Kia forex trading course school ya collage ma shamil karna chaya ya nae?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ori پيغام ديکھيے
    Please brother give me your advise mara post hy ka kia forex ki koi course school ya collage ma shmil karna chay ya nae ager shamil karna chaya to is ka fayda kia ho ga
    welld ear is k leye mere khyaaal main tu private institute huna lazmi hai ,.keu k is se kaafi log faida hasil ker saket hain,.jub k is k leye apko clg mian koi benefits nhi hungay,.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear forex ki education ke liye schools hone chahiyein jis mein apko sab ko ye education deni chahiye take log kisi pe depend na karein aur sab youngsters unemployed na bethein aur khud kafeel ho sakein.
      • #18 Collapse

        geeh! brother mery khyal sy forex trading course ko school ya college ma study nahi karwani chaye qu k forex ek online business hai ji ko all members ghar par reh kar kafi knowledge hasil kar rahy hain or achy trader bhi ban chuky hain so forex ko school ma traning ki zarurat nahi
        • #19 Collapse

          g han men ye kehta hn ky forex trading busienss ko schol or college men bhi start kia jay or is ky bary men abhi aik lecture hona chahiy ta k logo ko forex trading business ka bhi knowledge or experience hona chahiy or log is sy gain kr saken gy
          • #20 Collapse

            mery bhi bat asy ha k app khan bht thek ha ager aisa hota ha to ye bht achi bat ha is trhan hamary mulak ko bht faida hoga kiun k is business ko use karny waly logon ki tadad bht zyda ha or jo k bht sy country sy taluk rakhty han
            • #21 Collapse

              me samjhta hon k graduation k lye is subject ko lazmi rakha jae ku k is say her bacha apnay pao pay khara ho sakta hai aur is pay hum kam ko kar k achi tarha say he seekh sakty hai aur kam ko kar sakty hain.
              • #22 Collapse

                ap ka sawal saberdast hai me is bt per yaqeen rakhta hon or mere khayal me to mujhy nahi lagta hai k demo account k baad aap ko kisi school ya phir collage ki need rehti hai demo account hi kafi hai
                 
                • #23 Collapse

                  nai huk ni shamil kr skty es leyeh hmy chahiyeh k dihan sy trade kry es keyeh hmy chahiyeh k mehnat kry tub e kanyab ho sjty hain es keyeh hmy chahiyeh mehnat kry tu kanyab ho skty hain es keyeh hmy chahiyeh k dihsn sy trade kry
                  • #24 Collapse

                    Main in order to will be chez ke haq main hun ke forex trading company ko zaroor course main shmail karna chahiye. Aur Economics title ko compulsory qarar dia jaey ta keh hamary bachon ko pata chal sakey keh currency ki kia ahmiyat hai aur various other currencies ka hamari currency per konsa impact hota hai.
                    • #25 Collapse

                      g dear mai b samjta hu forex working humare school and collages mai b hona chaiye kiu k mai samjta hu is say humay kafi acha profit hota hai and forex trading best way hai humare liye
                      • #26 Collapse

                        forex trading course kabi b school ya college ma samal nai karna chaye q k is usually sa student ki parhi mutasar hoti ha will be waja sa is lia hum ko is bare ma zeda tar student ko dor rkhna chaye tab hi hum success ho sakte hian.
                        • #27 Collapse

                          forex trading course kabi b school ya college ma samal nai karna chaye q k is sa student ki parhi mutasar hoti ha is waja sa is lia hum ko is bare ma zeda tar student ko dor rkhna chaye tab hi hum success ho sakte hian.
                          • #28 Collapse

                            G ha har country me Forex ko school aur college me shamil karna chahye . Agar yeh school ka level me shamil ho jaye ga to bohat sy logo ko Forex ka bary me malomat hasil hogi . Istara karny se humy bohat faida hoga aur hum easily Forex ka bary me malomat hasil hogi jo ek achi bat hai .
                            • #29 Collapse

                              mere khyal se yh subject shool me nahi karna chhiaye agar bubsiness level me kia jay toh theek he bas school level me ak topic rakha ja skata he kiu ke agra bacho ko istraf laga dia gaya toh woh study ko chor sakte hen is lie yh subject shcool age me nahi rakhna chaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear asia hai kai is mai yhun hai kai si mai ap ko agr learning karni hai tou is mia ap ko chahiye kai is mai forum pr sai he ap is mia earing kar kai si maiachi learning kar skty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X