insta ka account s lagatar withdrawal s bi account bane ho jata hai kia?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    insta ka account s lagatar withdrawal s bi account bane ho jata hai kia?
    instaforex ka account s kia lagatar account profit lana or withdrawal krna sy bi account banne ho jata hai kia for example mai na account open kia or bonus k sath trading start or muja loss nahi huwa ak trade mai bi or agr muja 5 ya 6 trade mai profit hota hai tu kia mara account banne ho jaya ga please tell me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: insta ka account s lagatar withdrawal s bi account bane ho jata hai kia?

    dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn lgatar sirf profit mn trade close krnay sa bhi account bain ho skta ha meray khial mn apko 6 trade profit mn close krnay k bahd km az km 1 trade loss mn bhi close krni chayay keun k agr ap aisa naen kren gay to account bain ho jay ga
    • #3 Collapse

      Re: insta ka account s lagatar withdrawal s bi account bane ho jata hai kia?

      Mujhe bhi information chahye thy isi se related hi.

      Online Shopping in Lahore
      We provide best online shopping in Pakistan, Best Buy Mall is one of Pakistan largest shopping websites in Pakistan with best online purchases.
      • #4 Collapse

        Re: insta ka account s lagatar withdrawal s bi account bane ho jata hai kia?

        bhai jan ap nay nai bat kahi hy k ham agr insta say lagtar wuthdra krty hyn to mara account ban ho jata hy mujy nahi lgta hy k ham agr insta say zida withdraw krty hyn to hmara account ban ho jata hy bhai jan agr ap delhyn to hamrri galtio say hi account ban ho jata hy agr ham account save krna chata hyn to hym apnay account k sath chalna hoga or koi bhi galti nahi krni chahiya
        • #5 Collapse

          Re: insta ka account s lagatar withdrawal s bi account bane ho jata hai kia?

          Agar aap instaforex account se trade karte hain aur aapko profit house hota hai to aap usko easily withdraw kar sakte hain per agar aap aap musalsal hi hi withdraw karne lag jaen to probably aapka account band ho sakta hai isliye aapko withdraw zyada nahin karana chahie aur apne withdrawas ki tadad kam rakhen
          • #6 Collapse

            Re: insta ka account s lagatar withdrawal s bi account bane ho jata hai kia?

            Is bat ka mjhy bhi koi knowledge nhi hy agr koi senior member is thread ko parhy to kindly guide us we will be thank full to him.
            • #7 Collapse

              Re: insta ka account s lagatar withdrawal s bi account bane ho jata hai kia?

              G han dear ap ki bat mai dum hai ap nay theak kha hai kay aksar aisa ho jata hai kay ager ap lagtar insta kay account say profit laitye rhain gaye tu al ka account zaroor ban ho ga kiyu kay laga tar withdraw ki waja say bhi imsta ka account ban ho jata hai tu kam karain tu dil laga kay karain oer es mai lose bhi kiya karain
              • #8 Collapse

                Re: insta ka account s lagatar withdrawal s bi account bane ho jata hai kia?

                g dear ap ny aik acha swal kai hy jo k bht informative hy ham sab k liy mn ap sy kahna chahti hon k mjhy ziada kuch to nhi pta hy laikin mene aik martba aik senior ko daikha hy withdraw krwaty hoey un ka kafi bri ammount thi laikin un ka account to bain nhi hoa mery khyal mn aisa nhi hota hy baki seniors apni advise dy sakty hn mjhy ziada kuch nhi malom
                • #9 Collapse

                  Re: insta ka account s lagatar withdrawal s bi account bane ho jata hai kia?

                  is forex main planing kar k hi trade karni ho gi atb hi hum sucss hon gay aur hamain apni money ko withdraw karwa sakty hain aur hamain market main rader banany k liye learning karni ho gi tab hi hum real main bi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main bi perform karny k kabil ho sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: insta ka account s lagatar withdrawal s bi account bane ho jata hai kia?

                    Instaforex kay trading account mai aisi koi pabandi nahi hai. Traders ko bonus say jitna bhi profit hota hai wo withdraw kerwa sakta hai. Aur iss Tarah account bann nahi hota hai. Jab bonus ki amount say ziada withdraw ker Lia Jata hai tab instaforex ki taraf say 3rd level ki top verification ka kaha Jata hai. Wo bhi compulsory nahi hota. Iss liye aap withdraw kertay rahey iss say account bann nahi hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: insta ka account s lagatar withdrawal s bi account bane ho jata hai kia?

                      mere dosto bat yeh hein k main abi new hon pakistan forum apr is liya main zayad kuch be nhi keh sakat hun na he mujhe kuch be zayad information hain is bary main ius liya mera koie be idaea nhi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: insta ka account s lagatar withdrawal s bi account bane ho jata hai kia?

                        nae sir bilkul bhi aisa nae hota hai sir huemin is mein zayda mehnat karni chaiye uar tab hi hum is mein kamyab ho sakty hain aur forex mein humari mehnat kabhi bhi waste nae hoti huemin is mein zayda mehnat karni chaiye agr forex mein kamyabi chaiye toh...

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X