Lagta hai ke humein abhi USD/JPY ka southern move postpone karna padega, kyunki Wednesday subah tak ye pair northward move kar rahi hai. Kal bulls ne bearish correction ko 149.50 ke support par rok diya, aur ek saath do important indicator lines ka...
EUR/USD currency pair ka agar D1 period chart dekha jaye to iss hafte price dheemi raftaar se neeche ja rahi hai. Pichle hafte ke aaghaz mein price ne upward move kiya tha, magar week ke doosray hissay mein dheere dheere girne lagi. Daily chart ko...
AUD/USD Ka Tajziya – Bears Ka Dabao Aur Aindah Ke Ihtimalat AUD/USD ne teen musalsal red days publish kiye hain aur ab 20 aur 50-day simple moving averages (SMA) ke qareeb hai, jo 0.6300 se thoda neeche hain. Market ka recent girawat technical...
Comprehensive analysis par mabni trading GBP/USD Assalam Alaikum! Meri nazar me, pound/dollar ke jode me kamzori jari rahne ki ummid hai, lekin mere pas koi khuli short positions nahin hai. Iski wajah yah hai keh aaj, euro/dollar ke jode ne mumkena...
NZD/USD ka pair aaj kal market mein bohat dynamic aur volatile nazar aata hai. Pichlay chand sessions mein price ne aik defined range ke andar oscillate kiya hai, jahan key support 0.6300 ke qareeb nazar aata hai aur resistance 0.6600 ke aas-paas...