LOss se chutkarar ???
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    bro forex ek risky business hai jis me loss or profit dono he hoty hen ek profissional ko bhi loss hota hai forex me but loss ka ratio kam hota hai uska jitni achi apki learning hogi utna loss kam hoga or profit acha earn krogy ap
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      loss sy bachny k liye aap 1. demo py practice karen 2. zayada sy zayada forex ki information gain karen 3. market ki conditions ko watch karen 4. trading k doran lalach na karen jitna profit mil raha ho lai lain 5. stop loss and take profit ko use karen.
      • #93 Collapse

        aik to market k baray main knowledge hona chaiheyh and second number per trading main achi practice honi chaiheh, thrid number per ap main patience, fourth number per ap ko business main greed show nahain kerna chaiyeh and last per ager profit hasil ho jayeh to is per ziyda emotional nahain hona chaiyeh.
        • #94 Collapse

          bhai jaan hamain loss ko avoid nai karna chaye and na he is ko ignore karna chaye kyu k mare khyal se yeh bohat he zaruri hota hai and issi ke waja se he hum ek success trader banty hain so we have to learn ta k loss ka chance kam ho saky.
          • #95 Collapse

            loss sai bachne kai tareeqa ya hai kai ap ap forex ko rules ko ache tara smje aur phr us par aamal be kare comments ko copy karne sai parheez kare hamesh apne he wording use kare and greed sai bache , apne mind ko relax, mental satisifaction and creative bano aur last rule ya hai kai ap apne emotions par control rakho ya business hai na kai real life jaha emotions ke value hote hai yaha par bass kam ke value hote hai
            • #96 Collapse

              forex trading aik world wide online business hay iss main loss bhe hay or profit bhe yeh aik highly risky business hay loss to lazmee hay iss say nahe bacha ja sakta hay....
              • #97 Collapse

                Is business me hmen loss se bachna ha tu us k liye hmen chahe k hm is business me demo acocunt ka use kareen kyun k demo account se hm is business me loss se bach kar achi earning asani se kar k dreams ko pora kar skaty hain is business me
                • #98 Collapse

                  Loss sey bachney key leye aik to greed sey bachna ho ga. Long term trading karna ho gi, small volum of lots use karna ho ga, stop loss ka use karna ho ga, balance ko dekhtey hoi lots lagani hon gi, relax ho kar trading karna aur angry na hona. Yeh sub batain aap ko loss sey bacha sakti hain aur aap ko chaheye keh in par amal karain.
                  • #99 Collapse

                    dear wesy to loss her trader ko hi hota hy ku k koi trader perfect nahi hota hy aur na hi kbi forex market kbi traders ko follow kerti hy blky trader market ko follow kerty hain, lakin forex k knowledge aur exp jitna zyada ho ga loss k chancess utny hi kam hoty jain gy
                    • #100 Collapse

                      My dear friends mere khayal main loss se bachne ke liye sab se important cheez yhe he ke app lalach bilkul na karin. or forex main jitna ho sake practice karin or jo mistakes app karte hain jin se app ko loss hota wo next time na karin.
                      • #101 Collapse

                        Bhai jan mai apko btana chahoo ga k hr business ki trha forex trading k business mai b trader ko profit or loss dono hi hotay hai lakin agr trader achi strategies,patience or money management k sath trading kray to yakeenan loss say btcha ja skta hai or profitable trading mai kamyab ho sktay hai.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #102 Collapse

                          Forex trading aik riski business hy agr forex trading mein profit ziada hy tu forex trading business mein loss bhi ziada hy likn hum forex trading mein loss se bach sakty han agr hum kam risk len aur forex trading mein knowledge aur experience hasil karen tu loss se bach sakty han
                          • #103 Collapse

                            is buinees ko bahut tareqy sy kiajata hai ye aik good buiness hai is ko kafi mehnt ys kiajai ga ye aik good buiness hai is ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik areal buines shai is ko mehnt ys kamya jata hain
                            • #104 Collapse

                              gee bhai forex trading mein ham ko us wqt loss hota he jb ham trading ko smjh kar work nhe krte aur trading mein mistakes krte hien aur trading ko rules ke sath nhe krte hien to hmein trading mein loss ata he to hmein trading se phle ache trah se trade ko smjh kr trade krne se fiada hota he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                dear har koi chahta hy k os ko loss se chutkaara mil jaye lekin ye asaan nhn hy ap jab tak es business ko seekho gy nhn smjho gy nhn ap ko faida hasil nhn hosake ga es liye ap ko smjh k aur seekh k kam karna hoga ta k ap ko faida b ach aho aur ap apni life ko b set karo aur acha earn karo...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X