Thread raat ko ker lainay chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread raat ko ker lainay chaiye
    Dear members pak forex forum pay hum nay 24 ghantay mai 4 threads kerni hoti hai. Iss liye mairay khayal mai threads kerna raat mai behtar rehta hai. kiyu kay raat mai ziada members online hotay hain aur ziada posts raat mai ho rahi hoti hain. Iss tarah raat mai threads kernay say achi information mill bhi jaati hai aur share bhi ho jaati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

    Dear brother thread ko waqfy waqfy say agar ki jay ti behtr hay ya pher sham 7 bjy q keh bahut sary asy members hen jo job karty hen wo bhi sham ko free ho jaty hen jiski waja say thread ko bahut thanks milty hen or ik sath nhe krni chahye hr 10 mint bad kren to behtr hay or thread quality wali honi chahye
    • #3 Collapse

      Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

      G bhi jan apne bhot hi acha saval kiya he ke kiya hme rat ko thread open karna chahye to me apko ye btana chahta ho ke hme rat ko thread posting karne chahye kioke hme agra isa karte he to hme ziyada profit kma sakte he or trader bn sakte he
      • #4 Collapse

        Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

        Dear friends ge han 24ganty mn 50 post aur 4thread hoty hy jo humy posting first mn krni chye aur jb humri posting complete ho jay to pr last humy thread krni chye q ke us ke bad humy thanks miltye hany aur us ke bad post ka end ho jata hy is liye threads krni chye
        • #5 Collapse

          Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

          g han ap ny bilkul thek kaha thread rat ko karny chaye q k rat main sab free hoty hain ar achi post kr kay hm zyada bonus kma sakty hn ar information bhi achi mil jati ha din main hmy apni 50 posts complete kr leny chaye
          • #6 Collapse

            Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Dear members pak forex forum pay hum nay 24 ghantay mai 4 threads kerni hoti hai. Iss liye mairay khayal mai threads kerna raat mai behtar rehta hai. kiyu kay raat mai ziada members online hotay hain aur ziada posts raat mai ho rahi hoti hain. Iss tarah raat mai threads kernay say achi information mill bhi jaati hai aur share bhi ho jaati hai
            Aapko jo time Achcha lagta hai aap usmein he tried khareed kar le lekin Agar acchi Hogi tabhi aapko uska fayda Hoga Agar acchi Nahin Hogi to Kisi bhi time kar lo use per aapko thanks Nahin Milenge
            • #7 Collapse

              Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

              Nai dosto mere khayal se thread hume kuch waqfe k bad krne chahiey ta keh hume ziada samajh a sake forex aek bht acha business hai is se ap dehro paise kmaa sakte ho...
              • #8 Collapse

                Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

                Karenge market Mein stability Aur Bhi Jyada hai ki aap ki Yahan Per money management karne ka kam aur busy ho jaega aapko chahie ki market mein aap kabhi bhi dekh rahi is Na Ho Aur long time ke liye kam kar ke yahan se long time ke liye ring generate Karen Aur dusron ko bhi aap Log Yahan per guideline provide Karen ki aap Nahin par kaise kam karna hai Jin Logon ke Achchhe Hain Unse wale
                • #9 Collapse

                  Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

                  bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or ha ager hum without hard work ka trading kartaa ha to per hum ko loss he hotaa ha or hum ko thread har waqat karnaa chaheya koye time makhusas nhi ha.................
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

                    Pak form per hour 24 hours Ham kam kar sakte hain aur is parampara 24 hours he tried leti rahti hai isliye yah Koi itna Bada ishu nahin hai ki Ham kis time nikalega HAL Bata de time form per jyada members online hote hain use Ham trade lagane ka yah fayda hi kya use per acche reply hamen mil jaate Hain isliye acche time mein lagani chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

                      vaise to Forex mein koi time table Nahin hai lekin meri rai hai ki agar threed Raat ke waqt lagai jaaye to isase jyada thanks aur jyada reply milta hai aur isko jyada log read karte hain isliye Main khud Bhi Raat ke waqt thread lagata hun jisse mujhe achcha response milta hai thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

                        Ji han bilkul aisa hi hai kya for per Jab aapko Lage ke member se jyada online hai aap use time hi acchi threads create Kare kyunki Jab members jyada active honge to aapko acche reprise bhi milenge aur acche thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

                          no, brother rat ko thread soch k so jain or yad rahy likh k rakh dain suba subah uth k thore c posting kren phr thread kren or kamyabi hasil kren or thread fazol bat na ho just forex ke bat ho us m bonus ke bat karny ko avoid kren or achi quality ke ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

                            Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum dear friends ap n acha swal pocha hai m ap ko khna chao ga k ap thread sbha kren r qulity thread hun ta k zeada member forex p ap k thread prhy r ap ko thanks den jes se ap ka bonus acha auy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Thread raat ko ker lainay chaiye

                              bhai jan mera khyal hai k hmain forex main ayse koi bhi formality otni taphly nahi leni chahye mera khyal hai k pakistan forex forum main hmain 24 hours ka jo ime perio mila hai osi ko hum achi trah se urtelise karen tu hum bara acha kam kar skty hain jis main hmain tab kam karna chahe jub hum free hun or hamra mind bhi fresh ho warna baki time aghr rat ko milta hai tu wo bhi bets hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X