main yahan new hoon aur merey khayal sey forex main wohi insan kamyab hay jo hard work karta hay aur aksar logon ko shuru shuru main jab loss hota hay to wo himat haar jatay hain but hamain umeed nahi chorni chahiye aur aksar logon ko jab profit hota hay to wo greedy ban jatay hain phir unko hamesha loss hota hay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим