Loss of money is big or the loss of confidence? (2)(529.sabzwari

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    confidence ka khatam ho jana ye zyada tr trading k duraan tb hi hota ha jb apko loss hota ha. is liye pahly kisi b trader ko loss k bajaye profit ko demo py learn krna chahiye k kasy profit kmaya jata ha phir usey trading mein ana chahiye. is tarah uska confedence khatam nhi hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      loss of money b ziada hota hey or loss of confidence b ziada hota hey jab ap forex treading kartay hain tow ap ko loss jab ho to ap ka sara confidence or morale down ho jata hey or ap ko phir trading kartay huay khof ata hey kah kaisay trading karun
      please #Thanks My Post if you want to apreciate me :o :o :o :o
      • #48 Collapse

        forex aisi market hai jis main aap ko kisi b waqt loss ho sakta hai or aap ko profit b ho sakta hai is laiy aap ko chahiye k is main theek say work karian or is say is main earning karian
        • #49 Collapse

          Loss of money can be recovered but the lost of confidence will take more time to be recovered than money recovery, so you should not loss your mind during trading and you should focus on your trading without wasting time to other activities.
          • #50 Collapse

            forex me agger app apna confidence loss kerta hain tua apko boht nuqsaan hoga so apko is bare me yakeen rakhna chaye hy loss pof moeny manageable hot ahy kyun k app uusko manage kersate hy .,.,
            • #51 Collapse

              yes dear ap ne khud hi apne thred ka buht acha answer diya hai ap ki baat sahi buht se traders aisey b hain jin ko kabhi loss ho to un ki umeed b loss mein convert ho jati hai jo k sahi baat nahi q k forex mein kabhi ap ko loss ho ga or kabhi profit
              • #52 Collapse

                Loss hone se bara nuqsan hamara confidence lose hona hai, hamen har soorat apna confidence lose nahi karna chahiye, loss ko profit mein badalne ki koshish karen.
                • #53 Collapse

                  I think loss of confidence is more dangerous. Because money can be earned. But if someone losses his confidence then it is difficult to restore it back. So never loose your confidence.
                  • #54 Collapse

                    Ji han ap ne sahi kaha hai jab hum loss karty hain tu money ka sath sath jo bohat bara nuqsan hota hai wo confident ka hota hai hum apna confident bhi lose kar dety hain aur sath main hope bhi. is tarah humy koi bhi hope nahin rhti ka ab hum loss recover kar sakin gay ya profit bana sakin gay.
                    • #55 Collapse

                      Gab achy information or experience ke bageer kaam start karty hain to confidence ke bageer trade lagaty hain to lose to ho ga he
                      • #56 Collapse

                        assalam o alaikum. jee haan bhai jaan forex mein kafi loog apni money ko loss kar daity hain aur wo greed ki waja say karty hain aur ap iss mein mehnat karo aur learning karo iss mei koi mushkilnahen hia ye ek best way hain easy earning karny kay liye
                        • #57 Collapse

                          Bhai dono hi cheezay impact krti hai or mere khyal say na to trader ko trading mai apnay confidence level ko decrease honay dena chahiye or na hi capital Ko.Q k agr confidence lose hoga to capital b loss ho skta hai.isi liye complete patience or knowledge ki base pr trading krni chahiye taaky trader loss say btch skay or profitable trading krnay mai kamyab ho paye.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #58 Collapse

                            Mujhay jub bhe loss hooa hay mera confidence pehlay say increase hooa hay kunkeh mujhay her loss nay aik experience milla hay jis ki wajah say agli baar mujhay iss ka profit hooa hay
                            • #59 Collapse

                              app ko apney app par trust khatam ho jye to ap ka big loss ho jata ai money ak bar loss ho jye to wapsi aa jati hai lekin trust appka jo loss ho jata hai to wapis ni aata hai es mai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dear agar app ko loss ka samna ker na par jata hai es business mai tu app ko apne confident bhe nahi raha ga es k leya serf app serf demo sya khob acha practice karan taka app ko confident built ho jay aur mistake bh dor ho jay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X