What is your experience of Gold trading ?.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1921 Collapse

    G haan bhaai jaan jesa kay aap kaa sawal haii ky gokd py exorience mn 1st of all apko yehh bta du kyy apko abhii tak 9mobth huwe hein ap itny baare rraders nahii haii mera exprience yeh haii ky gold py trade krna bht riskii hotaa ha es mn bara capital hona chaiye es mn risk boht sara hota haii es ky lea apkoera mshvra haii ky ap demo sccount usee krein kuch mo th practice krein us kuu baad gold py trading start krein..
    Mehnat Me Azmat hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1922 Collapse

      Re: What is your experience of Gold trading ?.

      agar hum gold mai trading karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky kam karna cahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy lakin agar hum forex mai new hain to hamy is mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hita
      • #1923 Collapse

        Re: What is your experience of Gold trading ?.

        han g bhai ham agr gold ma trade kry ya kisi bi pair ma is k lia hmy pahly achi tara seakhna ho ga tab ham forex ma kamyab ho sakty han ya ak real kam hai jis sy ham acha earn kar sakty han is lia hamy sabr sy kam krna ho ga ya ak bohat acha business hai
        • #1924 Collapse

          Re: What is your experience of Gold trading ?.

          mai ny abe forex ko tory din pahly he join kiya hain mai abe is mai posting karna ho agar hum gold mai tradign karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
          • #1925 Collapse

            Re: What is your experience of Gold trading ?.

            mai abe forex mai new hon or agar hum gold mai tradign karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasaial kar ky market ky rules ko follow karty howe analysis ko use karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy lakin agar hum new hain to hamy is mai kam karny ka risk nahi lena cahey
            • #1926 Collapse

              Re: What is your experience of Gold trading ?.

              gold main trade karny k liye learning karni ho gi aur expeirence hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho saktyy hain so hamain is forex main planing kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur market main enter hony say pahly is say earn ho
              • #1927 Collapse

                Re: What is your experience of Gold trading ?.

                ji foreex businece mein experince ki bohat zarorat hai or jahan tak gold tradinge ke experince ki baat hai mera is mein abhi tak koi experinece nahi hai kunke mein ne abhi tak gold par tradinge nahi ki hai
                • #1928 Collapse

                  Re: What is your experience of Gold trading ?.

                  Allhumdullah 3 year exprince of gold treading ,,gold fast earning k leya or extra profit Ka sakty ho,, but gold treading risk buth hy,, at least ap ka capital 300$ sa plus hona chya or os Pa .01 Ke lot size hone chya,, gold kafi valitily wala pair hy
                  • #1929 Collapse

                    Re: What is your experience of Gold trading ?.

                    gold main trade karny k liye expereicne hasil kar k hi trade karni ho gi ta k losss km ho aur gold main trade karny k liye experience hasil karna ho ga ab hi hum achy say perform karny k kabil ho sakty hain it is best
                    • #1930 Collapse

                      Re: What is your experience of Gold trading ?.

                      Gold trading kay liye bohat bara equity ka hona sab say zaroori hai aur uskay baad humain Australia ki Fundamental news ko lazmi follow karna zaroori hai kyun kay Gold kay rates puri dunya main wahin say kam ya ziyada hotay hain. Aur Gold trading karna aik highly risky work hai. Is liye mujhe kabhi is ka experince nahi raha.
                      • #1931 Collapse

                        Re: What is your experience of Gold trading ?.

                        hello dear brother har km k liya knowledge our expirince lazmi hota ha agar gold ki trading ma intrested ha to ap ko chaya k ap damo account par 2 sa 3 month pritic kar la os k bad ap trading start kara
                        • #1932 Collapse

                          Re: What is your experience of Gold trading ?.

                          gold main trade karny k liye experieence ka hona boht hi zarori hota hai so hamain greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur market main up aur down ko dekhna ho ga ta k earn ho
                          • #1933 Collapse

                            Re: What is your experience of Gold trading ?.

                            gold main trade karni ho gi ta k loss km ho saky ga aur market main expeirence jitna best ho ga tab hi hum achy say trade kar skaty hain aur market main up aur down ko dekhna ho ga ta k achy say trade karien gay it is best job for all
                            • #1934 Collapse

                              Re: What is your experience of Gold trading ?.

                              Gold trading kay barey mai mai ney yahi daikha hai kay jab tak hamara account balance healthy nahi ho humey gold mai trading nahi kerni chaiye, Gold trade agar open ki hai to lot size ko 0.01 pay he rakhna chaiye, Stop loss to laazmi set ker laina chaiye kiyu kay gold ki movement bohat fast hoti hai. Gold ki trade ko open ker kay jab tak usay close nahi ker lay monitor keertay rehna chaiye nahi to loss ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1935 Collapse

                                Re: What is your experience of Gold trading ?.

                                Mera yeah experience hay kay gold trading main ager trader kabi profit hasil ker leta hay to us ki khushkismati hay. zayada ter traer gold trading say loss hi letay hain. jo kay trader kay liye boht hi tension ka bais banta hay. new trader jaldi aur baray profit kay liye gold per trade kerta hay aur gold risky honay ki waja say loss kerta hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X