Loss say seekhna theek nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say seekhna theek nahi
    Dear members aksar forum pay ye baat kisi na kisi thread ki soorat mai aati rehti hai kay loss say bohat learning hoti hai. Dear members agar loss say he seekhna hai tou phir knowledge ,training ki kia zaroorat hai. Investment ker kay pehlay loss ker lia jaey jiss say trading ajaey gi uss kay baad dobara investment ker kay trading ker li jaey. ye aik ghalat aur mafi approach hai. Apni loss say seekhnay waali approach ko tabdeel karain aur learning,knowledge aur practice say apni skills behtar banain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say seekhna theek nahi

    Loss sy sabaq sekhna bilkul sahe hai, loss ki wajuhat ko janana or next time en sy bachna chahe, loss ma ham zayda learning karty hai k next trade kisi b tarha kamyab ho jae, forex mayoos hony waly or over confident ma rehny walo ka business har giz ni hai, ye unk lae jo mehnat ko apnaty hai or knowledge py focus karty hai,
    • #3 Collapse

      Re: Loss say seekhna theek nahi

      G agr hamen Kam ke Duran loss ho jata Hai to yeh shyd hamari ghaflat ya jaldbazi ka nateja ho skta Hai ya koi is mistake ka nateja hoga jsko keh hum ne ignore Kya hoga to hamen agr loss ho jae to hamen us mistake ko dhond kr usko improve krna chahye r aenda repeat Ni krni chahye
      • #4 Collapse

        Re: Loss say seekhna theek nahi

        Ap ne bilkul theek kaha hy loss say seekhne ka koi fida nehn . ap traing lain , ap forex ka knowlege hasil kr lain ap learing krin . ap fourm k rules ko follw krain. ghalti se seekhne ka muqa bhi na dain. koshish krain loss kam se kam krain . market ko analysis krain
        • #5 Collapse

          Re: Loss say seekhna theek nahi

          Dear friend aapki baat bhi theek ho sakti hai lekin Main to yahi kahunga ki insan love se bhi sakta hai kyunki jab use loss hota hai hi to pyar hua use mistake ko dobara nahin karta aur jab mistake dobara Nahin Hoti ye to Kisi ko knowledge kahate Hain aur ISI ko experience kahate Hain isliye par usko dobara loss Nahin hota
          • #6 Collapse

            Re: Loss say seekhna theek nahi

            apki bat sy itefaq kr raha hun loss sy selh ky kaam krny sy behtr hai sekh ky kaam kro aor.profit hasel kro agr apko loss he hota rahy to apko aoni strategies ko review krna chahy aor mond set ko trading ky mutabiq bnanay ki oractice demo account ma krne ho ge trading ma.sabar krny waly hr kamyab hoty hain aor besabry loss krty hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss say seekhna theek nahi

              As its said failure is the way to success,
              No one has perfect knowledge about any thing,
              Its the failure which give us perfect lesson.
              If we have any deficiency in our knowledgeor skill its the failure which can fullfill this deficiency.
              • #8 Collapse

                Re: Loss say seekhna theek nahi

                dosto jb hmain loss hota hy to hm loss sy sekhty hn mistakes jo krty hn to mistakes ko drust krty hn aur un ko repeat nhi krty hn is lia jb loss ho to preshan na hn aur loss sy ache learning krin jis sy ap kamyab ho skty hn analysi ko ap improve krty hn aur ap ka experince ho jata hy next time k lia...
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say seekhna theek nahi

                  Loss say ham.iss tarah say seektai hai ke forex aik aisa buisniss hai jiss may har kise ko loss hota hai aur loss hamesha hamai apnai he ghaltyo ke waja say hota hai iss leye hamai chaye ke iss buisniss ko avhe tarah seek lai aur ham say jo ghaltya hote hai unko na duhtay bar bar.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say seekhna theek nahi

                    hamy loss sy learning gain karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex aik achca busineess hain hum is mai 24 ganty mai sy kesee be wkt ka time tabe bana ar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learningg ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international or legal business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X