Use of Stop Loss & Take Profit
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1051 Collapse

    stop loss uar take profit mein dono use karta hn aur aap ko forex mein anay sy pahlya is business ko samjna parta hai aur aap kao is business mein discpline sy work karna hotaa hai aur aap ko is mein best learning ky liyee youtube aur forex sites sy info collect kar ky apanay knoweldge ko increase karna hota haai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1052 Collapse

      maine kabhi stop loss ka option kabhi use nhe kia hai mai yaha per simple trading he karta hu and mai us say he ziada khush hu and mai better trading karna chahta hu
      • #1053 Collapse

        bilkul ap ny bhai sahe kaha ha stop loss aur take profit buhat sy log use nahe karty jis ki waja sy buhat zeyada loss hony k chance hoty hain .ma to stop loss aur take profit use karta hu jis ki waja sy ma aik profit b gain kar lata hu aur loss zeyada loss sy b bacha rehta hu
        • #1054 Collapse

          Asslam-o-Alakum my dear brother, hum lose k chances ko kem kerne aur profit hasil kerne k lie take profit and end lose ko use ker sekte hain aur jeb hum online na bi hoon to bi teake profit & end lose mufid sabit hota hai.
          • #1055 Collapse

            trade main low profit hasil karna or big loss say buchne k liye ham take profit or stop loss use karte hain take profit ham ko profit data hai or stop loss hamri trade ko big loss say bachata hai
            • #1056 Collapse

              Forex trading mn agr ap soch samjh sy kam lety hn to is mn any waly loss k amkan ko kam kia ja skta hy aur is tarh ap apni amdni mn bhe izafa kr skty hn aur trading lalach k bagheir krni chaiye q k is sy ap loss kren gy aur frofit mn kami ho gi .
              • #1057 Collapse

                Mery bhaiyo main ic bussiness main stop loss kaa istamal nhi karta hon..par main ic bussiness main take profit kaa istamal zarore karta hon.kyu keh aksar hota ye hy.ky jab ham stop loss set krty hain.toh pehlay hamary stop loss hit hony ky baad market agin wohain chali jati ha.jaha par wo pehlay the.ici liya main ic ka use nahi karta hon.
                • #1058 Collapse

                  agr hum is forex buisness main stop loss laga kar treading karty hay to humain is forex forum main say acha profit hasil hota hay aur hum loss say bach sakty hay is liay humain is forex buisness main treade lagany k sath sath is main stop loss lazmi lagana chaiy ta k hum bary loss say bach saky aur acha profit hasil kar skay.
                   
                  • #1059 Collapse

                    hang stop loss and take profit to trading mein must hai in kay bagair aaap ko trading he ni akrni chayie aur aap ko faida uthha chayie is sa
                    • #1060 Collapse

                      yes brother yeh bahot kam log use kartay hai brother who is liyeh k un logo nay learning hi nahi ki hoti hai stop loss our target ki agar who learning kar letay hai tu un ko sub say pehlay ik point ka pata chaly ga k who log market ko jan jay gay k market nay ksi point say change hona hai brother our kis say nahi
                      • #1061 Collapse

                        hamen forex k business mein zaroor stop loss aur take profit ka tools use karte howe kam karna chahiye aur jab ham in tools ko use kar k kam karen gay to phir hamen zaror ek acha trend mil sake ga
                        • #1062 Collapse

                          yes brother ap ne theak kha kh stop los or take profit lagana bohat zarori ha takh ap ko har time cumputer ko on na rakhna pary or jab ap ki trade profit mn jiya to cut ho jiya
                          • #1063 Collapse

                            Mere bhai yaha forum pe aksar trader aise hain jin ko trading k sare tools ka nahi pata,baki stop loss take profit ko sahi tor pe use karne k liay ap ko demo account pe stop loss laga k trade lagani ho gi jis se aik to ap ko apni vocabulary ka sahi pata chale ga or sath main is tool ki ahmiat or using ko b seekh payen ge.
                            • #1064 Collapse

                              Stop loss and take profit is some time good but some time its not good takeing profit is to some extent better strategy but stop loss may give you only loss, so i never use it...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1065 Collapse

                                mt4 main stop loss and take profit 2 aisy option hain jin ko new and expereicne 2no traders use karty hain kuinkay market trend kisi news ki vaja say change ho jaye to phir loss say bachny kay laye just sl ko hi use kia jata hay aur is tarah ap deep loss say bach sakty hain so in ko lazmi istamal karna chaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X