<Emotions are not bad don't try to remove it!>
No announcement yet.

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    G haa! bilkul ap ki bt sai h jab tk insan k andr jazbaat ni ay gy tb tk ap ko koi asraat ni ho gi mean ap k emotion hi ap k andr profit ki bhook daaley gy jo ap k bhut zayda hi kaam ay gi ho yehi cheez bhut faida deti h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Weise to emotions se koei khali nahi hota he magar hum emotions ko agar control kar lin to behatar he humare lei aur soch samjh kar trading karte hin to hum calculated andaz min barhne se hum loss bhi nahi hota he ziyda aur hum pursakoon trading bhi kar sakte hin.
      • #33 Collapse

        emotion na hon to app ki life mai koi maza ni hai agar ap jab emotional hon app trade ko band kar dain or trade na karian es say pp k emotion app ka loss ni karian gy
        • #34 Collapse

          emotion ak had tak to ap ke liae fiada mand hin lakin as ke bad ja ker ke ya ap ko loss be de skti hin as liae ham ko apni emotion ko control, min rakhna chiae forex ak bot hi good earning dene wala ak business hi
          • #35 Collapse

            Dear forex ek bohay he best busince ha is sa hum bohat ziyada earn kr sakty ha ma apna ziyada tr time forex pr spend krta hu is ma ma bohat ziyada money make kr sakta hu yah mary liya bohat he faida hasil hota ha
            • #36 Collapse

              Jab ek trader forex trading men trader kay tor par work karta hai to us men bahot say emotions create hotay hen tab ek ek trader unhen remove karnay ki koshish karta hai to usay aisa naheen karna chaheye keyon kay ye un keleye best hen
              • #37 Collapse

                Ya jo forex haina is may bhoth kuch hota hai koi happy bhi hota hai aor koi rota bhi hai aor jiskko loss ho na wo roya na karay ya sab ki kismay may hota hai kuch pata hai koi kuch khota hai jo loss huwa hai us say kuch sikho.
                • #38 Collapse

                  dear hamin apni trading k time per apnay emotional ko control main rakhna hai jis se hamin loss se bach saktay hain or ham is main apnay emotional k zaariay se loss bhi ker saktay hain
                  • #39 Collapse

                    well demo account main account bana kafi easy hai yani k ap site mai jar kar waha demo account likha hoga uss par click kar k ap wahan bana sakti hain jitna b amount chahy uss se is mai itni problem nahi hogi apko ..
                    • #40 Collapse

                      g nah hame trading me kabhe bhe emotional nahe hona chey kun k traddfin se ham loss bhe kar saktay hn so hame chey k ham traidng hamesha opn mind ho kar karen thanks.
                      • #41 Collapse

                        dear kisi b business mai emotional hone se koi faida nhn hota ap ko ulta loss he hota hy es liye ap araam aur sakoon se seekh k kam karo ta k ap apni life ko b mazeed acha faida hasil karo,,,
                        • #42 Collapse

                          nahee mera khiyal hai k emotion ko aik site pe rakh kar neutral ho kar trade karna chaye phir hi ham theek tareeqe se analyze kar sakte hian
                          • #43 Collapse

                            G han laalach jo hai wo forex main na ho to behtar hai kewnke laalach se saar loss hota hai haam apni knowledge aur experience ke mutabiq chalte hain trading achi hoti jabke greed jab hoti hai to saara loss hojaata hai iss liye jo hai laalach se door rehna zaroori hai .
                            • #44 Collapse

                              apny emotions ko kabo kar kay trade main kam karna ho ga jis say trade karny main asni rhti hay humain is main hard work karna ho ga jis say market main achi earning hasil ho sakti hay low risk mai kam sai hay
                               
                              "The mind is everything, What you think you become"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                hum jab trade karty hain to learning kar kay achy say kam karna ho ga is main humain emotions ko kabbo kar kay achy say kam karna ho ga jis say market main achi eraning hasil ho sakti hay low risk main kam karna ho ga
                                 
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X