1440 error ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    1440 error ki waja
    Asalamu Alaikum to all forex friends.
    Have a good morning . Mai sub say ye pochna chati ho k forum mai 1440 ki waja kya banti hain 15,20 post karny k bad bhi aksar ye 1440 ka error show hojata hain .
    Asay Q please share if someone know properly
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 1440 error ki waja

    dear friend forum pa 1440 minut wala error anay ki bahot c wajoohat ho skti hn lekin meray khial mn agr ap subha sweray reply post sa pehlay thread kren aur dosra ap posting mn jald bazi kren aur aik sa dosri post mn 5 minut ka gape na den to 1440 minut ka error ay ga
    • #3 Collapse

      Re: 1440 error ki waja

      AOA1 dear forex members umeed ha ka p theek hon gy ap na pocha ha k 1440 k erore q ata ha jub hum 24 ghatay main apni post limit pori ker laty han atu ya erore ata ha is k any k bad hum mazeed posts nhi ker sakty.
      • #4 Collapse

        Re: 1440 error ki waja

        I 50 post job complete Ho Jaati Hai To yah error show hota hai mostly posting ke Darmiyaan bhi a Jata Hai Kabhi Kabhi...
        • #5 Collapse

          Re: 1440 error ki waja

          AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy mery khayal main yh us waqt hota hy jub hum 50 sy ziyada posts kerty hn or yh us waqt bhi hota hy jub hum time sy pehly kerty hn muslun ager hum subha 9 bjy shoro kerty hn to kal ko ager 9 sy pehly start kia to yh error a jata hy.
          • #6 Collapse

            Re: 1440 error ki waja

            Jab Ham posting karne se pahle thread Laga Dete Hain to use Waqt yah error show hota hai Hamen Aisa nahin karna chahie pahle posting Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: 1440 error ki waja

              forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy eanring be deta hain hum jab 50 posts sy oper post karty hain to limit ka error aa jata hain forex aik wasee business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: 1440 error ki waja

                I think account logout KR ke dobara login KR ke bhi dekh Len shayed sahi ho Jaye aur agr sahi ho Jaye to yeh baad mein bhi kuch din baad aata skta hai phir again yahi SB krne se sahi ho skta hai
                • #9 Collapse

                  Re: 1440 error ki waja

                  Aslam o alaikum dear friend how are you yh to rules mn he btaya gia ha k posts ke limit 50 ha aur thraeds hm ke limit 4 ha it means k AP aik din mn post 50 se zeada nh kr skty aur threads 4 se zeada nh kr skty jb ap yh limit cross krty ho to phr yh error 1440 Wala as jata ha aur PHR ap na to posting kr skty ho aur na he thread
                  • #10 Collapse

                    Re: 1440 error ki waja

                    Welcome to this part 4 x 4 or Aisa bahut shatir usko face karna padta hai ki Jab Bhi post kar rahe hote hain to 14040 ka unko face karna padta hai uski sabse Mehnga Jaaye yah hai ki Jab Bhi aap posting kar rahe hote hain aur Kafi Teji se posting karte hain to aapko sometime Aisa isliye aata hai ki aapane ek minute mein bahut Teji se post kar rahe hote hain Jaisa ki aap Jante Hain Ki aapko Ek post Ke Darmiyan Ek Khas time ka Waqt tha Rakhna bahut jaruri hai Tu Jab aap use Waqt making kar dete Hain To iski vajah se aapko yah aata hai to aapko chahie ki post Jarur Karen but bahut jyada Teri Seva Karenge to uska aapko nuksan bhi hoga ki aap ko rok Diya Jaega post karne se aapko chahie ki aaram se aur quality ke sath post karen to Fir aap aasani se aur acche tarike se post bhi kar Sakenge aur aapko Yahan Bhi Nahin aaega lekin agar aap Teji se aur jaldbaji se post Karenge to tab aapko Yaaron face karna padega
                    • #11 Collapse

                      Re: 1440 error ki waja

                      1440 error ke waja ap ke koi be mistake hosakty hai hosakta hai ke apne koi rule ko tora ho is waja sy ho sakta hai so rules ko follow karna hoga take forum apke account ko error ya ban na karsakty sub sy behteer ap apne mistake ko daik kar account ko teeq karsakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: 1440 error ki waja

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
                        Asalamu Alaikum to all forex friends.
                        Have a good morning . Mai sub say ye pochna chati ho k forum mai 1440 ki waja kya banti hain 15,20 post karny k bad bhi aksar ye 1440 ka error show hojata hain .
                        Asay Q please share if someone know properly
                        Dear agar ap ismien post karne se pehle hy thread karte hain to hy 1440 minutes ka error ata hai kyunki forex ka Rule hai k pehle posting ky jae taqreeban 10 post karo phir hy thread karo inshallah phir Nhy aega 1440 ka error..
                        :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
                        • #13 Collapse

                          Re: 1440 error ki waja

                          jo limit hoti hy us say ziada kro gy tu 24 hrs tak banned kia jata hy jo din main karny hoty hain otny he karny hoty hain daily ky 50 comment karny hoty aor 4 post karni hoti h
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: 1440 error ki waja

                            g hamara 1440 min k error 50 posts k bad ata hai mager kabhi pehle bhee jata hai wo es liye ata hai k hum pehle pehle thread ker dfete hain hum ko thread kernne sy pehle 10b posts ker lene chayen tab errowr nhi ae ga.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X