Safe trading kaisay ki jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Safe trading kaisay ki jaye
    Mein safe trading kay baray mein aap ko kuch suggestions deta hoon
    Agar aap chahtay hain kay aap ka account safe rahay tou aap kay lye zaruri hai kay aap big profit ko apnay mind sae nikaal dain aur aap ko profit sae zayada apnay account ko safe rakhnay ki mumkin had tak koshish kerni hai kyun kay forex aik risky buisness hai
    Apnay aap per control rakhen aur always small goals ko choose karain money management aur risk to reward kay bagair kabhi bhi koi trade open na karain
    Always apnay analysis aur apni skills pe depend kertay huay trade lya kerain agar hum inn batoun pae amal kertay hain tou mein smajhta hoon kay hamara account hamesha hi safe rahay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Safe trading kaisay ki jaye

    Gee haan bhai aap ki suggestions bahut achi hain apnay account ko safe rakhnay kay lye aur mere khayal mein tou humain agar apnay account ko safe rakhna hai tou humain apni trading planning mein parameters ki calculations ko bahut zayada aehmiat deni chahyea kyun kay gar hum apni trades mein her kaam calculated kerain gay tou uss sae humari trades safe rahain gi aur himain achi income bhi ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Safe trading kaisay ki jaye

      Bahut acchi baat share ki hai yaar aapane main aapko Yahi kahunga aur Tamam member ji Jo case showroom Mein Hai vah Jagah meri post read kar rahe hain to unke liye mera ek hi baat Hoga Ki vah Yahan Par risk se kam na Karen usko use Waqt Jab aapka account bahut bada hai aur aap Bade account ke sath Yahan per kam kar rahe ho tab risk Lena Mere Khyal mein munasib bhi Rahega lekin Is Tarah Se Ras ki Lena bahut hi galat Rahega Tamam traders ke liye
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: Safe trading kaisay ki jaye

        ji Janab aapane bahut hi acchi Hamari Rahana bhai ki hai ki tum Hamen branch ko chahie ki vah profit Se Jyada Apne account ko saaf karne Ki Soch Anta ke account mein mahfooz Rahe
        • #5 Collapse

          Re: Safe trading kaisay ki jaye

          Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor aapny account ko safe bhi ker sakhty hain trading kerty hoay aap market ka analysis oor indicator ki madad say aap safe trading kerty hoay aapna account safe ker sakhain hain.
          • #6 Collapse

            Re: Safe trading kaisay ki jaye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
            Mein safe trading kay baray mein aap ko kuch suggestions deta hoon
            Agar aap chahtay hain kay aap ka account safe rahay tou aap kay lye zaruri hai kay aap big profit ko apnay mind sae nikaal dain aur aap ko profit sae zayada apnay account ko safe rakhnay ki mumkin had tak koshish kerni hai kyun kay forex aik risky buisness hai
            Apnay aap per control rakhen aur always small goals ko choose karain money management aur risk to reward kay bagair kabhi bhi koi trade open na karain
            Always apnay analysis aur apni skills pe depend kertay huay trade lya kerain agar hum inn batoun pae amal kertay hain tou mein smajhta hoon kay hamara account hamesha hi safe rahay ga
            Assam Alaikum Forex trading business mein agar aap Chahte Hain ki aap apni trade ko saaf rakhe hain to aapko Apne Har trade Mein stop loss or profit ka use karna hoga aur Hamesha hi Apne lot size ko Apne capital ke 30% par Rakhna hoga tab hi aap sirf trading kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Safe trading kaisay ki jaye

              Main Karta Hun ki aap sab khairiyat Honge aap ki koshish honi chahie ki aap jaby trading Karen Re nale Re isko kam se kam len Hamesha apni trading kar sake Aur rakhne Ke Liye apni skills achi Karen aur achi se achi strategy per Hi Kam Karen
              • #8 Collapse

                Re: Safe trading kaisay ki jaye

                g han agar ap trad kana chahte hein to ap ko chahye k trad is tarah se ki jai k ap ko agar los bhi ho to thora ho agar ap ko los thora hoga to ap ka account saf rahe ga aur ap dobara trad kar sakein ge is lye ap kochahye k thori thori btrad karein aur account ko saf rakein is tarah ap ko zyada profit bhi hoga aur ap ka account bhi saf rahe ga
                • #9 Collapse

                  Re: Safe trading kaisay ki jaye

                  forex aik acha buisiness hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny bos ap he hoty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Safe trading kaisay ki jaye

                    hamy stop loss laga kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hny wala business hain hm is mai bager pasao ky acocunt bana kar be kam kar sakty hain forex aik amm buisness ke nisbat acha business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Safe trading kaisay ki jaye

                      Gee han safe trading k liay zaroori hai profit ko mind se nikal daina chayie zaida profit ki zid nai karny chayie piyar se jo profit ban jay usay hi nikal laina chayie aisa nai hota safe trading main jab aap chaho forex aap ko paisa de utna safe trading yeh hoty hai jab forex aap ki mehnat daikh kar jitna paisa de usay khushi se le laina chayie paisa kam ho ya zaida shukar karna chayie zaida jazbati nai hona chayie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X