Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota ???
    Bhai jaan mein aap logo se ye puchna chahti ho k humare trading karne k style aur other country k logo mein trading karna ka kafui farq hota hain kya wo zada earning karte hain ye phere ke kaam karne karne ka tarika kuch alag hota hain yani trading karne ka tarika ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota

    Gee haan bhai bilkul farq hota hai kyun kay forex pakistan mein koi aam business nahin hai aur na hi iss ko seekhnay kay lye koi proper jaga jub kay other countries mein forex ko government ki support hoti hai jis ki wajah sae yeh unn mumalik mein tou bahut profitable aur aam business hai
    • #3 Collapse

      Re: Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota

      Bhai agar To Koi Zyada experience rakhta hai to un ke our hamari trading main farq ho sakta hai lekin ye ho sakta hai ke wih kisi our broker se kaam karte hun
      • #4 Collapse

        Re: Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota

        Forex mai trade krna ka lia style nahi chalta knolwedge chalta hai ap ka pass jitna knowledge ho ga ap othna zyada forex mai earning karian gain ya nahi ka dosra country ka log kisi or tahra trade krta hain or hum ksis or tahra nahi asa nahi hai janab huma serf knolwedge hasil krna hota hai jis ki waja huma profit hota hai trade har jaga same hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota

          Kiya humare trading ka style oor other country ky logo main trade kerny ka farq Hota hay aap nai bahoot acha sawal poucha dear hamary members bhi world level ki trading kerty hain Jin ki waja say woo other country ky logon ki thara achi earning kerty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota

            g han her koi apni startegy k that kam kerta hai.isliye hamen chye k ham bhi apni startegy pey kam kren.her counrrty k logon ka apna treeq ahota hai.kuch startegy aisy hain jk jin ko ham follow ker k kam yab ho sakty hain aor wo taqriban her kisi men same hoti hain.jasy doji candel aor bearish aor bullish pin bar ka bna is per technical to taqriban her mullk ka millta julta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota

              I think to countries to Kya hr aadmi ke trading krne mein bhi frq ho skta hai hr aik ka treeqa alg ho skta hai iss liye country doosry ke logon ka bhi treeqa mukhtalif ho skta hai I think to
              • #8 Collapse

                Re: Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota

                Deccan forex market to ek Hi hai usmein bus har kisi ke kam karne ka Apna ek style hota hai Apna experience hota hai isliye use experience aur style kehta hai Tere Ham acche nahin kar sakte hain Pakistan ho ya other countries usmein sabke liye market ek hi hai yahi MT4 per Ham Sab set karte hain lekin har Kisi ko Apne experience hota hai ki vah is market se kitni earning per sakta hai aap bhi is market se acchi nahin karna chahte hain to aap ko chahie ki aap apne experience ko badhaen
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota

                  Dear friend Sabki Apni Apni planning Hoti Hai Sab ke pass different stratgey aur knowledge Hota Hai Sab Apne Hath se trading Karte Hain Jis Ke Pass se knowledge aur plan hai vah Usi hisab se trading karta hai..
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota

                    Trading mn teen country Sb sy Zeada loss krty hn him MN pakistan India r Bangladesh hy q ky y teen country ly log by nature same hoty hn lalchi r baysabr is liy y loss krty hn q ly wo rat o rat ameer hona chahty hn jo mumkin ni hy hr shakhas ko kamyab ly liy time legta hy is liy half Nazi r bay sabri r lalchi sy jo shakhas bach his wo forex mn kamyab ho his smjho
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota

                      MERE FRIENDS SALAM AP KO ..,,..,,,,...
                      g haan bhai jaan agar ham as forex trading main kam karte hai tu hamein chahye hai ke ham as main ache se kam karen and hamein as main ache se kam karna chahye hai and as main hamre trading style aor dosre molak ke logo ki as main trading styles aik hi hota hai likn kisi kisi ke pass as ka experience zyada hota hai as liy wo ache se trading kar pata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota

                        Ji bilkul trading ka style mukhtalif hota hai different style se log trading karte hain different contries Ke Log different style se trading Karte Hain aapko bhi chahie ke different styles use Karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya Humare Trading K Style Aur Other country K logo Mein TradeKarne ka farq Hota

                          Dear humaray aur doosray mumalik kay logoun kay trading style mein bahut zayada farq hota hai aur aisa iss lye hota hai kyun kay woh forex mein trained ho ker kaam kertay hain jub kay humaray pas aise koi facility nahin hai kay hum yeh kaam ker sakain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X