Trading mein news ki bht importance ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein news ki bht importance ha
    Jo bhi trader trading krta ha wo es bat ko bht achi trha jata ha k forex market move hi newses ki waja se krti ha. Ab kuch traders news ko itni ahmiayat ni daity wo ziada ter technical analysis krty haen Jo k ghalt ni ha laikn news ko na daikhna hamaen market se sahi trha update ni rakhta hm technical ko daikh k trade laga daity haen laikn agly hi lamhy news aa jati ha aur hamara sl hit ho jata ha tu es mein hamara nuqsan news na daikhy ki waja se hota ha agr hm news daikhty tu trade zara wait kr k laga daity aur hm Bach jaty tu esi trha trading mein bht sari cheezon ko daikhna perhta ha hm aik cheez pe depend ni kr sakty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein news ki bht importance ha

    G Haan aap nay teek kaha forex trading may apnay aap ko news say bakhabar rakhna ek achay our kamyaab trader ke nishani hothe hay our jo log new ko nahee dakhthay wo aksar ziada loss kar dathay hay is k elawa asay traders be hay jo ke sirf news par he trading karthay hay our wo os waqth thak trade open he nahee karthay jab thak koi big news na aajaye.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein news ki bht importance ha

      g han nbro apki bat thk hai k trading men news bhot ehm hain kun k baz o qat aisy hota hai k ham koi trade open kerty hain to us men ager koi dermayn men news hoon to wo markete ko bhot nechyu tak ley asakti hain.isliye hamen chye k ham apni trading men news ko bhi lazmi tor per shamil kren.istrah ahm achi trading ker sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein news ki bht importance ha

        Dear brother ap an thk kaha trading mi news ki importance vaki bht ziada hti ha agr hamy well experienced man signal dta ha news ko mukamal analyse kr k to ham kafi profit gain kr sktu hain r markeet ki movement ko janch kr hamy buy ya sell krna chahye
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein news ki bht importance ha

          Forex market me profitable trading karny me news ki importance ko nazar andaz nahi kia ja sakta hay, es ki waja ye hoti hay key news hi market par zeyda effect karti hay agar hamy news update milti rahy aur ham news ko achi tarha samjty be hey to hamary ley kamyab hona ya profit earn karna market me bahot hi asaan ho jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein news ki bht importance ha

            kamyab hote hain jine apne aap per bharosa hot hay agr aap ko apne aap per bharosa na ho aur aitimad na ho to phir aap ko trading nahi karni chahye is se aap ko lose ho kar rahay ho to apko forex k bary main trust be hona chahiye or khas kar jab app koi trade lagany lagay to us waqat be apko apne
            :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein news ki bht importance ha

              forex mn kuch log technical analysis ko manty hn jb k wo fundamental ko nhi manty lekan fundamental yani news technical sy zeada strong hoti hn aur jb hm analysis kr lain technical ko dakh lain sport resistance draw kr k agr hmain koi bullish bearish candle mil jay to hmain trade foran nhi lga dani chahea balky wait krain aur ap news ko zror dakh lain isi trah hi ap kamyab hngy wrna sirf technical ko ly k ap loss krain gy is lia fundamental analysis bhot strong aur zrori hoti hn....
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein news ki bht importance ha

                Trading venues ki bahut jyada importance hai isliye Hamen news per bhi Najar rakhni chahie aur news ko Jankar hi tried leni chahie Kyon Ke news ka market per bahut jyada impact Hota Hai aur fundamental analysis bhi ISI ko Kahate Hain Hain isliye fundamental bahut jaruri hai trade Lene Se Pahle a fundamental analysis bhi karne chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein news ki bht importance ha

                  Gee haan brother forex mein market per economic news ka bahut zayada impact hota hai aur iss mein market bahut zayada move kerti hai kyun kay forex ki referrence currency US dollar hai tou jub bhi dollar kay concerning news ho gi tou uss waqt tou market bahut zayada move kerti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein news ki bht importance ha

                    Dear members agr trading main newS ki bat ki jay tOu tOu jb market ki movement kO technical analysis se dakhty hn tOu apkO pta chlta ha news bht zeada asar Andaz hti ha bal k ye kehna bekar na hOga k news ki base pa technical analysis BHI Kia jata a aur fundamental BHI so is k bghrr analysis possible nai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein news ki bht importance ha

                      Jab market ki traction change hoti hai to hamare investment Hamare account ko bahut stable kar deti hai long time business generate karne ke liye ek acche wali planning for proper business management Hai Forex trading Ek lajawab business hai ya kamyabi ke liye ek acche wala platform hai jo Log Yahan Se earning karna chahte hain uske upar study Karen case study banae
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein news ki bht importance ha

                        g bhai aapki bats ahe he news ki n buhat hi zyad impact hotaa he orex trading main . news time main mare mainb ja thal mach jata he jiski waja se buaht member ko rofit milta he ar buhat ko los . kisi kaa account wash ho jta he to kisi ka recover yaa profit . is trah market main movement hoti rehti he .
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein news ki bht importance ha

                          News Ke Bina Koi jaldi Nahin Chalti speed Se Nahin Chalti Agar koi Pyar Mein Main news Hogi to vah speed se bahut hi jyada speed se Chalegi Agar Kisi Pyar Mein news na Hogi to vah kabhi bhi chuki se nahin Chalegi agar aap is mein speed se agar aap news ke Waqt kam Karenge to Yahan to aap Jyada nuksan Karenge ya to aap Jyada munafa Karenge
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X