Which One is more Harmful Greed or Fear? (3) sss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    my dea is barey mein mera experience yeh hai k greed ap ko buht ziada loss dey sakti hai ba nisbat fear k q k mein samjta hoon darr pe qaboo pana asaan hai jb k lalach ki jarrein ziada gehri hoti hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      fear because when the trader fears of loss then he try to work here more better than bore and try to make his good working planning harmfull hy as compare to fear kun k greed men ap khud ko bht zyada nuqsaan pohnchate hen or
      • #18 Collapse

        well my dear friend, meray khayal say almost tamam members aap ki iss baat say agree karain gey, Forex trading mein greed ziada harmful hai fear say, aur meray khayal say thora bohat fear tou har experienced trader ko bhi hota he hoga kyun kay unn ki investment line pey hoti hai aur wo nahi chahtay hongey kay unn ki investment loss mein jaey so wo hard work kartay hain bajaey greed karnay kay...
        • #19 Collapse

          Bhai hai to dono khatarnak but tarding main ziyada fear hai khatarnak aur fear sy he humain takreebn loss hota ai . Forex ek best business haia ur real bhi hai ..//..
          Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
          For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
          • #20 Collapse

            mary khyal se wo hamra tools ko pori tarha se use na krna hai or is ke he waja se hamay ziada loss bhe hota hi jaisa k indicators ,signals and take profit and stoploss
            • #21 Collapse

              greedy bohat harmful hai aur forex is great business aur learning ky liye youtube best source hai is tarah aap is business ko learn kar skaty ho aur demo par account par practice kar ky is business ko samaj saktay ho aur much money make kar saktay ho aur yeh bohat acha hia aur great hai.
              • #22 Collapse

                salam bhai jee laaluch aur dur app ko forex mein bauth naqsan dati hain in se app jitna bach saktay hain app ko bachna chahyia yaah app kay liye acha hai
                 
                • #23 Collapse

                  salam bhai jee yaah dono cheezian he naqsan day hain in se bachna chahyia nahi tu app forex mein kaamyaab nahi ho saktay yaah app per depend karta hai kay a[pp kasay bachatay hain
                   
                  • #24 Collapse

                    fear to usi waqt ap k hota hai jab ap ko loss ho raha hota hai magar greed to khud ap ko loss ki taraf ley jata hai.
                    • #25 Collapse

                      greedy say kam karna kafi haemfull ho sakta hay magr demo ko use karna ho ga kun kay market main agr active ho kar kay kam karty hain to kafi mehnat saay kam karna ho ga jis say trade ko understand karna ho ga ta kay market ko use karna kafi mehnat say market ko use karty hain to best ho sakta hay magr low risk ko use karna ho ga
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        traders kay liye Emotion trading mai aik jise he nuqsan daay ya harmful hoty hain chaiye woh greed ho ya fear . greed ke waja say log over trading karty hain aur fear ke waja say right time per b trade open karny say darty hain .
                        trading ager fear aur greed ke jagha analysis ke base per ke jiye tu bohot best rehta hai .

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X