Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

    Hamare Paas Apne hand Mein capital hoga jo hamare pass capital Nahin Hai Kya isliye kam Karen Jagdish trader learning karna Chhod dete hai market Mein analysis karna Chhod deta hai vah kabhi bhi ismein kamyabi ke sath Kam Nahin kar sakta hai kamyabi ke sath kam karne ke liye analysis system ka gana Ham Sabke Liye bahut jyada important hota hai isliye jab tak system Ka Pata Na Ho Ham kabhi bhi kamyabi ke sath trading nahin kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

      g bilkul agar ap koi or job bhe karna cchaty hain to beshaq ap job bhe kar sakty hain or pak forex ko bhe join kar sakty hain ,,is main job holders bhe kam kar rahy hoty hain or bina job waly bhe ,,job holders forex ko phir job k bad he time dety haiin jis time wo free hoty hain tabhi wo pak forex par kam karna pasand karty hain ...
      • #18 Collapse

        Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

        ye ap ke uper depends kerta hy ap kitna kam kar sakty han ager ap es business se jald free hote han to zror ap or job keryn kuin ke time managemnet ap ne kerni hy es liye mre kheyal se ap ko cheye jaha bhe kam keryn lag ker kam keryn full sencere hone ge to ap achi kamyabi mile saky ge
        • #19 Collapse

          Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

          G han hamen trading kay sath koi aur job bhi karni chahiye forex ko part time business kay tor per istamal karna chahiye kyu kay is tarah hi hum apni needs ko pora kar sakty han is liye sath job bhi karen aur sath sath forex per bhi posting karen
          • #20 Collapse

            Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

            G apki bat sahi hy k forex ik profitable business hy is main agar experience ho jaey to kafi earning hoti hy lakin new traders ko isky sath sath koi aor job bhi zaror karni chaheay takeh loss ki sorat main kisi trah ki koi mali pareshani na rahy
            • #21 Collapse

              Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
              Dear brothers forex trading wesay tu bahut hi acha business hey lekin iss k sath sath yeh risky business bhi hey kiun k kabi kabi bonus anay k pahlay week men hi hamara account wash ho jata hey aur phir ghar ka kharcha nhi chal sakta iss liay forex trading k sath sath koi aur job zaroor karen ta k agar forex trading men income nah milay tu dusari job se income aa jay aur ghar ka kharcha chalta rahay
              doston yah jaruri nahin hai ki aap forex mein kam kar rahe hain aur aap ismein achcha kam karte hain aur fir bhi aapko kisi aur job ki jarurat ho to yah chij possible nahin hai HAL Bata agar aap kisi aur job mein involve hain aur aap chahte Hain ki aap ismein acchi earning karen to aap FIR ise part time job ke taur per use Karen ismein mehnat Karen aur is Kadar mehnat karenge aapko ismein apne target devachi ho jaen aur aapas mein aasani se upar Diya bujha sake
              • #22 Collapse

                Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

                ji main ap ki baat sey agree karta hun jisa k ham janty hain ise business main jahan etney saryy favaid han wahan par ise k koch noqsanat bhe hai ik to yaqeen nahi kiya ja skta k ise bar hamra profit ayai ga ya nahi . kabhe ham ko loss bhe hojata hai yahan par ise li ap ko chahi hai k forex traiding k sth sth koi or business bhe start kar ley taky kabhe yahan sey profit hota rhy or kabhe os dusry business sey or ap ka ghar ka nizam bhe chalta rhy .
                information for Beginners
                Complete Forex Knowledge
                • #23 Collapse

                  Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

                  bilkul agar job hai to sth sth job kare sth market pe focus rakhy aik taar se 2 shakar kare kam ase karne chaiye kam sa kam apko 2 tarf se earning aani chiaye tab hi apna ghar khushal kar sakty hai apne kam bzy rehna chiaye holiday bhi ata hai us din enjoy kare baki din ap apne kam pe focus rakhy to ap trading se life time achi earning kar sakty hai.
                  Mehnat Me Azmat hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

                    G bilkul friend agr ap k pas time spare h to ap pak forex k ilawa koi or kam b kr sktay hn. Ye sb kch ap p or time p depend krta h. Mere khial main behtr yhi h ap forex main mehnat krain, is se acha business or koi ni h. Ap is main risky trade bilkul na krain or market ko analysis kr k trade krain or apnay account ko strong kr k trade krain to ap loss se bch kr acha profit hasil kr sktay hn.
                    • #25 Collapse

                      Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

                      G han dear member jo log trading expert hn onko to koi r job dhondne ki zarort nae hotelikn jin logo ko km profit hota h onko job krne hote j r forex ko part time job k tor p lena hota h apko is se bhe acha fayda hota h r jab ka bhe
                      • #26 Collapse

                        Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

                        g han bhai jan mera khyal hai k hmain forex k sath sath other job bhi kar leni chahye q k yah aik achi bat hoti hai q k forex main hmain abz okat loss ko face krna parhta hai or kbhi hmara ccount bhi wash hota hai jo kafi month trading k qabil nahi ho pata hai tu hum en donu jub trading nahi kar skty hain tab hum apni other job se apni life ko set rakh skty hai warna masla ho skta hai aghr koi or job na ho tu
                        • #27 Collapse

                          Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

                          Dear friend g han hamen forex trading ky sath sath or bhi job kar ni chahey forex trading ko part time bhi kar sakty hai forex man time ki koi pabandi nhi hain is liy kesi bhi time kam kar sakty hai forex trading ko full time bhi join kar sakty hai or part time bhi is liy koi or job karin to bhi hum forex man kam kar sakty hai is liy forex man mahnat sy kam karin or forex man daliy time invest karin ta ky forex man kamiyabi hasl kar ky achi earning kar saky
                          • #28 Collapse

                            Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

                            g haan hum forex trading k sth ur be be job kar sakte hein yeh baat hum par depend krti hein ik hum at a time kitnay kaam kar sakte hein keyu k kuch log kamchor hoty hein ik he job kar sakte hein
                            • #29 Collapse

                              Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

                              forex Sath Koi Aur jobs g dear hum forex k sath sath koi aur job bhi kar sakty hain Agar Ham ismein time manage karte hain aur planning ke sath working Karte Hain To Ham ismein Kisi Aur joke ko bhi time de sakte hain Hamen zada Se zada hardworking karna chahiye mehnat karne se Hamen kamyabi milti hai time table Bana kar hi working Karni chahiye se Hamara time bhi save rehta hai Forex me kam karne ke liye hard working aur dedication ki zarurat hoti hai Jo isbmein Dilo Jaan Se Kam Karta Hai woh Kamyab ho kar Kamyab trader ban jata hai Forex mein mehnat karne wala Kamyab aur Agar Ham Koi Aur Karobar nahin karna chahte To Hamen forex per zada time Dena chahiye Ham ismein Itni earning kar sakte hain Hamen Kisi Aur karobar ki zarurat Nahin Hoti
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kiya forex trading k sath koi aur job bhi karni chahiay?

                                Assalam. O. Alikum. Dosto forex ki yehe to kgas bat ha ka yahan kisi chez ki koi pabandi nhe agar ap mehant karen to ye kam ha bara easy or ap 7 main koi or job bhe kar sagty han or agar phely sa he job holder han to ap ko forex ki waja sa job nhe chorni chahaue ha bas itna karen ap jo time waste karty han woh forex ko de den or forex ki traning len jab ap ka pass acha khasa exprince ho tab ap khul. Ka trade karen or chahen to ap apni job bhe continu rakh sagty han kun ka forex ko to ap na sirf mobile sa handle karna ha koi wazni kam to ha nhe or ap din main busy han to rat ko kar len trading is main kisis chez ki koi pabandi nhe bas ap kobtrading ani chahaye ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X