shotcut in forex tradng?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes shortcut way hai money make akrnay ky liye aur forex aik real business hay aur profitable business hay aap forex say unlimited money made kar saktay hay just aap kay pass knowledge hona chayie then aap daily or monthly good profit made kar saktay hay isi liye mein forex ko bhot pasand karta hon .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jee bhai jaan asa hey key aap ko is kaam mey shortcut raastey sey kuch bi nahi karna chaiye aap ko shortcut ka barhaa nuqsaan hota hey jis ki waja sye apa ko yaha koi bi faida nahi miely gaa.
      • #33 Collapse

        forex me short cut apko boht hi ziada nuksan de skta he is lye is chiz se bachna chahye take app ziada se ziada profit kmaen na k nuksan forex me jo shortcut ke raste pe chalta he nakam ho jata he
        • #34 Collapse

          forex mein bilkul shortcut use nahi karna chayie aur newbie ko chyaie hoga kay forex ko learn karya yeh aik nice business hay is mein aap money invest kar kay bahot ziyada profit earn kar lo gay sirf masla yeh hoga kay ap ko market analysis karna ana chayie takay ap forex say profit make kar sakay otherwise without experience shayad ap forex mein apna balance loss kar day .
          • #35 Collapse

            Daikhain AGR ap chahtay hain k apko is field main acchay say proper learning ho jaye toa apko is field main short cuts say NAE in fact apni mehnat say seekhna chahye so in future apko kbhi BH Joe big problem na ho
            • #36 Collapse

              dear brother forex main koi shortcut nahi hai is main seekhnay ki zarurat hai is ko sekh ker hi ham is se faida kama saktay hain is main shortcut loss day ga
              • #37 Collapse

                forex trading mai koe be short cut nahe hia ye tu easy hai k es mai ap mehant se kaam kare aur yaha pe kamyab oh jae nahe tu ye kafi loss karwa sakta hai
                • #38 Collapse

                  trading may koi shortcut nhi aap ko proper learning aur knowledge gain kernay k bad hy trading may enter hona chahye werna shortcut k chakar mat aap apni investment aur capital loss kerdein gay always earn after learning trading properly and completely.
                  • #39 Collapse

                    i think brother ap ko short cut ka treeka istmaal nhi krna chahiy ... as you said yo are a new comers tau ap ko abi sy short cut ka nhi sochna chahiy blk ap ko step by step agy bharna chahiy planning k sath taa k ap ko loss kasamna na krna ppary ...
                    • #40 Collapse

                      Walaikum Assalam, well my dear friend, jesa kay hum sub he jantay hain kay Forex trading aik highly risky business hai aur iss mein humein proper analysis aur planning kay saath working karni hoti hai aur ye sub kaam kisi shortcut kay through nahi learn ki ja sakti hai...
                      • #41 Collapse

                        Assalam - u - alaikum bhai jaan jee hame bilkul bhi nahi trading ke waqat shorkut kaa use kerna chahye or is se hum loss me bhi jaa sakte hai thanks for question
                        • #42 Collapse

                          shortcut way sy money make na kary aur aap ko forex start karnay sy phlay aap kay pass basic knwoeldge hona chaiye aur aap demo account par is ki practice kary aur forex tips ko follow kary tab aap forex mein success hasil kar saktay hain aur aap is smart business mein aap easily effort kar ky success hasil kar saktay hain.
                          • #43 Collapse

                            shorcut bilkul bhi use na karo for success in forex aur forex aik woldwide business hia aur har koi is business ko samaj kar ky trade kar skatay hian aur mein studnets hon aur new generation is business ko bohat pasand karti hai aur is par bohat time spend kar ky trade kartay hain.
                            • #44 Collapse

                              my dear brother assalam,o,alaikum mere khayal seto forex me shortcut lena bhi nahi chahie q k shortcut agr lenge to nuqsaan bhi hoskta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                forex main koi bhe short cut nhi hia keu k forex main agr koi beh short cut huta tu yaha per apko her koi succes ful tarder nazar aata,..,.,.,..,,.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X