confidence'''vs knowladge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2491 Collapse

    trading kay liye tou dono important hain but knowledge first hay kyun kay confidence bhi aap ka tabhi increase hota hay jab aap kay paas knowledge hota hay agar kaam kernay ki ability na ho tou confidence zero hoga so aap kay knowledge ki pehlay value hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2492 Collapse

      2no he behtr hen mgr confidence se apko boht faida hota a apke pas knoweldge b he mgr confidence nhi hy to ap thek se trading nhi kr skogy or na he kisi b business me ap thek se work kr skogy esliye apko chiye k confidnece me rahen hr wqt forex k doran to ap fully confident hon taky ap jo trade select kren usme apko konwledge mily
      • #2493 Collapse

        Confidence K istemal bahut Zaroori Hai Hamari trading ke liye Agar Hame Apne analysis apni best trading karne ke confidence ki nahi hoga toh hum achhe trading kis taraha kar Payenge lekin knowledge bhi bahut Zaroori Hai Kyun k aapke paas Jab accha knowledge Hota Hai Tabhi aap confident Hote Hain Jab knowledge he nahi hoga experience hi nahi hoga toh aapke Kisi bhi Tarah Ke confidence hone ka koi fayda nahi hota
        TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
        Please visit my trading journal from here
        • #2494 Collapse

          hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur confidence sayy hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur haamin market main is k up aur down ko dekh k hi trde karni ho gi tab hi hum run karein gay aur faida ho saky ga
          • #2495 Collapse

            Mein to samjhta hun keh knowledge ke sath sath confidence bhi bohot hi ziada zaroori hota hey aur yeh dono chezen hi most important hein forex business mein agar apke pas aik acha confidence aur acha knowledge ho to aap is business mein achi trha se kamiab ho saktey hain.
            https://t.me/pump_upp
            • #2496 Collapse

              Bhai dono hi important hain. Dono ma say ek cheez bhi kam ho tw trading ma loss ho sakta ha. Knowledge humari success k taraf rehnamai karta ha jab k confidence say hum aus ko hasil kr lety hain. bagir knowledge k trade karna hawa ma teer chalany k tarhan ha. jab k confidence say hi hum time pr sahi faisaly kar patay hain.
              • #2497 Collapse

                hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is say faida ho saky ga
                • #2498 Collapse

                  hamain koi bhi business start kerny sy pehly khud per conidence hona chahiye k ham iss main acha perform ker sakty hain or iss business k baray main hamaray pass knowledge hona chahiye ta k ham iss business ko achy sy jaaan skein or hamain pata ho k kis situation main hamain kya kerna iss ko kesy handle kerna hai zada or profit kesy hasil kerna hai or loss sy bachna kesy hai
                  • #2499 Collapse

                    market main knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main is k bary main trend ko use kar k hi trade karni ho gi aur talent say hi trade karni ho gi tab hi hum sucesss hon gay aur hamain is main faida ho saky ga it is best job
                    • #2500 Collapse

                      impondend to 2no he ha lakine jab aap ko kis be kaam ki knowlged nhe ho ge to aap confidence ko ka kary gay our is liay aap ko is ma confidence kay saht knowlged be cahay per he aap is ma kamyab ho sakty ha is liay aap ko is ma mahnat karne cahay knowlged kay liay our parctice karne cahay confidence kay liay
                      • #2501 Collapse

                        Dear ftend confidance or knowlage 2 alag alag chezy hai jin k aik sath hona he faida deta hai kun k agar hmary andar confidance ho ga laken hmy kisi chez ka knowlage nai ho va to hmara confidance bekar hai or agar knowlage hai or hmaey andar kuch kar y ka confidance nai hai tab b hm kuch nai kar sakty es liye mery khayal mai hmary andar in dono chezo ka hona lazmi hai.
                        • #2502 Collapse

                          deary mary khiyal say forex main confidenc or knowlage dono hi important hy ap is indono kay begear forex main trading ni kar skaty q kay knowlage kay beger confidance kissi b kam ni ho sakta or na hi confidance kay begar ap kay kam knowlage askta hy dear,,,mere khayal mn dono chezen important hy q k knowledge ho to ap confidence se baat kar sakty ho r agr ap k pas ak chez b hy to us ko achy se use karo q k trade mn agr apna ocnfidence use kro to soch samjh k agr dono chezo se karo gy so its best
                          :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                          • #2503 Collapse

                            g han dear hamain apny confidnece say hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is k bary main greed ko avoid kar k hi hum real main acha perform karny k kabil ho sakty hain aur knowldge acha ho ga tab h ihum achi trade karny k kabil ho sakty hain
                            • #2504 Collapse

                              mari nazr ma to ya dono boht zaroore ha aap is ma sarf confidence sa he kaam nhe kar sakty ha our sarf knowlged sa he nhe kar sakty ha aap ko is m,a kamyab honay kay liay knowlged our confidence ki be zaroorat hote ha is ma jitna experinec ho ga aap ko is ma itna confidence ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2505 Collapse

                                Dosto ye dono he hr trader k ly zroori hy aik k sath or aik ko chor k ap best trading ni kr skty hy lkin un dono ma farak to hy knowledge wo hota hy jo ap khe sy learn kr k ya kisi sy poch k hsal krty ho or jb k experience wo hota hy jo practice kr kr k hsal krty ho es ly ye dono apni jga py bht importance rkhty hy or en ma sy aik k bina b guzra ni kisi b trader ka

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X