200 to 400% per day

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    agar koi aa[p ko kahy ky iss kaam main koi daily aap ko 200$ sy 400$ tak profit dy sakta hai mujhy iss baat ka yakeen nahi hai iss main aap ko kabhi zeada profit hota hai or kabhi kam profit bhi hota hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      Agar ap forex mein 30 percent b roz kamate ho tu wo tu ap ko richest bana sakti hai lekhan ap tu 100 aur 400 percent ki bath karth ho jo ke tora sa muskil hai . Uske lie bohout sara balance darkar hoti hai
      • #1278 Collapse

        Yes hum is pay aik soraat maen yakeen ker sagty haen oir us ki wha k forex maen jes k pass ache forex taleem ho oir acha demo tajarba oir real ka hota hy wo uss market maen ache earning ker sagta hy oir hum uss pay yakeen ker k us k sath kaam er sagty haen
        • #1279 Collapse

          mairy khayal mai to aisa boht mushkil hai. aap ko forex trading mai khud ki mehnat py bharosa karna chahiye taky aap achi trha sy trading kar k huge money kama sako aur loss sy b bach sako.
          • #1280 Collapse

            humain is main leanring kar kay kam karna ho ga ta kayhuamin trade main achi earning hasli ho saky is main 400 say 200 tak ki fix profit nai hota hay humain earning kar kay kam karna ho ga kun kay huamin daily earning hoti hay
            • #1281 Collapse

              look ye koi desi kam nae hai k koi ic ki paki garanti day its a business or karobar man nafa nuksan dono sath sath hotay hain ic liye kisi ki batun pay trust na karain k koi ap ku 400percent offer karay or ap maan jao.
              • #1282 Collapse

                two hundred say four hundred tak hum is say earn kr saqty hain ik day main ye baat real hai g hain is kaam say hum market main trade ko krny say ye kama saqty hain laikin is k liay hum ko teek time say market main trade ko lagana hota hai is main late krny say ye nahi ho saqta hai
                I LOVE PAK FORUM
                • #1283 Collapse

                  ye earning bohat hi achi hai agar aik new trade itni earning daily ki earn karta hai tu ye aik achi average hai aika chi ratio hai is sya acha aur kya chaiy kay ghar me hi ho kay achi earning ho rehi hai
                  • #1284 Collapse

                    Bhai g forex trading mai ager apki pas balance zaida hy tu apki liya ye target muskil be nai hy ager apki pas acha knowledge be hoga or ager balance kam hy tu ye muskil hy
                    • #1285 Collapse

                      agar hum 200 say 400 % earn karna chahty hay to ye namumkin nahi but eskay liey humay account ko theak say learn karna chahiiey tabhi hum market ko theak say earn kar sakty hay
                      • #1286 Collapse

                        200 say 400 % per day hum earn tab he kar sakty hay jab humary pass forex trading kay bary main knowledge ho so humay chahiey keh apny knowledge ko enhance karen tabhi kamyab hon gay
                        • #1287 Collapse

                          agar hum itni earning karna chahty hay to mery khyal main humary liey trading main experince bhi ziada hona chahiey tabhi hum forex trading main kamyab earning kar sakty hay
                          • #1288 Collapse

                            forex me aisa kuch ni ha ke ap 200% asani sy kmain. jo aisa khey ke me 25% tk earn kr skta hu to ye possible ho skta ha. jo be 25% se zaida earn kr skta ha humain us se learn krna chaiye. jo log zaida earn kr sktey he unhe apni strategy share krni chaiye.
                             
                            • #1289 Collapse

                              Apo es market mai ek din mai 200% se 400% profit hasil nahi kr sakty. Dear ap ko es market mai profit hasil krna hai.. Tou ap ko es market mai strategy ky sath kam krnay se ap es market mai kamyabi hasil kr sakty hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                rozna k ham 200 400 earn kr skhty ha agr hamra acount bhara ho tu wasa ni bana skhty jitna zyda bhara acount ho ga jitni zyda investment ho gi hamri ham utna hi zyda kamyab ho ga is liya hamny chey ak ham dyhan sa trding kary or zyda investment walaa acount ho ga hamy utna hi zyda profit ho ga ...............................

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X