greedy karny dy nuqsna ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greedy karny dy nuqsna ?
    agr hum forex mai lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka blam nahi hota hamara account banned ho jata hain hamara bonus or mahnet zaya ho jate hain hamy greed ko katem karna ho ga pher he hum ache earning gain kar saky gy forex aik acha business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greedy karny dy nuqsna ?

    dear jab b hum lalach me party hen to usk hamyn bohat sary nuksan he hoty hen kiu k faida to tab ho jab hmayn safe way say profit earn karny ka mouqa mil jay lakin lalach karny say aisa kabi nahi huwa jab hum profit earn kar lety hen to tab hamary dill me lalach aa jata hey to phir hum dubara begair sochy samjhy market me trade laga dety hen jis say hamyn ulta nuksan ka samna karna par jata hey.
    • #3 Collapse

      Re: greedy karny dy nuqsna ?

      ya jo lalach hoti hy na hamean bhoot baray nuqsaan da jati hy lalach hamean kbhe bhe kamyab ni honay daoti agr ham kamyab hina hy to lalach ko chour dain lalach ho ge to ham kamayb ni ho pay ga agr hamra oass lalach ni ho ge to ham kamyab ho sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: greedy karny dy nuqsna ?

        dear ap ki bat sahee hay agar ham fore main nafa kamanay kay chukar main kqam kartay hein to is main ham ko loss bhi hosakta hay is main ahm ko chye k ham jo bhi kam ko karein is main ham ko lalach nahi karna chye agar ham is main lalach kartay hein to ham is main kabhi bhi kamyab nahi ho saktay hein .
        • #5 Collapse

          Re: greedy karny dy nuqsna ?

          Greedy se Murad lalach hai agar Ham lalach Karenge To Hamara koi bhi kam theek se nahin chal payega to isase Achcha hai ki Hamen schon se dil se kam karna chahie Taki Ham Achcha profit Kar Na Sake
          • #6 Collapse

            Re: greedy karny dy nuqsna ?

            G Han thek kaha apny k ager hum Forex main greedy ban k kaam karen gen to hume loss hoga or hum Sara balance waste kar skate hain isliye koshish karen k hamesha greedy ban k kaam na karen balkay soch smajh k or analysis k bad kaam.karen or trade open karen taa k apko Acha profit ho.
            • #7 Collapse

              Re: greedy karny dy nuqsna ?

              Markeet main.jo lalach kartaa problem hei.banti.hai jo proper plan bana kar kam.kattaa best rhtaa ..
              • #8 Collapse

                Re: greedy karny dy nuqsna ?

                Masha Allah ap ne boht piyari bat share ki hy agr hum ne forex m success hasil krni hy to humain es m greedy hony se bachna ho ga aur dialy din rat kam krna ho ga ta kh hum es k nuksan se bach sky ye ak aisa business hy jis se humain investment ni krni parti aur bs sirf mehnat krni parti hy jis se hmari kamyabi hy
                • #9 Collapse

                  Re: greedy karny dy nuqsna ?

                  greed karny k boht say nuqsan hoty hain so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain is forx main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi information achi ho gi tab hi hum real main bi sucss ho sakty hain ta k earn karin gay
                  • #10 Collapse

                    Re: greedy karny dy nuqsna ?

                    Jab ap trade open kar date hai aur apna stop loss ya take profit set nahi karty tu ap k under greed aur emtoions ayta hai. jab apki trade profit main jati hai tu ap ki profit point per jana per be ap greedy ho kar trade ko hold karo to loss ho ga. Ap market ki move ko fast dakh kar lot size bara laga do bgyier analysis k trde open kar lo wo be greed main ayta uska end be loss hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: greedy karny dy nuqsna ?

                      AoA,
                      Dear friend Forex mai kamyab hny k liy ap ko chahye k ap lalach na kren,, kio k lalach insan ko mar deti h, lalachi insan hmesha loss uthata h, apko chahye k ap Forex mai knowledge aur experience hasil kren, aur Forex mai kbi b lalach na kren ni to apko profit ki bjae loss uthaen gy.
                      • #12 Collapse

                        Re: greedy karny dy nuqsna ?

                        Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k jo traders lalach kerty hen , unko chahiye k iss buri bala se prey hatt jaen , Q k iss se sirf oe sirf loss hota he .
                        Malik Fiaz khokhar
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: greedy karny dy nuqsna ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Suit پيغام ديکھيے
                          agr hum forex mai lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka blam nahi hota hamara account banned ho jata hain hamara bonus or mahnet zaya ho jate hain hamy greed ko katem karna ho ga pher he hum ache earning gain kar saky gy forex aik acha business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                          Kuch log forex per lalach krlaitay hein, or ye lalach unka account wash kr daiti h, is liay kabhi bhi lalach na krain, patience k sath, saabr kar k kaaam krna chahaiay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X