Kya Hamen mehnat Karni chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

    ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai Hamen mehnat Karni chahie aur Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Kyunki Hamen mehnat se knowledge bhi mil sakta hai aur experience bhi aur ham Apne knowledge or experience Ka istemal Karke trade lagaenge To Hamen usmein bahut hi jyada profit Bhi Hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

      Gee haan forex main acha kaam krna hai tu Aap ko mehnat krni chaiy Aap iss main mehnat say kaam kray gay tu Aap ko kamyabi hasil ho gi mehnat nahi krtay tu Aap ko kamyabi hasal nahi ho gi iss Lia forex main kamyabi ka Lia mehnat krni chaiy
      • #18 Collapse

        Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

        Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum dear friends lazmi bat hai ap mhnt krebn gy forex business min to ap ko kmyyabi mly ge wrna ap ko kch hasil ni hona
        • #19 Collapse

          Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

          good afternoon to all friends g bhai aaapki baat sahe he lekin mere khayaal se forex ma mehnat to karty hai but wo apni direction correct ni kar sakty, hamy chahe k apni knowledge ko sath sath demo ma test karty rahain taakay hamain pata ho k ham kaha stand kar rahain hai, forex serf mehnat or interest sy work karny waloon sy he dosti karta hai.to hamain mehnat se hi kaamyaabi haasil kar sktae hain ...
          • #20 Collapse

            Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

            Good Afternoon Friends
            Ham ko is main mehnat katna chahye aor is mein agar ap ache se mehnat kar te hain to ap is mein akmyb ho sakte hain aur jo is mein mehnat kar ta hain wo hi is mein kamyb hota hain aur ham ko is mein daily posting karna chaiye
            • #21 Collapse

              Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

              Yeah koe pochnay wali bat nahi hay aur na hi is ko discuss kerna chahye. que kay hamen pata hay kay kamyabi aisay nahi milti. trader ko kamyab honay kay liye sakhat mehnat keni hoti hay aur us kay liey trader ko kisi say pochnay ki zarorat nahi hoti. trader wohi kamyab ho sakta hay jo forex ko study kerta hay, aur practice kerta hay.
              • #22 Collapse

                Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

                ji han sir ap ny bilkul sahi bat ki hy ma ap ki bat se agree karta hun forex aik bhut he acha aur profitable business hy es mein kamyabi ky liye humy mehnat karny ki zaroorat hy agar hum es mein mehnat nahi karen gey to kbhi bhi es mein success achive nahi kar saky es liye humy chahiye ky hum mehant karen takeh hum kamyab ho saky
                • #23 Collapse

                  Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

                  Ji Assalamualaikum Mere Pyare dost Jaisa ki aapane kaha hai ki kya main mehnat Karni chahie to Jayashree baat hai agar aap koi bhi kam pakad Lo to mehnat karna Tula same hai aur Forex Mein mehnat karna jaruri hai aur usmein experience experience aur knowledge Ka Hona bhi jaruri hai
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

                    ya bro it is very write questin mehnat ki zarorat hum ko har kaam me ati hai iss liya hum ko mehnat karni chahiya q kay mehnat me hi azmat hai mehnat karnay say insaan agay bartha hai ji bilkul thk mehnat humzaroor karni chahiye q agar hum mehnat nhi karnay gay tu nakamm ho jay gay ok thanks bro
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

                      bhot acha sawal kiya hain aapne bhot he pyara sawal kiya hain aapne forex trading main mehnat k bina kaaabi b kaam nhe hota hain forex trading ko achi tara sammjhna lamzi hian jaab tak forex trading main experience or knowledge nhe hoga tu kabi b kamyabi nhe hian mehnat karna b lazmi hain jo mehant karta hain wahi kamyab hain forex trading main experience or knowledge hasil karna b lazmi hain jo ziyda experience or knowledge nhe hasilkarta meant nhe karta vo kamyab b nhe hota hain ....................
                      • #26 Collapse

                        Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

                        hello dear friend main aapki baat se ittefaq karta hun ji bilkul mein naat padhi send karna chahie aur mehnat bahut jyada karni chahie har time Pakistan forex ko check karna chahie aur is per online rahakar isko samajhna chahie Jo is per kam karta hai aur mehnat karta hai vahi kuchh Na kuchh is per earning karta hai isliye RO rahe hain jyada se jyada mehnat ki jaaye aur kuchh karke dikhaya jaaye
                        • #27 Collapse

                          Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

                          duina ka koi b business ho us main kamyab hony k liy ap ko sub say phaly ko mahnet say kam kerna ho ga aisa koi b trader ni dakha jes ny mahnet na ki ho or usy kamyabi na meli ho so ager ap aik kamyab trader bana cahty han to us k liay sub say phaly ap ko mahnet say or dil laga ker kam kerna cahiy ta k ap aik kamyab trader ban sakay.
                          • #28 Collapse

                            Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ASIM 186 پيغام ديکھيے
                            Ji Bhai Jaan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Ham sabse Jyada mehnat Karen Taake mein jyada Se Jyada knowledge ho aur ham Pakistan Forex form se profit cancel kar sake Kyunki Ham Jyada mehnat Karenge to Hamari mehnat ka natija bhi Sahi aur Achcha Hoga aur Hamen chahie ki Ham sabse Jyada mehnat Kiya
                            Assam Alaikum Forex trading Jaisi critical Business mein kamyabi Hasil karne Hetu hardworking bahut jyada Jaruri Hoti Hai tab hi Ham is business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Nahin To Aisa possible Nahin hoga Kyunki hardworking Se Hi kamyabi milati Hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

                              Dear ap ny both a cha question kea ha ap duniya ka koi bi business ya kam dakh lan jab tak ap us business ya kam main mehnat ni karty han tab tak ap us business ya kam main kamyab ni hoty han or jab mehnat karty han to easily kamyab hoty han isi tahra forex trading main bi ap tab tak kamyab ni hoty han jab tak mehnat na karny is ley mehnat Karna both zarori ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kya Hamen mehnat Karni chahie

                                Achi bat kahi hy apny bhai Jan agar ap mahnat nahi karogy to ap kuch bi hasil nahi kar paogy agar kuch pana hy to mahnat to karni pary gi ap jitna mahnat Karo gy apko outna HI bunas Mila ga jis sy ap trading kar paogy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X