun zaroi hai?

                  g baai is may kaam is liay zaroori hqy k aap ko patha hay k aaj kal buhut ziada mehangaai hay our logo ko apne zarooriaath pori karna be mushkil ho gia hwy asay halaath may agar hum forex may mehnath karay our is ko seekay tho is say buhut ziada faida hasil kar sakthay hay our apne zarooriaath poori kar sakthay hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex kyun zaroi hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmadhasan پيغام ديکھيے
                    Forex kyun zaroi hai? ye sawal her ek new dost ke zahen mein zaror ata hoga esi liye seniors se guzarish hai keh wo es swal keh behtar andaaz mein jwaab de ker new doston ki rehnumai farma dein. thanks
                    Forex trading Mein kam karna isliye Jyada jaruri hai Kyunki ab aap Pakistan ke halat bahut acche tarike se Jante Hain Ki Yahan per bahut Sare log acchi education Hasil karne ke bawajood koi acchi job Hasil nahin kar sakta Rahe isliye unke liye yah bahut jaruri hai what is business ko Jivan kar lena aur Pakistan Forex forum ke affiliate program ke jariye se jo bonus hota hai usse is business Mein entry kar len
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex kyun zaroi hai?

                      Forex har os bandy k leay zruri ha jo koch na koch earn krna chahta ha forex apko ek behter life style de sakti ha is me kamyabi ki ration dusry kisam k businesses sy zeada ha just apko learning improve krni han is me is ko sekhna ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex kyun zaroi hai?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmadhasan پيغام ديکھيے
                        Forex kyun zaroi hai? ye sawal her ek new dost ke zahen mein zaror ata hoga esi liye seniors se guzarish hai keh wo es swal keh behtar andaaz mein jwaab de ker new doston ki rehnumai farma dein. thanks
                        Forex trading Jaruri To Nahin Hai hi koi Agar Chahe to ismein kam kar sakta hai agar Koi Na Chahe to beshak kam na Karen Jaruri kam to vah hota hai jo aap sab Ne Jarur karna Hota Hai isliye Koi Sawal puchna ho to dhang ka Sawal poochh liya karo
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex kyun zaroi hai?

                          walikum asslam bhai forex un logo k lye boht zarori hai jo educated hain mgr be rozgar hain ya phir un k pas extra time hai job k bad to wo apna extra time waste karny ki bajay agr wo forex trading me spend karty hain to wo es se extra earning kar sakty hain or es me apni investment karny k bad acha khasa profit hasil kar sakty hain trading es waqt duniya me sab se behtar tarika hai achi earning ka or kam waqt me paisa double karny ka mgr es me boht sari muskalat bhi hoti hain jin ko read karna samjna boht zarori hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex kyun zaroi hai?

                            Aajkal ke time mein Pakistan ke financial Har Raat bahut jyada kharab ho gaye hain aur Pakistan ke halat ko Behtar karne ke liye Ham Sab Ko chahie ki Ham Sab Pak Forex per kam Karen Kyunki Forex trading Ek Aisa business hai jismein aap unlimited profit Hasil kar sakte hain isliye aapko Pak Forex trading Mein zaroor join karna chahie ismein acchi Tarah Se practis Kar Ke Hi Kam karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex kyun zaroi hai?

                              forex main ham apni marzi say kam karty hain forex main kam karny ka koi bh limit nh hoti hain ham is main jitna bh work kary gy hamy otna hi faida ho ga forex ak best job hain is ly hamy agr is main kamiybi hasil karni hain to mhant karni chahy ham jitni bh mhant kary gy hamy otna hi expirence ho ga our ham otna hi acha bonus hasil kar sakty hain hamy forex main achi learning hasil kar ka hi kamiybi mil sakti hain forex sab ka ly zarori ban gya hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X