It's hard to be disciplined and patient and not greedy in trading (9)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    It's hard to be disciplined and patient and not greedy in trading (9)
    The truth is,it's very easy to be a bad trader than to be a good and disciplined trader which takes a long time to master. I think because of this great difficulties many traders are not successful in their trading. In trading it is the bad attitude of the trader that kills his good potential in trading.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sahi kaha hai aap ne k forex trading main attitude k sath trading krni chahiay aur positive attitude k sath aur kabhi bhi dilbardashta nahi hona chahiay sabr ka daman hath se na chhotay aur cool mind ho kr trading karain
    • #3 Collapse

      nahi hard to nah hai magar hora sa mushkil hai k hamari life main ye time ata hai aur ham is ko qabool karna hota hai.
      • #4 Collapse

        Forex trading main successful hony ke leye aap ko hard work se information decplan se apny kaam ko behtar karny ke leye time dena ho ga or Lalch acha nahi ha forex main
        • #5 Collapse

          g hana bhai forex em lkhoob mhent s kamaekrne keu k ju bhtarder yaah epr kaamkerta ahi us ko bhut faida hasil huta hai.,is leye forex tadre kenre,.
          • #6 Collapse

            Bro agree with that some peoples are not willing to do some thing good for the forum and doing some thing good for the forum and some cannot control on the greed and some other always wasting the money on the forum and face loss..........
            • #7 Collapse

              ahan, It's hard to be disciplined and patient and not greedy in trading , amm, greed tu aa hi jati he well mein kahon gein ke ap ko chahiye k greed ko ignore karen or apne upar havi naw hone den , or zadaw se zadaw kam mein dehan dein :)
              • #8 Collapse

                trading keey muaamleey meey greedig meey nahi pernnaa chahyee trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey jahaa tekk meraa khiyaal heey aur meraa transferr hotaa heey wo heey every new month ki starting five date tekk aap ko bonus mill janaa chahyee
                • #9 Collapse

                  apka question bht hi mazy ka hai displine or patient forex trading main shuru shuru main rakhna bht mushkil hai kion ky bigners main aksar is ki kami hoti hai lekin isi kami ki waja sy jb wo apna bht sara loss krwaty hain to phr unhain samaj ati hai or aihsta aihsta wo apny ap ko iska adi kar lety hain lekin agar buisnesss main thori si greed ho to wo faida hi deti hai or y tino chezain start main tough lagti hain lekin bad main insan in ka adi ho jata hai us wakt y mushkil nhi lagtin
                  • #10 Collapse

                    ji han hard to hay lekin mumkin nai hay, agar ham in cheezon say nai bachain gay to achay trader nai ban saktay, acha trader bannay ka liye ham ko sabar karna aata hot, greeding nai karna chahye, greed to trade ki dushman hay, is say aadmi zayada profit kay chakkar main aa kar nuksan kar jata hay,
                    • #11 Collapse

                      Bhai thori mushkil zroor hoti hai lakin trader ko trading k doran patience say kam lena chahiye.or kisi b trha ki jldbazi nhi krni chahiye.Q k trading mai jldbazi krnay say trader ko bohat c difficulties ko face krna pr skta hai or loss b ho skta hai.isi liye patience k sath trading krna hi better rhta hai.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        jee han bhai mai ap ki baat se agree karta hon ke positive mind ke sath forex trading mai trading karni chahiye aur sabar karna chahiye aur agar insane ko loss ho bhi jae tab bhi woh sabar kare
                        • #13 Collapse

                          is main app ki baat bilkul shai hay jnab,,main app ki is baat say agree hu jnab...si main insan k liye sbar karna kafi zyada mushkil kaam hay jnab
                          • #14 Collapse

                            g han bhai forex 1 asa busines hai k ya insan ko lalchi bna hi data hi is main bas khud pay kabo rakhna chahy jaazbati ho k trading nai karni chahy or jald bazi b akser is main loss hi dati hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Assalam-O-Alaikum ap janab jii greed par be tabhi control kar sako gey jab ap discipline aur patience sey trading karen gey aur forex trading key business ko ap jald bazi sey aur un professionally to kar he nahi saktey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X