Forex ko time deny ka faida?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko time deny ka faida?
    Asslam o alaikum friends min aj ap sab seniors se ye pochna chahta hoon k is forex p bahut se loog work kr rhy hain or is ko time de rahy hain forex ko time deny ka koi faida hi ya ni?
    :1f60d: Dear 1 thanks to bnta hi :1f627:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ko time deny ka faida?

    Forex ko time deny ka bohoot ziyada faidy haain hasil hoty hain ak to hamari leanring strong ho jati ha dosra hamary pas bohoot ziyada knowledge aa jata ha jis se hum faida uthaty huy bohoot aram se trading kar sakty hain keunky kamyab trader ka pas acha knowledge hi hota ha.
    Jazak ALLAH ツ
    • #3 Collapse

      Re: Forex ko time deny ka faida?

      mere bhai forex business main kamyaabi hoti hee serf te deny say hay ham jitna zoyaada time dain gay hain ess forum ka experience jo ga oar ham gorex main kamyaab ho sakain gay
      • #4 Collapse

        Re: Forex ko time deny ka faida?

        assalamu alaikum bhai jaan Pak forex jitna zeyada time den gy usko jitna jyada time denge utna jyada aam pak pak se chal kar sakte hain aur jitna ham knowledge Hasil karenge utna jyada Ham pak forex se bounce hasil sakte hain es lye Pak forex ko hum jitna zeyada time dengy utna zeyada hum hmare lye faida hy
        • #5 Collapse

          Re: Forex ko time deny ka faida?

          Dear forex ko jitna zayada time dain gay iss mein humara apna hi faida hai aur humain hi iss sae acha bonus ajr acha profit milay ga aur phir zayada time laganay sae humain forex ka knowledge bhi ach hasil ho jata hai iss lye humain forex ko lazmi zayada time dena chahyea
          • #6 Collapse

            Re: Forex ko time deny ka faida?

            Agr hum forex ko time den ge to us se humen acha knowledge r experience hasil hoga js se keh hum achi earning kr skte Hain r forex trading se.forex ek bht he acha business Hai js se keh hum daily basis pe earning kr skte Hain r us ke lye humko ek time table bna kr is forum ko zyada se zyada time Dena chahye.
            • #7 Collapse

              Re: Forex ko time deny ka faida?

              Ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai Forex ko time Dene Ka bahut jyada fayda milta Hai Forex ko time Dene Se bahut jyada hamen fayda milta Hai kyunki ham ismein kam karte hain aur hamen Forex bahut achcha banaa Deta Hai. Uske bad ham ismein achcha trade open karke bahut hi accha profit hasil karte hain isliye hamen chahie ki ismein kam Karen aur sahi se kamyabi hasil Karen
              • #8 Collapse

                Re: Forex ko time deny ka faida?

                Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kamyabi ka daro madar time ki achi investment pe bhi hota hey kiun k jitna ziyada time den gey utna acha experience hasil ho ga aur jaldi success bhi milay gi iss liay kam se kam 10 hours zaroor forex trading men kam karen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ko time deny ka faida?

                  g han bhai forex forum ko time dayna ka bohut zyada fgaida hy keh ham log forex kay baray mein ache learning say kaam kartay hein ham log ess forum par bohut ache earning hasel kartay hein or hamra kam acha hota jata hy or hamarra experience bhe barhata jata hy jes say hamen bonus bhe acha melta hy or ham log bohut ache earning karnay kay qabell ho jatay hein
                  دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ko time deny ka faida?

                    ham forex ko jitna bh time day gay hamy otna hi faida ho ga our ham otna hi acha bonus hasil kar sakty hain hamy achi mhant karni chahy our acha bonus hasil karni chahy ham jitna bh acha time day gay forex ko our ham jitna h achi trading kary gay our ham jitna bh achi quilty k post kary gay hamy otna hi faida ho ga hamy ziada say ziada forex ko time dana chahy our acha bonus hasil karna chahy
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ko time deny ka faida?

                      Mehmano kp time diane sy hume ye faida hota haj k hum is maj posts k through acah bonus haisl kar laite hain or is par trade laga k is main best eta main earning kar sakte hain or successful hoskte hain isliye hume mehant karte rehna chaye or achi learning karni chaye taa k hum is main kamyab ho skane
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ko time deny ka faida?

                        assalam o alikum bhai forex ko time deny k bht faidy hen agr hu forex ko time den gy iski learning r knowledge hasil kren gy to forex hamain bht achi earning dy ga r hamary dreams ko pura kry ga lakin agr hum forex ki learning ni kren gy r isko time ni den gy to ye hamain hamesha he loss dy ga is leay kamyabi r earning k leay isy time dena bht zarori ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ko time deny ka faida?

                          G han bhai jan forex ko time dana ka bahut fiada hota hai ham forex ko apna time data han aur forex ham ko bahut sara profit data hai forex ak bahtreen kisam ka business bai us main wo bnda kamyab hota hai jis ka pas forex ka lya time hota hai kiun ka jitna ziada time dan ga utna he experience aur knowledge ho ga jo ham ko bahut fiada data hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ko time deny ka faida?

                            Je bilkul ap ki bat thek hy bht achi bat hy..pak forex ko time deny sy aik to hmara bounis hmen milta hy ..or saving hoti hy..dosra ye k hmen time deny ay trading main bhi bht faida hota by..hum bht acha expernc gain karty hain..jis ay hum trading main kmyab hoty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ko time deny ka faida?

                              forex ko time deny ka faida ye hota hai k ham acha bonus lena start kar dety hain or hamy profit bhi acha mil jata hai or market ki smjh aa jati hai
                              Achy Threads py thanks tu banta hai na

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X