Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1966 Collapse

    g han dear mere khyal me hum ko esa nai karna chhaye bal k is me mahnt kar k kamm karna chaheye or agar loss ho b jaey to tention nai leni chahye bal k hum ko dekhna chahye k humne mistake kahan ki he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1967 Collapse

      humain is main greed ko avoid kar kay kam karna ho ga ta kayy humain trading main loss km ho saky or humain is main overconfidence say kam karna y main greed ho sakta hay is ko b karty time humain avoid karna ho ga
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #1968 Collapse

        apki baat theak hay agar hum over confidenct ho kar trade karen gay to humay lagna shuru ho jaye ga keh hum market main bohat earn kar sakty hay aur yahe garoor humay loss ka bais banta hay so humay aisa nahi karna chahiey
        • #1969 Collapse

          overconfidence ki waja se me ne bohat loss kia ha me gold pr trading start ki aur shru ke trading me acha profit earn kia laikn phr mene big lot size ka trade lgaya jo ke loss ho gia. mera experience ye ha ke gold pr trading bohat risky ha baghair knowlege aur experience ke gold pr trading na krein.
          • #1970 Collapse

            overconfidence is not good for a good trader too kun k overconfidence man or lalach man ferk hi koi nae hai, i think dono aik hi chiz hain bus 19 or 20 ka ferq hai overconfidence bhi dabo daita hai or lalach bhi tu khayal rakhna chahye dono say
            • #1971 Collapse

              jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain hamen trading kartay huye kabhi bhi over confident nahin honaa chahyie kynk esaa karnay se hamen sirf loss he hotaa hae kynk hum lalach karnay lagtay hain or lalach ka nateeja sirf loss he hotaa hae
              • #1972 Collapse

                agar hum trading main overconfident hon gay to humay aisa feel ho ga keh hum market main bohat earn kar sakty hay aur esi garoor main humay loss bhi ho jata hay so humay aisa nahi karna chahiey
                • #1973 Collapse

                  apki baat theak hay agar hum overconfidenct hon gay to humary andar garoor aa jaye ga jiski waja say humay market main loss bhi ho sakta hay humay theak say focus karnay kay baad he aik trade placce karni chahiey
                  • #1974 Collapse

                    dekhey jaisa ke real life main bhi over-confidence ap ko nuksaan deta hai waise hai tarding life main over-confidence ap ko losses deta hai so over-confidence ko leave karey always or greed se dor rahe yehi ap ke account ko remove ker wa sakta hai
                     
                    • #1975 Collapse

                      market main trade ko krny k liay humy confidence ki zarort hoti hai laikin is k sath mian ik or important baat vo ye k khud ko sub say zarori market main trade ko krny k liay fear ko khatam krna hota hai laikin is confidence ki limit k ander hum nay kaam ko krna hota hai is liay over confidence hum k trading k liay nuksan deh hai
                      • #1976 Collapse

                        overconfidence say hum k liay kaam krna kafi muskil ho jata hai is liay hum ko zarort hoti hai k koi b kaam say hum nay agar best out put ko hasil krna hai to is k liay sub say important hota hai k hum is ki tayari krty hain or is k bad hi ye profit earn krna mumkin hota hai
                        I LOVE PAK FORUM
                        • #1977 Collapse

                          g han forex trading ek business mien apke andar confidence to theek hota hai lekin is mein agar ap over confident honge to phir is mein ap kabhi bhi long term kamiyab nahi hoskate.
                          • #1978 Collapse

                            overconfident ho kay trade tu trade4r kar letay hai likin yagha pe asiay trading ki surat me lost hii milta hai aur kuch bi nai milta hai 8is liay apkio trade ko boihat hi sakoon kay sath karna ho ga
                            • #1979 Collapse

                              Bhai g me agree with you forex trading mai traders ko confidence zaror hona chahye lakin unko over confidence sai perhaz kerna chahye wo greeding mai ajata hy or looss kerwa daita hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1980 Collapse

                                agar hum market main over confident ho kar trading karen gay to es trha humary andar lalach bhi paida hota hay so humay aisay nahi karna chaihey es trha hum sahi say trading bhi nahi kar sakty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X