hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hedging
    aslam o alekum mery is forum kay sub members say sawal hay kay ye hedging kia cheez hay aur is ka humain kia faida hota hay tardingn main please explain it thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    i am new one with forex . i have heard about hedging but i am not clear about hedging .
    • #3 Collapse

      brother hedging ye hota ha k ap ne agr sell dali hui ha to market oper se oper jana shru kr de or ap ko loss ho raha ho or ap is me buy b saath hi dall do jb tk k market apna trend change na krey i thinkis ka koi faida nahi ha g is me ap ko correct decision krna ho ga
      • #4 Collapse

        Hedging se murad woh second trade hoti hai jo hum apni pehlay lagi howi trade k opposite laga daity hai jis se humari equity lock ho jati hai or na us mai koi changes ati hai na he loss zaida hoga na he profit.For example ager trader ney sell ki lot lagai hai 0.01 ki tu trade minus mai chaliu gai tu trader chahta hai mazeed minus mai na jaey tu woh second trade buy ki 0.01 ki laga day ga es se 1st trade ka minus hedging ho janay k bad ruk jaye ga es ko hedging kehty hain.
        Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
        • #5 Collapse

          hedging kar kay bhi hum earn kr sakty hain.but mery khyaal say agar hum kamm loss main trading karty hain or stop loss use karty hain to he better hai or is tarah ki technique say hum zyaada earn kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Forex trading me agar ap ki trade ziada loss me ja rhi ho or ap itnay loss per trade close na karna chahty ho.Ya phir market position up down ho rhi ho tu ap is me hedging karty hai.Or is me some time ziada profit bhi ho jata hai..
            • #7 Collapse

              Hedging ek forex ka aesa option hai jis main ap apnay loss ko cover kartay hain yani k agar ap nay EUR/USD ka buy ka order lia or market oposite direction main chali jati hai to ap kuch dair wait karnay k bad ek or lot open kartay ho EUR/USD ki or wo lot sell ki hoti hai or jab ap ko yaqin hojata hai k ab market or down side nahi jaegi to ap waha par sell ki lot ko close kar daite hain or wahan say ek or buy ki lot ko open kar daite hain ab ap k pas buy ki 2 lots hogai hai to ab jab market yaha se reverse hogi upside to ap ko dono lot ka profit mil jaega ye option ziyada tar professional traders use kartayhain new traders ko is main nuqsan ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                Brother, hedging aik strategy hay jis ko hum aksar apnay account k capital ko bachanay k lye use kartay hain, is may hum koi si bhi trade khol laytay hain aur jab wo loss may ja rahi hoti hay aur kuch idea nahi ho market ka to phir us waqt hum opposite trade laga daytay hain, jis ki waja say ap ka account neutral ho jata hay. is ko hedging kehtay hain.
                • #9 Collapse

                  g haan jnab main abhi forex main new hun and is main abhi just posting kar raha hun and is main knowledge and experience hasil kar rha hun ajb mujy is main knowledge hasil ho jae ga pher is main trading kar k ik achy trader ban sako ga and is main apny dreams ko pora kar sako ga
                  • #10 Collapse

                    hedging aik trading method hay.ye method mostly professional trader hi use kertay hay kio k ye method buhut zyada risky hota hay.es method ko har koi use nahee kersakta kio k es method may risk of loss buhut zyada hotaahay.es method may ham at a time buy or sell kertay hay.
                    • #11 Collapse

                      mujhe ye Samajh Aya hai K hedding bhi Aap k Capital ko bachanay ka eek Tool hai Magar is ka Style thora diferent hai... aap Agar eek trade open kartay hain or Dekhtay hain k wo - main jaa Rahi hai tou Aap eek dosri koi Bhi Trade open Kar letay hain.
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #12 Collapse

                        i think hedging is very important and i think the best way to be able to control the losses that will occur in our trade is to use stop loss, due to the use of stop loss may limit the losses that will occur in our trade so we do not have to risk your capital that we all have in doing forex trading
                        • #13 Collapse

                          hedging us cheez ko kahtay hayn kah ap kisi cheez ko sell karayn aur usi ko usi volium say buy kar layn is tarah ap ke equety ek jitni rahti hay na kam hoti hay na zayada hoti hay magar asa bus bohat zarorat ka time karna chahya
                          • #14 Collapse

                            my friend when we use the one order in the buy position and the other on the sale direction then it means we are doing the hedging and i think it is not the bad thing some time it prove the batter then the stop loss
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear friend market men jab hum sell lagaden aur market oper chali jai ur ap aik buy bhi kerdete ho tu aur phir ap ko kuch smaj nahi arha tu heging k option pe clik ker k ap dono lots ko aik he time close krdete hen wahi per i think ye hedgin hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X