Just mehnat kamyab he kamyab??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Just mehnat kamyab he kamyab??
    good morning friends kam kiya aur sab khairiyat se honge friends sirf mehnat karen uske bad kamyabi aapke kadam chumegi jitni jyada mehnat karenge utna jyada kaun yahan ho gaya achcha punsah se lunga aap kya kahana chahenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Just mehnat kamyab he kamyab??

    Forex Main Kaamyaab HoNay K Liye MeHnat k Sath Sath LuCk Kaa Bhi Kaafi Zyaada RoLe HoTaa Hai Q k foRex Main Hum siRf Analize KaR k trade Hii lagaa Saktay Hain Hum Yeh Nahi Kar Saktay k MaRket ko MoVe KaRwaa sakEn humEn Bs Achi tarhaa Analise kaRnay k Baad Trade Lagaani Chaahiye or aik Hii Pair pe Do Trades lagaany Se bhi BachNaa Chaahiye...
    • #3 Collapse

      Re: Just mehnat kamyab he kamyab??

      G hsn bilkul forex main kamyabe ke ssab say bare wajha mehnat hay jitne zyada mehnat aur lagsn say kam karain gay itne he zyada forex main hmaien kamyabi milly ge is kiyay mehnat say kam karain aur apny kam ky sath sincere rahain to he hum kamyab ho sakien gay aur ache earning kar sakien gay
      • #4 Collapse

        Re: Just mehnat kamyab he kamyab??

        Forex trading main mehnat Karna lazmi hai Jo ziyda mehnat karta gain kamyab ho jata gain roaz trading karne k liye lot of mehnat Karna lazmi hai Jo mehbat karta hai......
        • #5 Collapse

          Re: Just mehnat kamyab he kamyab??

          Assalamu Alaikum Mere Pyare dost Jaisa ki aapane kaha hai ki mehnat Insan ko Kamyab karta hai aapki baat bilkul theek hai mehnat karna chahie aur uske sath Hamen knowledge bhi Hona chahie tabhi Ham Kamyab ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Just mehnat kamyab he kamyab??

            hamy mahent sy forerx mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha busines hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zariat nahi hote forex aik acha business hain
            • #7 Collapse

              Re: Just mehnat kamyab he kamyab??

              hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga q ky mahnet he hamy agy barny mai madad dete hain forex aik acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka blam nahi hota forex aik world wide business hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Just mehnat kamyab he kamyab??

                Asslam Alekum All Members Umeed Hai Ke Aap Theek Thak Honge
                Boss Aapki Bat Right Hai Hamen Har Bar aakar Forex mein bahut jyada mehnat karna padta hai agar Hamen mehnat Karte Hain To ham kamyab ho jate Hain Hamen samay Mein Nahin karenge To ham Forex Mein Kabhi kamyab Nahin Honge Har Bar Hamen Itna kar Har waqt mehnat hi mehnat karna chahie FIR jakar ham ismein kamyab Honge aur achcha profit pasand karenge
                • #9 Collapse

                  Re: Just mehnat kamyab he kamyab??

                  Asslamo Alakum dear friends forex trading business min kmyyabi k ly srf r srf mhnt ki zrort hai jo mhnt krta hai wi zror kmyyab hota hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Just mehnat kamyab he kamyab??

                    G Han Is Me Koi Shaq Nai Ke Hum Jitni Mehnat Karengy Jitna Time Dengy Forex Uthna Acha Bonus Milega Or Jab Hum Ache Bonus Se Sath Trading Karengy Or Mehnat Karengy Tou Hum Acha Earning Karskengy Or Success Full Hongy.
                    Other Wise Time Waste Ke Equal Hy Ke Hum Mehnat Karein Or Output Na Miley. Mehnat Shart Hy.
                    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X