LOss ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    loss ap ko us waqat hota he jab ap ko treding k rule regulstion ks ns ilsm ns ho aorap ko esko use karny ka bi na pata ho tab loss k bohat zaide chance hota he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Dear friend forex trading business mein loss honay ki sab say bari main waja yeh hai kay hum beghair demo account mein practice kiye real account per trading kertay hein.
      • #123 Collapse

        dear friend ksi bhi busniss me ager ksi experince k bagir intr honge tu lazmi he ham loss hi kr sakhte hen qk ham tb hi koi profit earn kr sakhte hn jb hamen usky bary me knowldge ho tu
        • #124 Collapse

          hello my dear friens where are you going agar ap dakho to ap ko pata lagta hy ky ap ko tradding my kabhi kabhi bhot lose ho skta hy
          • #125 Collapse

            loss krwaany kee kai wajoohat hain mry khyal sy log in wajoohaat kee bina pay loss krwa baithty hain.
            bgair sochy smjhy trade lga dyna.
            bgair plan kiye trading krna.
            stop los order k bgair trade krna.
            order pay order post kiye jana.
            agr loss ho jaaye tu usy cover krny k liye aik he din main mazeed trade krna
            • #126 Collapse

              Bhai is ki main waja lalach he kio ke jo bhi new traders forex me aatay hain wo koshish kartay hain ke raton raat ameer ban jain or is waja se Los Kar jatay hain.
              • #127 Collapse

                well my dear friend, pehli baat tou ye hai kay Forex trading kay business mein ya phir kisi bhi aur business mein profit aur loss tou aik part hota hai, aur jahan tak Forex trading kay business ki baat hai tou iss kay bohat say reasons hotay hain jesay kay lack of knowledge, analysis nahi karna, proper money management aur risk management kay rules ko follow nahi karna aur greedy approach rukhna aur jald baazi mein trading karna aur iss tarhan kay aur different reasons hotay hain...
                • #128 Collapse

                  the loss forex me loss to her kisi ko hota hai lekin is without a dobut se derna nhe chaeye or ye loss ki bri wja ho sakty hain aik to help you proper market strategy ka na hona is se bhe loss hota hai or emotions ko restrain na kerny se se bhe loss ho sakta hai
                  • #129 Collapse

                    Forex trading mein loss aur profit hota hy kiok forex trading business profit aur loss business ka hisaa hy likn hum forex trading mein loss se bach sakty han is k liye forex trading mein knowledge aur experience hasil karna cahaiye aur forex trading business mein greed nhi karna cahaiye tab hum loss se bach sakty han
                    • #130 Collapse

                      ge bhai hmein forex trading mein loss tab hota he jab es mein ham apne trading mein mistakes krte hien aur profit hasil krne mein jlde krte hien to hmein trading se loss hota he to trading mein kabhe jlde na krein aur risky work na krien ge to hmein kabhe bhe loss nhe hota he
                      • #131 Collapse

                        Forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han agr profit ho ga tu loss bhi ho ga aur forex trading business mein loss forex trading ki learning na hone ki waja se hota hy aur forex trading ki learning knewledge experience ho ga tu loss nhi profit ho ga is liye forex trading ki learning karo ye zaroori hy
                        • #132 Collapse

                          Forex trading business mein loss hone ki bhht si wajoohaat han js se loss hota hy forex trading business mein new trader learning knewledge experience hasil nhi karty aur trading karty han js se loss ho jata hy aur planning se trading na karna is se bhi loss hota hy aur greed se bhi loss hota hy aur forex trading mein agr hum market ko dekh kar samjh kar trading karain gay tu loss nhi profit ho ga emotional ho kar trading karne se bhi loss hota hy
                          • #133 Collapse

                            Forex trading business mein loss ki sab se bari waja hy forex trading business mein learning knewledge experience ka na hona agr hum knewledge experience k baghair trading karain gay tu loss hi ho ga is liye agr hum knewledge experience se trading karain gay tu profit earn kar saktay han is liye learning buht zaroori hy
                            • #134 Collapse

                              humain is main loss b ho sakta hay or humain profit b ho sakta hay hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay loss km ho sakay humain practice say ana ho ga is main low risk main loss km hota hay
                              "The mind is everything, What you think you become"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Forex trading business mein profit bhi hy aur loss bhi profit bhi hota hy lakin ziada loss hi hota aur loss forex trading business is waja se hota hy knewledge aur experience aur learning ka kam hona aur agr learning knewledge aur experience nhi ho ga tu forex trading business mein loss hi ho ga profit earn karne k liye learning knewledge aur experience zaroori hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X