new traders kio itna greed kerty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1981 Collapse

    because new trader itna zyada aware nhi hota trading k bara man aor market k ups and downnhi samgta aor lalach man a k loss kar bathta han so pahla ache tarh knowledge gain karn us k bad trading karn koy b lalch k bagar
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1982 Collapse

      jo bhi new traders hoty hain un ko quickly profit kamany ki jaldi hoti hai is ley un ko wait pasand nahi hota hai or wo trading strat ker dety hain wihtout expericne hasil key is ley un ko loss hi khana perta hai.
      • #1983 Collapse

        new trader forex trade main loos apne he greedy ki waja sa jayta hain new trader forex main bohat greedy hota hain wo apni greedy ki waja sa he forex trade main apna account empty kar daye hain aur pher bad main emotional ho jayte hain
        • #1984 Collapse

          bilkul aisa hi hota hy jab new comers trading karty hain to un ko pese kamaney k shoq or jazba hota hy is liye baz oqat wo greed a shikar ho jaty hain is liye new ho ya purana trader us ko greed se hamesha bach kar rehna chahiye .
          • #1985 Collapse

            nahi aisa zarori nahi hai k har new trader yahan greed karay ji nahi me bhi new hoon or me jld bazi se kam lene walo me se nahi hon balke araam araam se apne kam ko samjh kar krne me yaqeen rakhti hon han ye hosakta hai k log risk lene se darte hon lekin iska mtb ye nhe k sab greedy hon
            • #1986 Collapse

              Not only new trader greed in forex market. Old trader also greed in forex market. But greed is working highly in the new trader. Because they do not have idea about forex greed result.
              • #1987 Collapse

                Pehli baat ye ke new traders forex ko Get rich scheme aur paisa kamane ka short cut samajhte hain.is liye wo thori bohat jaankari ke baad kaam start ker dete hain.aik 2 dafa acha profit hone ke baad wo apne apko expert samajhte hain.jis se wo khud nuqsaan uthate hain.
                • #1988 Collapse

                  Dear wo is liye greed karty hain is business me kyun k greed is business ka sb se main hisa ha jo hmen kabhi apni tarf kehncti ha isi liye hmen is business me lalach ko hmeshah khtm kar k hi is business me kam karna chahe achi earning k liye
                  • #1989 Collapse

                    bht sarey traders isliye b fail ho rahe hn is busoness mn keh wo is mn achi learning k bagher us mnaa enter hotey hn aur achi learning nai kartey hn jiski wjha se wo us mn loss kar jatey hn
                    • #1990 Collapse

                      i think k new trader ko koi itna experience nahi hota hai or real trading ki bhi koi khaas knowladge nahi hoti hai then may be new trader thory greedy ho jaty hai.
                      • #1991 Collapse

                        New traders yeh samjhtey hain keh aik profitable business hy aur is main hr koi asani sey money kama raha hy aur rich banna buhat asan hy. Tabhi woh without knowledge aur practice key trading start kar detay hain aur yeh samjhtey hain keh aik din main dher sara profit mil jaye. Aisa nahi hota aur jis ki waja sey un ko loss ho jata hy aur woh forex chhor detay hain. Unhain pata hona chaheye keh profit lenay key leye education zaroori hy aur lalach sey sirf loss ho sakta hy.
                         
                        • #1992 Collapse

                          salam brother forex trading men bil kul b lalch ni krna chaey kun kh is men hm raton rat amer hony ki try krty ha tu hm lot size bra use krty han tu is sy hamen mostly loss hi hota ha profit ky chance kam hi hoty han
                          • #1993 Collapse

                            i think that if you have proper skills and knowledge then you can avoid greed in trading because without greed you can gain more here.i am also a learner and i think that without using demo account i can not know how to do trade and how to make money here.
                            • #1994 Collapse

                              new traders is liye itna greed karty hain kyu k jb wo daikhty hain k forex mai profit bohat zayada hota aur insan kafi paisa earn kar laita hai is sy to wo lalach mai aa jaty hain aur aik din mai he ameer hony k khawab daikna shuru kar daity hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1995 Collapse

                                new trader es lyi greed karty hai q ky wo nh janty hai ky greeed sy loss hota hai es lyi unhy loss ho jata hai es lyi new trader ko cahye ky wo forex trading per greed na kary q ky ye boht hi bori adat hai greed karna

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X