G han friends, aksar traders aisa hi kartay hain jab un ki trade profit main jati hay to un say sabar nai hota aur woh apni trade ko thoray sy profit main hi close kar detay hain but jab loss main jati hay trade to woh bahut deno tak apni trade ko hold rakhtay hain esleay hamain profit main janay wali trade ko bi hold rakhna chaheay ta kah acha profit earn keya ja sakay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим