Dear Friends! GBP/USD ki hourly chart yeh suggest karti hai ke market abhi consolidation phase mein hai, jo pehle wali bullish rally ke baad ho rahi hai. Filhal price 1.2940 ke aas-paas hai. Bollinger Bands ki readings reduced volatility dikhati...
USD/CHF abhi bhi sideways movement mein hai, magar pichlay do hafton se daily bearish volumes kam ho rahi hain. Aam tor par aise data ke sath kai instruments actively grow karte hain, lekin iss case mein speculators abhi bhi market ke neeche girne...
Bitcoin khud ek virtual currency hai jo sirf digital form mai mojood hoti hai aur kisi bhi physical shakl mai nahi hoti. Isay decentralized blockchain technology par operate kiya jata hai jo kisi aik hukoomat ya idaray ke control mai nahi hoti....
Bitcoin ya crypto market ke crash hone ki kai wajuhat ho sakti hain. Aksar hukoomati pabandiyan ya naye qanoon is market par bura asar daalte hain. Badi machhliyan yani whales jab bohot zyada crypto ek sath bechti hain to market gir jati hai. Agar...
Blockchain Bitcoin ka buniyadi dhaancha hai jo iski tamam transactions ko record aur verify karta hai. Ye ek decentralized ledger hai jo kisi aik idaray ya shakhs ke control mai nahi hota, balki duniya bhar mai hazaron computers par distributed hota...