Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????
    Trading me fail hony ki bhot si wajuhat hain .jin me kuch draj zyl hain. <br>
    1. hum ny bhot se taligram , whatsaap groups join kiye hoty hain. 2. Hum har hafty setrategy tabdeel krty rehty hn . 3. Kisi bhi setrategy par ziyada se ziyada ayk hafta practice krty hain aur agly hafty phir badal lety hain. 4. Apni setrategy dekhany ki bajay groups dekhaty hn aur andha dhand trading krty hn . 5 .Nuqsan se ziyada munafy ka sochty&nbsp; hain . 6. Hmara koi ayk Trading plan nhi hota .7. Koi trading rules nhi bnaty . 8. Intazar nhi krty . 9 . Har wakat trading krna chahty hn . 10. Money managment nhi krty .11. Har wkat kisi new setrategy ko find krny ki koshesh me rehty hn .Dosto ye hi wajohat hn jin ki waja se hum Trading me fail ho jaty hn .
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????

    Assalamu alaikum my dear friend and all singer Sumit karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji han yah Baat bilkul theek hai FIR trading Mein fail hone ki vajah yah hai ki Ham trading Mein stop loss Kaise man Nahin Karte knowledge or experience ka istemal Nahin Karte aur mehnat Se Kam Nahin Karte aur confidence ka istemal nahin karta Kariye Sab chijon Ka istemal Ham Karen To Ham Kamyab ho sakte hain aur accha profit Aasan kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????

      Assalamualaikum dear brother mere dost nay sawaal kiya hay kay forex business main fail kun hoty hain to mere khiyaal main forex business main fail hont ki kain wajjuhaat hain jisy forex business ka knowledge na hona yaa experience na hona oar sab say bari wajjah lalach hay ye cheezain jis ki wajjah say ham fail hotu hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????

        Dear wo log zayda fail hoty hai jo es khosis ma hoty hai k unko kahe sy signal mel jae, kisi whatapp group sy, kis other app sy, yani wo apni knowledge k bahrosy ni chalna chaty balky shortcut py ektafa karty hai, ye main wajuhat hai failure ki, ham chahe k apni knowledge ki base py planning karyn or stretgy banae, ho sakta hai hamy start ma problem hu but agr mehnat or lagan hu to ham parmenantly trading ko behtar bana lyn gy
        • #5 Collapse

          Re: Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????

          Dear friend forex trading main aksar log mqhnat k bageer hi kameyabi hasel karna chahty hain as leye asa to momkin nahi aur yahi waga hy ges say hum nakam hoty hain ak to bohot ziada lalach karty hain aur apny acount ko wash bhi kar dety hain aur pher as main nakam ho gaty hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????

            Asalamualikum Aap nay bohat acha swal kia forex Mai fail hona ki whaja ya bi hai hum mehnat say kaam nahi kraty hai knowledge nahi hota glat jawab da Kar fail ho jata ha
            • #7 Collapse

              Re: Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????

              Asslamu Alakum dear friends ap ka swal acha hai es min nkami ki wja ak to jldbazi min trading hai es k alwa lack of knowledge hai jes ki wja se hmn bht loss hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????

                hi dear friends umeed karti hun k app sab log theek hun ge ,ma is post k about yeh kehna pasand karo ge k ham chaiye k apni knowledge ki base pe planning karein or stretgy banae, ho sakta hai hamein start me problem ho but agr mehnat or lagan sy kam karein ge to ham parmenantly trading ko behtar bana sakein ge,THANK YOU ALL DEAR FRIENDS
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????

                  Dear ap ne sari wajoohat thk batai ha hamaen hr waja Jo hamari loss ki waja baney hamaen us ko khatm krni hoon ge q k agr hm aisa ni krty tu forex mein hamaen kamyabi ni mil sakti. Hamaen aik platform ap Ana ho ga aik strategy pe kaam krna ho ga ta k us ko improve kr k achi trading kr sakaen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????

                    Forex min fail honay ki sub say bari waja apki mhanat na karna hy agar ap mhnat say kam nhi karty to kasy ap kamyabi hasil kar sakty hyn.just mhant karyn aur Konwlge earn karyn bina knowlge k bhi nakami hy experince ko sahi say use karyn.apnay time aur confidence ko waste na karyn.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????

                      Ap ne bilkul thek kaha hai koi shak nahin hai k ham apni ghaltion ki waja se he trade men nakam hotay hain. Meray khyal men jo sab se bari waja hai wo khud per confidence na hona aur dusray logon ko copy karnay ki koshish hai. Har banda ki apni strategy hoti hai ap dusray logon ko dekh Kar confuse na hon aur apni strategy per amal karen ap kamyab ho jaen gay...
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia74 پيغام ديکھيے
                        Trading me fail hony ki bhot si wajuhat hain .jin me kuch draj zyl hain. <br>
                        1. hum ny bhot se taligram , whatsaap groups join kiye hoty hain. 2. Hum har hafty setrategy tabdeel krty rehty hn . 3. Kisi bhi setrategy par ziyada se ziyada ayk hafta practice krty hain aur agly hafty phir badal lety hain. 4. Apni setrategy dekhany ki bajay groups dekhaty hn aur andha dhand trading krty hn . 5 .Nuqsan se ziyada munafy ka sochty* hain . 6. Hmara koi ayk Trading plan nhi hota .7. Koi trading rules nhi bnaty . 8. Intazar nhi krty . 9 . Har wakat trading krna chahty hn . 10. Money managment nhi krty .11. Har wkat kisi new setrategy ko find krny ki koshesh me rehty hn .Dosto ye hi wajohat hn jin ki waja se hum Trading me fail ho jaty hn .
                        Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein fail hone ke bahut Sare reason hai lekin ismein sabse bada reason yah hai ki Hamen knowledge or experience ke bus apni trade ko open karte hain aur Jab Koi achi profit Hasil hota hai tu Zayada ki lalach Karte Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????

                          bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se sehamt krta hun forex trdaing main boht se tradors khud apni galtiun se he fail hoty hain un main zyda tar yah hota hai k hum kuj he dinu main achi eraning kar skaen or jub wo es koishs main lagy rahty hain tu wo kbhi bhi kamyb nahi hoty or hmaisha khud he galtuian karty rahty hain or fail ho jaty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me fail hony ki kuch wajuhat ????

                            Aapki baat bilkul Rider Pakistan Forex mein agar Ham loss Karte Hain To iski vajah yah Hamara Lalaji Jyada Se Jyada hota hai Kyunki lalach ki vajah se Ham Apne A trade ko lot size Jyada Se Jyada rakhte hain aur kabhi bhi e Hamen jaldbaji Mein trading Nahin Karni chahie Kyunki Jaan to Baji karne se Ham aur Jyada loss kar lete hain aur money management bhi Ham Nahin Karte Jiski vajah se Hamen loss ka Samna karna padta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X