<Trade smart>
No announcement yet.

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Assalam-O-Alaikum achey aur perfect analysis ki bohat zyada zrorat hoti hey forex trading key business me acha earn karney key liye aur ager ap achey analyzer hen to pher ap ki kisi aur signal ya strategy ki zrorat nahi hoti hey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      It the trade and the smart gud agar ap pakistan forex forum trading par work karty ho to ap is my bhot achy
       
      • #18 Collapse

        It is the trade smart gud way agar ap pakistan forex forum trading par agar bhot achy sy work karty ho to
           
        • #19 Collapse

          It is trade for the smart people agar ap pakistan forex forum trading my work karty ho to ap is my bhot achy
           
          • #20 Collapse

            forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business yeh sab apnay banaye oway rule or words hain trade smart etc while real main aisa kuch bhe nahe hay.
            • #21 Collapse

              Agar ap khud smart hain tu pir he ap is smart business ko achi tarah sey ik achi direction mien chala saktey hain isliye ap ko forex trading mien earnings ki khatir smart bun key kaam karney ki zarorat parti he parti hai kiyoun key yeh forex business ki requirements mien hai.
              • #22 Collapse

                dear agar aap time ka sochtay ho to bi aap ko iss ka khayal rakhna hota hay kay currency ki moving kis taraf hay quen kay yahi say aap kay profit or loss ka tayone hota hay or aap kamyab ya nakaam hotay ho matlab market ki moving ko samajh na hay.
                • #23 Collapse

                  iss mein har koi trade kar satky hin ladies bh i kar sakti hai ager onn kaypass acha knowledge hai to wo achi earning kar sakty hain issi liye unhein chahiye k wo dmeo per lazmi karty raahein.
                  • #24 Collapse

                    Complete patience or achi knowledge k sath hi trading krna better rhta hai Q k patience less or greedy ho kr trading krnay say trader ko bohat c difficulties ko face krna pr skta hai or loss b ho skta hai.Trading 1 art hai isi liye phlay is art ko learn krna chahiye and then forex market mai trading krni chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #25 Collapse

                      forex aik smart work hay jis main hum kam karty hain to achi eraning hasil ho sakti hay humain demo ko use kar kay achy say kam karty hain to trade main loss km ho ga humain planing kar kay kam karna best rhta hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #26 Collapse

                        Assalam O Alaikum, Bhai meray khayal main to time frame koi bhi ho uss ka suit kerna na kerna aham nahi hai market to sabhi time frame main wohi hoti hai. sab se zaroori hai aap ki strategy aur aap ki planning. market ke trend ko samajhna bhi bohat zaroori hai phir aap koi bhi time frame ke hisaab se trend dekhtay huey trade laga saktay hain.
                        • #27 Collapse

                          hum forex main jab tak rules ko follow nahe karein gay tab tak humean us main ache earning nahe ho ge humean aik time frame main strategy banani ho ge pher he us ko strickly follow kerna ho ga pher he humean us main ache earning ho ge
                          • #28 Collapse

                            Forex mn trading k liay zarori hai k ap k pass trading ka acha knowledge aor experience ho aor ap ko market ki achi trah anaylsis ho aor ap ki demo account py practice ho as k bad map real market mn trading kren aor emotion aor greedy ko control or k trading krna bahut zarori hai aik achi earning k liay
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: fxmunna پيغام ديکھيے
                              how to trade smartly
                              when trading make sure that you have an estimated time frame that you want to trade and why you should trade on that time.
                              know if the time frame suits you kind of person if not don't trade it.
                              consider how much you are comfortable with when you loose it before considering how much you will make.
                              make sore that you abide by your trading rules .
                              let your trading system be simple and not complex.
                              Agr ap forex trading main trading achi krna chahrt hain or forex main smart worj krna chahty hain to is k liye traders ko chaye k marjet k trand ko daikhain or us k baad market ki newz pai nazar rkhain tabhi wo achi trade kr skain gy
                              FRD 07 TRADING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Marekt ke trend par nazar rakhna waqee intahahi zruri hai lekin aksar trader trend ke against chalna chahtay hain aur hamesha loss ka samna kartay hain. Trend ke saath chlanay ke lie bhi hamain bardash aur sabar karna parta hai kiunke jab thora sa profit dekhtay hain tu ham se bardash nahi hota aur ham trade close karnay ki jaldi kartay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X