Experience acha hay ya hard work ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    experience koi hard work nai hota use sirf apko sikhne ko milta ha jitna experience hoga utna hi apko trading karne ma asani hogi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      experience tab hi milta ha jab ap hard work karty ho forex main or practice karny sy bi experience gain hota ha demo par iss liy main kaho ga k hard work
      • #108 Collapse

        brother hum ko chaya k hum mahnt kar k phlay experinces hail karain us k baad hard working kar k accha profit earn karnain m forex m kam kar k accha earn karta hn.forex is good business ha.
        • #109 Collapse

          jaha tak mara khyal hay experiance bhi chaya or hard working bhi chahay kio ka ya dono chizy forex trading ka laiy bohut aham hay zabardst hay wasy waqai ya forex trading ma experince zarori hay
          • #110 Collapse

            asslam-o-alikum mera personaly opnion ye hai k humhy trading k liye firstly experice chahye hota hai than hard work agar experince nahi hu ga tu hum sucessful trader nahi ban sakty aur agar hum hard work nahi karen gain tu hum acha profit nahi hasil kar saken gain
            • #111 Collapse

              mary khial main hard working acha hy agr ap hard worker hain to ap ko khud bakhud hi experience aa jata hy aur ap hardworking sy experience hasil kr lety hain .
              • #112 Collapse

                forex trading main experience k sath hard work bhi bht zrori hota hy only experience sy he ap success hasil nai kar sakty ap ko is k sath hardv work bhi karna parta hy
                • #113 Collapse

                  Dear hard work kay zarya hi experience ata hay agar aap hard worker nahi ho to aap kay paas experience bi nahi ata hay or forex aap say acha experience mangta hay aap kay paas experience jitna ziyada hoga aap forex may utnay hi kamyab hogay.
                  • #114 Collapse

                    Dear friend Forex trading business mein donon hi cheezain ziyada zaroori hein experience bhi aur hard work asal baat ye ha ke experience waqt ke sath sath hota ha or iske sath sath hard working bhi zaroori ha.
                     
                    • #115 Collapse

                      helo my dear iam user for pak forum and iam intrasting for forex treading account dosto agar insan ko koi kam krny ka pta nie ho ga to wo lakh mahnat krta rahy kch nie kr skta or agar hmain forex expert banna h to hmain phly apna demo account use krna ho ga phr he hm kak kamyab trader bn sakty hain.
                      • #116 Collapse

                        Is business me hmen apny experince or mehnat dono se kam karna chahye kun k bgair in k hm kabhi bhi is business me achi earningh nahi kar sakty hain ye dono main cheezen ha is business me achi earning or success hony k liyeee..
                        • #117 Collapse

                          Dear friend foex trading business mein hard working aur experience donon cheezain hi ziyada important hein kiyunke hum hard working kiye beghair success hasil nahin kersaktey aur experience kay beghair successful trade nahin kersaktey.
                           
                          • #118 Collapse

                            Assalam-O-Alaikum bhai jan ap jis kam me be hard work karen gey us ka experience ap ko khud ba khud mil jay ga aur ap us me kamyab ho jaen gay chahey forex trading he q na ho is liye hard work karo mere bhai.
                            • #119 Collapse

                              g dear ap nai bilkul theek kaha experience hona chahiya agar experience hoga to hi hm mehnat kar k earning kar skain ga agar experience hi ni hoga to mehnat karnay ka faida kya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                dono hi apni apni jaga bht achy hai or bht zruri bhi hai agr ap kay pas acha experience ho ga tab hi ja kay ap acha hard work bhi kar pao ge ne jab acha experience hi nahi ho ga to hard working kese karo ge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X