Forex may kesi degree ki zaror hay ya nae
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Dear hmen is business me degree ki zarorat nahi ha hm is business me jb chahye tb kam kar skaty hain ye aik asab usiness ha jis me hm jb chahe tb acha earn kr sakty hain or is business se hm acha earn kr k apna career b asnai se bana sakty hain isi liye ye best business ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      main sara week he trading karta hun or friday ko trading stop kar daita hun.mery khyaal say agaar hum weekly ya daily basis pay trading karty hain to hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain or is main apna career banna sakty hain.
      • #48 Collapse

        nhe bhai jaan aisa nhe hota hai forex busienss mai humay kissi b kisam ki koi degree ki zarorat nhe hoti hai kiu k is busienss mai humay khud per depend reh kar kaam karna hota hai jis mai humay ziayda say ziayda time dena zarori hota hai jitna ziayda hum forex per depend rahe gay utna he success hokar trading kar sakte hai
        • #49 Collapse

          G nahi is main koi degree ya certification ki need nahi hoti hai bus apne kuch mehnat ker ni hai is kaam ko learn kerne ke liye or is kaam ko dil se seekhna hai or is per work ker apni earning kerni hai bus
          • #50 Collapse

            bahi g forex trading krne k laye ap ko kisi degree ki zaroart nai parti q k agr ap loss krty ho tu wo ap ka apna paisa he loss ho ga as laye betr y ha k ap forex ko complate sekhyn phr start kren
            • #51 Collapse

              Forex trading mein kaam karne k liye kise degree ki koi zaroort nhi hoti hy forex trading mein kaam karne aur forex trading mein profit earn karne k liye forex trading ki learning hasil karne ki zaroort hoti hy aur forex trading ki learning aur forex trading mein experience aur knowledge ho tu forex trading mein profit earn kia ja sakta hy
              • #52 Collapse

                ji bilkul merey khayal se tou forex mein kixxi bhi degree zarurat nhi bax humein itna karna chayein k hum zaida se zaida kam karna chayein wo bhhi mehnat se is tarha hum ek axhey trader ban jaye gy aur zaida se zaida earning k wajah se humein bht se faidey bhi hongey.
                • #53 Collapse

                  forex mien education ki itni zarrorat ha ap is ko samj sakien k kesy trading krni ha other wise koi b trading kr skta koi degree ki zaroorat nhien ha yahan py har insan trading kr skta ha.
                  • #54 Collapse

                    forex main degree nahi . lekin sb sy bari degree dimagh chahye taa k aap forex ko samjh sako. markete ki movement ko samjh sako or us ko apny lye saazgaar banaany ki salahiyyat rakhty ho. or news py ghor kr sko or pehle sy andazay lga sko k kia honay wala hy. bs ye boht zaroori hy k aap kch samjh rakhty ho. bs. or kisi kaghazi degree ki zroort nahi hay.
                    • #55 Collapse

                      forex main kisi bhi degree ki zaroorat nahee hoti hai matic pass ya middle pass bhi asaani se seekh sakta hai bas english and computer ki knowledge hona zaroori hai
                      • #56 Collapse

                        gee nahi bhai g yahan koi bhi degree wigree ki koi bhi zaroorat nahi hay ap k ducments pooory hony chahiye ap ki verification k liye or ap se forex mehnat mabngy ga ap mehnat kren gy knowledge hasil kren gy tab ap kamyab hi kamyab hay yahan.
                        • #57 Collapse

                          Nahi brother gotex me kaam karne k liye kisi kism ki koi degree ki zarorat nahi he BA's forex me kaam Marne k liye aap ko computer saho tareeqe se chalana ana chahye or aap ko baqi forex ko seekhna he jab aap anylsis karne me mahi ho jae he tu aap ache trader ban jae he chahe aal me school daikja take na ho
                          • #58 Collapse

                            okay i will join this forum...this is the best forum for trading with insta forex ..insta forex is the best place for fores trading bcz forex trading is the best opportunity for success
                            • #59 Collapse

                              jee nahi dear forex trading mein kisi dgree ki koi zaroorat nahi hai is mein sirf hamain computer chalaanaa ataa ho aur internet kaa istemaal aataa ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                bhai taleem to zaruri hoti hai magar forex ke business me bas aap ko forex ke bare me he knowledge honi chahiye is business ki knowledge hai agar aap ke pas to phir aap ko koi or cheez ki zarurat nahi parti hai bas is ki knowledge he bohat hai is me pese kamane ke lye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X