"Avoid some bad emotions"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yeh to sab kehtay hain k emotios say bachna chaye but koi bhi aisa nai kr sakta q k yeh field he aisi hay jis say lagta hay k ab ham sub kuch apnay haath main lay rahay hain laikin asal main aisa hota nai hay greed aur emotions main aa kr ham apna sab kuch kho rahay hotay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Emotions par control na karna immaturity ki nishani hoti hai. Kiunke ham abhi new hain is business main is lie ham apnay emotions ko control nahi kar pa raahay. Lekin waqt ke sath sath jaisay jaisay hamaray andar maturity barthi jaey gi ham emotions ko control karna seekh jain gay aur jitna ziada ham apnay emotions ko control karnay ke qabil hon gay utna ziada profit earn karay ke chances hon gay.
      • #33 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: nhk پيغام ديکھيے
        Emotions par control na karna immaturity ki nishani hoti hai. Kiunke ham abhi new hain is business main is lie ham apnay emotions ko control nahi kar pa raahay. Lekin waqt ke sath sath jaisay jaisay hamaray andar maturity barthi jaey gi ham emotions ko control karna seekh jain gay aur jitna ziada ham apnay emotions ko control karnay ke qabil hon gay utna ziada profit earn karay ke chances hon gay.
        ge han bhai hmein apne trading mein emotional nhe hona he aur hmein apne trading mein emotions ko control krna he aur hmein apne trading mein matureity se trade krne he aur apne trading market mein jldbaze nhe krne hote he aur apne trading mein ziada profit ke lie hmein ache planing se apne trading krne hote he
        • #34 Collapse

          Yes dear we agree with you.because if we work with emotion and do not work with patience, it will lead us toward loss. We should not work emotionally nut first of all we should analysis market tendency. Emotional person always losses everything.
          • #35 Collapse

            emotions ka trading ma zaida hona be trading ma loss ka zariya banta ha kio ka agar ham trading ma emotions ka use karay gy tu hamay is ma loss ho sakta ha kio ka emotions ki wajah se hamay trading ka sahi se idea nhi ho pata ha jis ki wajah se ham forex ma kamyab nhi hotey ha is liye emotions ko jitna kam kia jaye behtar ha
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #36 Collapse

              Ye al asa kam hy jis me jb ap profir kamaty hy tb ap bohat khush hoty hy lekin jb ap haar jaty hy tb ap mayoos or gamgeen ho jaty hy is liye apko ye samjna chahiye k yaha ap apny kon sa pesy lgy thy

              اب آن لائن

              avatar Aviz
              avatar Azaad
              Working...
              X