Local transfer

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Local transfer
    Asalam O alikum main pochna chata hon kay kya bhaiyo hum insta forex se local bank account main ya jazz cash wagaira main withdraw karwa sktay hain ya online payment methods main hi withdraw lia jaa skta hai kindly mujhe guide kar dain thora sa tah kay main withdraw kar sakon
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Local transfer

    dear friends A.O.A mujhy iss ke barye mn kuch molem ni jb ap ko pata chlye to mujhye be zaroir bita dina
    • #3 Collapse

      Re: Local transfer

      forex mai hum kam kar ky jo profit gain karty hain hum isy skrils sy with draw karwa sakty hain or hum kise be bank sy amount with draw karwa sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky is mai kam karna ho ga forex pakistan mai legal business ban cuka hain
      • #4 Collapse

        Re: Local transfer

        Dear ap na bht achi bat pochi ha kuch members aisy bi hoty hain forex mi kam krny valy jin ko with draw ka pta ni hta vo dosro ka sahara ly k chal rahy hty hain mi ap ko btati hn k ap dosro ka shara na ly ap ko jo bi profit mily phly ap with draw pa lga dain jb clear triky sa hmamru skrill k account mi a jay to ham ksi bi bank sa ya jazz cash k zariye nikalva skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Local transfer

          forex aik ach business hain hamy is mai register account bana kar skrils sy amount with draw karwana hota hain forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain is business mai apny boss ap he hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Local transfer

            local transfer ke forex main koi valeyo nahe hain hum is main aik account ka bonus dosary account main transfer kar sakty hain hamy is main information wala kam karna chahey tak ky hum acha bonus hasil kar saky hum bonus ko apny moderator ke madad sy skrils main withdraw karwaty hain hum forex main aik din main 10 dollar gain kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Local transfer

              JI ha ap nay bilkul sahi Kaha hai ke hum isy skrils sy with draw karwa sakty hain or hum kise be bank sy amount with draw karwa sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain aur forex mi kam krny valy jin ko with draw ka pta ni hta vo dosro ka sahara ly k chal rahy hty hain mi ap ko btati hn k ap dosro ka shara na ly ap ko jo bi profit mily phly ap with draw pa lga dain thank you everyone
              • #8 Collapse

                Re: Local transfer

                g han asa ha han hamy is mai local transfer nahi mil sakta forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex business pakistan mai legal ban cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: Local transfer

                  forex aik wasee business hain hum is mai kam kar ky ache eanring gain kar sakty hain hum is mai local transfer nahi kar sakty forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam karna ho ga forex aik unique busiens hain hum is mi agar greedy ban ky kam kary gy to hamy siwy loss ky kuch be hasial nahi ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Local transfer

                    forex mai hum kam kar ky pasia kama sakty hain or hum skrils sy with draw karwa sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha buisness hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai night mai be kam karii sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X