forex kitna risky hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex kitna risky hai

    agar hum is main experience sy kam kary gy to forex hamary liey risky nahe ho ga agar hum is main bagar experience ky kam kary gy to yai hamary liey risky ho ga yai asa business hain jo hamy learning be dyta hain or yai hamy kam karny par ache earning be dyta hain hum is main investment kar ky profit hasil karty hain yai pakistan main be legal ho cuka hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex kitna risky hai

      g bilkol forex trading risky business hai agr forex main forex ka knowledge r experience nahi hai kiun dunya main koi bhi aisa business nahi hai jo risky na ho hr business risky hota hai mgr forex main agr humre pas acha knowledge r acha experience hai tu forex bahut asan business hai kiun k forex main acha knowledge r experience zarori hota hai jis k pas forex ka acha knowledge r experience hai wo forex main kamyab trading krta hai.
      • #18 Collapse

        Re: forex kitna risky hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
        Hello dear all Forex traders assalam walekum doston mein aap sab se Ek Sawal puchna chahta hun ki aap aapko Forex ka business Kitna risky laga hai bahut Log Kahate Hain yah bahut risky hai bahut nuksan ho jata hai Kuchh Kahate Hain Ki yah bahut profitable hai to aap apne Apne news dijiye ki yah Kitna risky hai aur Kitna profitable hai
        Forex trading Itna Jyada risky business hai ki agar is mein aap ek small mistake karte ho to aapko Itna Jyada loss ho sakta hai ki aapka account bhi wash ho sakta hai Forex trading mein mistakes aur repeated mistakes ki to Koi Bhi gunjaish Nahin Hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #19 Collapse

          Re: forex kitna risky hai

          Forex trading bahut hi risky business hai is Mein Kamyab vahi hai jo proper plan Banakar Apne risk ko manage Karke trading karte hain different kamyan strategy honi chahie market ki situation ko understand karne ke liye market Ko samajhna Hai difficult Hota Hai..
          • #20 Collapse

            Re: forex kitna risky hai

            Forex bahut risky hai aur yah isliye Hai kyunki humne isko aisa banaa Diya Hai Ham loss karte jaate Hain aur bar bar invest karte jaate Hain yah kyon Hota Hai kyunki market Mein hamen najar a Raha hota hai ki yahan per Paisa bahut jyada hai lekin Ham loss karte hain kyunki Ham apne aap par control nahin kar paate aur wrong trading karte hain iski vajah se hai ki Ham knowledge nahin hasil karte aur Jab bhi kisi Kaam ka knowledge nahin hoga to usmein loss hoga
            • #21 Collapse

              Re: forex kitna risky hai

              Forex Kitna risky hai dear Agar Forex ki knowledge experience na ho to Forex trading karna bahut zyada risky hota hai is liye senior trader Hamesha learning ka Kahte Hain Kyon Ke learning ki wajah se trading karne mein experience market ki knowledge milti hai Forex Mein Hamen market ki knowledge Hasil karne ke liye zyada Se zyada mehnat Karte Rahna chahiye Kyunki Ham Forex ne apni hardworking ki wajah se Kamyab Hote Hain Forex Mein kamyabi Ke Liye Har trader ko zyada se zyada hardworking Karni Hogi hardworking ki wajah se Forex ka risk level bahut zyada kam ho jata hai Forex main Hamesha mehnat Karne Wale Trader Ko kamyabi milti Hai Forex Mein mehnat karna bahut zaruri Hota Hai Forex mein agar aap Bina experience aur knowledge ke trading start karte to wah bahut zyada risky hoti hai aur beginners trader ke liye Hamesha Forex trading risky rahti hai Kyunki woh Forex Mein learning Nahin karte Jiski wajah se yah un Logon ke liye tough challenge Ban Jata
              • #22 Collapse

                Re: forex kitna risky hai

                Does and experience both are the most important in the forex trading Agar Ham Yahan Par Kisi Ek chij ke bagair yahan per market Mein Sar type karna chahte hain to yah Hamare liye theek work Nahin Hoga Hamen chahie ki Hamen proper method ke sath kam karne ke liye market Mein regular working Karte Rahana chahie jisse Hamari working aur Hamari earning bhi Puja confidence ke sath suitable method ke sath increase ho sakti hai
                • #23 Collapse

                  Re: forex kitna risky hai

                  dear member jahan tak k mera khayal hy pak forex forum koi riski busi9ness ni hy ap is main ager achy sy kam karen matkub achy sy soch samjh kar market ko achy sy jan kar tu ap is main bhot he achi trade kar sakty han bhot he acha profit is sy ap gain kar sakty han dear jab tak k ap khud is min risk na lien trade main tab tak ap is main achi earning gain karty rahen gy
                  • #24 Collapse

                    Re: forex kitna risky hai

                    Forex 30% risky hain jo is k function or rules hain us k according baki ka 70% hum par depend karta hain k hum trading ko kis tahra say intake kar k kis tahra say trading karty hain or kis type ki analysis karty hain kis tahra k tool s or indicator use karty hain or sub sy important kitny sabar k sath trading karty ye sub cheezy trading ko risky or non risky banaty hain
                    • #25 Collapse

                      Re: forex kitna risky hai

                      Ary bhi forex jitna ricky hy utna mery khayal say aur kuch ricky nahen hy kun k is mn thori si galti bhi banybanaye kaam ko tabha kr deti hi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: forex kitna risky hai

                        forex ka dosra nam risky business ha is main risk bht ziada ha is amin bht sary traders is liay nakam ho jaty ahn k wo isy samjhty nhi han aur risky kam ker k apni sari mehant aik hi pal main zaya ker bathty han jis se wo isy chore daty han ager ap is main safe trdaing karein tu ya risky nhi ha is se bht achi earning ki ja sakti ha.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X