Brief Description.
Trading mein "Higher Highs" aur "Lower Lows" ka concept market ki price action ko samajhne ke liye bahut important hota hai. Higher Highs tab hoti hain jab price apne pehle wale high se upar jata hai aur ye trend ke bullish hone ka signal deta hai. Is ka matlab ye hai ke market mein demand zyada hai aur log buy kar rahe hain. Is ke baraks, Lower Lows tab hoti hain jab price apne pehle wale low se neeche girta hai jo bearish trend ka signal deta hai Lower Lows ka matlab hota hai ke market mein supply zyada hai aur log sell kar rahe hain.
Higher Highs & Lower Lows Trading Analysis.
Jab market lower highs aur lower lows banata hai, to iska matlab hota hai ke market ek downtrend mein hai. Is waqt traders zyada tar short-selling karte hain ya market se bahar rehne ko tarjeeh dete hain.Jab market higher highs aur higher lows banata hai, to iska matlab hota hai ke market ek uptrend mein hai. Ye trading ka acha waqt hota hai kyunki price barhne ke chances zyada hote hain. Iske liye traders technical tools jaise ke trend lines moving averages aur Fibonacci retracements ka use karte hain taake entry aur exit points ko identify kiya ja sake.
Trading Strategies on Higher Highs and Lower Lows.
Higher Highs aur Lower Lows ke pattern ko samajh kar trading karna ek mushkil lekin faidemand tareeqa hai.Jab price resistance level todta hai, to log zyada tar buy orders lagate hain. Lower Lows ke waqt stop-loss aur risk management ka khayal rakhna zaroori hota hai, kyunki price neeche girta ja raha hota hai. Is waqt sell positions ko zyada tar ahmiyat di jati hai, lekin oversold zones mein reversal ka intezaar bhi kiya ja sakta hai. Higher Highs ke waqt traders support aur resistance levels ko dekhte hain aur breakout points ko identify karte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим