Forex Trading say hum ketni earning kr skte hn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading say hum ketni earning kr skte hn
    slam friendz .forex trading ak aisa business hai jis ki earnig ki limit ka andaza krna bahut hi moshkil kam hai ..kiun k agr ap har roz market ko Analysis kr k trading krn gy tu forex trading sy ap ae roz acha sy acha munafa kama skte hn .forex trading ak bahut hi acha earnig dene wala platform hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading say hum ketni earning kr skte hn

    Forex business se ham utani hi Ali kar sakte hain jitni Ham Khud karna chahte hain jitni Ham minut karte hain utani hi earning kar paate Hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading say hum ketni earning kr skte hn

      Forex Mein earning ki koi limit Nahin Hai Jitna Achcha experience knowledge Hoga utani hi acchi earning kar Payenge..
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading say hum ketni earning kr skte hn

        Forex trading sae earning ki koi limit nahin hai yeh aap per depend kerta hai kay kay aap iss mein kitni mehnat kertay hain aap iss mein jitni zayada mehnat kerain gay aap ko iss sae utni hi zayada income ho gi aur aap ko iss mein kaam kernay ka maza bui aye ga
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading say hum ketni earning kr skte hn

          forex sy hum km sy km monthly 300 dollars earn kar sakty han hamy aik time table bana kar forex mai kam karna ho ag pher he hum pasaia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain yai aik wase business hain is mai hmara koi be boss nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading say hum ketni earning kr skte hn

            Forex trading se earning ki koi limit nehi yeh depend krta hai apko Market ka kitna experience aur iitnaa acha ap trading krna janty hain jitna acha trade kry gy aur jitna achaa knowledge hoga utna he profit hasil kr skty hain is lye knowledge aur learning pe focus kry profit apny ap hojaye ga
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading say hum ketni earning kr skte hn

              welcome to instaforex. bhai jaan ye to aap ke apne marze pe munhasir hay.aap ke pas jitna acconte hay aap usee hisab se treding kare.ta kh aap ka acconte wash bilkul bhe na ho.aor aap jub bhe treding karnay lage to apne seniores se zaror mashwra kare.ta kh aap ko loss kum se kum ho.
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading say hum ketni earning kr skte hn

                Assalam O alaikum,
                Dear friend ap ny bht achi bt ki, Forex trading mai ap mehnat aur sabar sy kam kr k achi earning kr skty h, ye to apki mehnat aur ap.ki investment p he, aur phr ap ki lgan p hy, is liy ap ko chahye k ap Forex mai achi mehnat kren aur acha profit hasil kren.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading say hum ketni earning kr skte hn

                  ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy is main hard work or mehant sy kam karna chahey pher hi ham achi earning hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain is main hamara koi boss nahi hota
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading say hum ketni earning kr skte hn

                    My dear friends forex business main jin members ko trading ka acha experience hota hy woh is business main unlimited earning krty hain aur daily basis per profitable trading kr k acha profit gain krty hain dear members forex business main humain trading ka jitna ziada experience hoga hum utna acha profit gain kr sakain gay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X