dar kar trade kbhi bhi na lgaen...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    dar kar trade kbhi bhi na lgaen...
    all dear forex mambers forex trading aik risky bsuiness hai es main jub hum trading karty hain tu hmain kbhi bhi dar kar tarde nahi lgani chahye q k jub hum dar kar trade lgaty hain tu hmain hmary dar ki wjah se loss ho jata hai aghr ap confident ho kar trade lagen tu apko such main loss nahi hota hai tu apni trading main soch smjh kar or nadar ho kar tarde lagen hmaisha q k apka dar he apka sub se bara loss hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: dar kar trade kbhi bhi na lgaen...

    dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn dr kr trade kbi bhi naen krni chayay hmesha positive minde k sath trade krni chayay keun k agr apkay minde mn koe dr ho ga to ap achha faisla naen kr sken gay to apki aik ghalti bhi apko ziada loss dy skti ha
    • #3 Collapse

      Re: dar kar trade kbhi bhi na lgaen...

      Jo log forex trading men loss se dartay hen ziyada loss unn ko hi hota hey iss liay koshish karen k pahlay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice karen aur phir trade open karen aur darnay ki zaroorat nhi hey kiun k jo darta hey woh marta hey
      • #4 Collapse

        Re: dar kar trade kbhi bhi na lgaen...

        Asslam o alaikum dear members
        G Han bilkul hamen forex trading mn dar kr trade kbi bhi naen krni chayay hmesha positive minde k sath trade krni chayay keun k agr apkay minde mn koe dr ho ga to ap achha faisla naen kr sken gay to apki aik ghalti bhi apko ziada loss dy skti ha
        • #5 Collapse

          Re: dar kar trade kbhi bhi na lgaen...

          han g dear thek kaha hai ap ny jab bhi ksii pair py trade lagani ho tu darna nahi chahaye balky confidence ky sath us py trade lagani chahye
          Achy Threads py thanks tu banta hai na
          • #6 Collapse

            Re: dar kar trade kbhi bhi na lgaen...

            is forex main hamain is k bary main planing kar k hi hum sucess ho akty hain aur hamain is forex main trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forex main fear ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kar skaty hain aur hamain expeirence hasil kr k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay
            • #7 Collapse

              Re: dar kar trade kbhi bhi na lgaen...

              g han hamin fear main bi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main planing kar k hi hum trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main planing kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum sucess ho saksty hain aur hamain emo main practice kar k hi hum achi trade karien gay ta k earn ho
              • #8 Collapse

                Re: dar kar trade kbhi bhi na lgaen...

                Forex trading business mai traders ko chaiye kay jab trade open karain uss waqt apnay analysis aur trends ko achi Tarah daikhain. Kiyu kay traders ko trade open kernay say pehlay apna home work poora kerna chaiye aur uss kay baad kisi bhi kisam kay darr aur khouf kay baghair trade open ker laini chaiye. Kiyu kay kay jitna time darnay aur sochnay mai lagta hai utnay time mai market apni movement change ker chuki hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: dar kar trade kbhi bhi na lgaen...

                  G ha bilkul , hamein is mn dar kar kabhi bhi trade open nhe karny chaye kun ky jab ham is mn dar ky trade lagaty hn ya pher apny ap per yaqeen nhe karty hn to pher hamien is mn kabhi bhi ik acha profit kabhi bhi nhe mil sakta hy kun ky pher ham is mn thory sy loss per trade ko close kar dety hn
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: dar kar trade kbhi bhi na lgaen...

                    You are right my dear friend that we should have to learn about the basics of Forex trading business and then we should have to implement and demo trading account. My dear friend after that we should have also learn about the trading business and before then you should have to make our homework.Homework is an ongoing effort as traders need to be prepared to adapt to changing market conditions, regulations, and world events. Part of this research process involves developing a trading plan—a systematic method for screening and evaluating investments, determining the amount of risk that is or should be taken, and formulating short- and long-term investment objectives.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X