Loss ke wajuhat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke wajuhat
    Dear friends forex Mai loss har kise ko hota hai lekin kuch log aisay hai Jin ko bar bar loss hota hai aur usske main wajuhat ye hai ke ya to to wo issko seekai Bina he trade karta hai aur ya agar seeka ho aur experience gain ke ho to pir apnai emotion aur lalach ko control nahe Kar pata hamai iss Mai profit kamanay kelye lalach aur emotion ko control Mai rakna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ke wajuhat

    Forex me loss ki bohat se wajuhat ha jin me se knowledge aur experience ka na hona agar apke pas forex ki knowledge aur experience nahi hoga to apko forex me bohat ziyada mushkil hogy aur apko loss ho jaye ga knowledge bohat ziyada matter karte ha bohat se log jald bazi se trading karte ha jis ki wajah se un se bohat se mistakes ho jaty ha aur trading me mistakes ki wajah se bhi loss hota ha jald bazi aur knowledge aur experience ka hona loss ki bary wajuhat ha
    SUMIYA TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Loss ke wajuhat

      G belkul app ke bat sahe hai loss ke wajuhat mai say emotions pe control.na karna aur lalach mai akar trade karna buhut bari waja hai iss he ke waja say ham hhaltya kartay hai aur ghalat trading kartay hai.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ke wajuhat

        G billkul AP na sehiii kha dear friend forex ma lose tu HR kisi ko hota haa lakin kisi kiss ko zayada bi Jo jata ha sb sa bri wajah emotions ko control na krna or laluch ma pr Jana sa lose hota ha bohat or trading ma jald bazi krna sa bi lose hota ha
        • #5 Collapse

          Re: Loss ke wajuhat

          G haan Bhai ap NY sahi baatn ki hen me apki sab baato sy agree krta hu loss ki sab sy Bari waja lalach hoti hy trading me kabhi bhi apki mehnat zaya nahi hoti lekin lalach sy apki mehnat zaaya ho skti hy aur trading me apki mehnat krna zarori hy lekin lalach bachna chye
          • #6 Collapse

            Re: Loss ke wajuhat

            dear bahi ap ny acha swal ask ky hy k realy is main jo merry opinion hy wo yeh hy k loss ki sub say bery waja hamary jaldbazi he hoti hy q k hum ko bhi tradeing start karny say phelay hum usay see nahi kartay hein jis say humein zeuday say zeuda loss ka face karna perta hy.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ke wajuhat

              Bhai jan hum ko loss hamare apne vaja se hi hota hai ager hum trade lagate waqt koi choti se bhee mistake keren ge ru hamara account wash ho sakta hai. Aur hum ko chaye k hum klot size kum rakhen ziada kot size rakhen ge tu account wash ho sakta hai. Aur lalach nhi krne chaye lalach se hum ko loss hi hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ke wajuhat

                hi dear friends umeed karti hun k app sab theek hun ge hamara account wash ho sakta hai. Aur hum ko chaye k hum klot size kum rakhen ziada kot size rakhen ge tu account wash ho sakta hai. Aur lalach nhi krne chaye lalach se hum ko loss hi hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ke wajuhat

                  aslam o alikam ap na bot acha sawal pocha ha ke loss ki kia wajouhat han mare nazdeeq loss hune ki bari waja ye ha ke hum kam ko begair kisi plaining ke kam kerte han jiss se hum ko loss ka samna kerna perta ha dosri waja ye ha ke hum ko learn ker ke nhi kerte jis se bi loss hu jata ha tesri waja ye ha ke hum kam per mehant nhi kerte ur susti ki muzaira kerte ha teb bi loss hu jata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ke wajuhat

                    Forex trading may profit Kay sath loss b ho sakta ha normally loss percentage bhar jati ha jab jaldi may ya jaldi kamanay key lalach ho tu nuksan ho jata ha Iss leay ziada profit lalach say parhaiz karna chaey
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ke wajuhat

                      loss ki bari reasons ye hain humary pass acha knowledge aur experience k na hona aur hum bina analysis k trading karty hain to hume loss hota hai aur humar pass some time knowledge aur experience to hota hai liken hu jaldbazi aur lalch karty hain jis se humara account wash ho jata hai hume in se bachna chahye,
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ke wajuhat

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                        Dear friends forex Mai loss har kise ko hota hai lekin kuch log aisay hai Jin ko bar bar loss hota hai aur usske main wajuhat ye hai ke ya to to wo issko seekai Bina he trade karta hai aur ya agar seeka ho aur experience gain ke ho to pir apnai emotion aur lalach ko control nahe Kar pata hamai iss Mai profit kamanay kelye lalach aur emotion ko control Mai rakna chaye.
                        Assalamu alaikum bhai jaan Forex trading business mein loss Ki Sabse Badi reason Hamare andar Mein Jod laalach Hai Kyunki Jab Ham lalach Mein Aate Hain To Hamen Kuchh Bhi Najar Nahin Aata Aur Ek Aur reason bhi hai Jaoge without analyse apni trade ko open karna hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ke wajuhat

                          Forex trading main traders ko loss honay ki bohat si wajohat hain jo k ziada tar new traders main hi pai jati hain jin main say chand aik yeh hain sab say pehlay jo loss ka sabab banti hay woh knowledge and learning ki kami hay is kay bad aksar traders main experience ki kami bhi loss ka sabab banti hay greed, fair, emotions and jald bazi bhi trading main loss ki wajah bantay hain is kay ilawa take profit and stop loss ko set na karanay say bhi aksar loss ho jata hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ke wajuhat

                            There are too many reason to lose... The main reasons are given bellow --

                            1) Lacking of knowledge

                            2) Lacking of strategies

                            3) Lacking of experience

                            4) lacking of money management

                            5) Lacking of strategies

                            6) Lacking of risk management

                            7) Proper analysis lacking

                            8) Emotional

                            9) Greediness

                            A trader has to avoid these bad emotions...are given bellow --

                            1) Lacking of knowledge

                            2) Lacking of strategies

                            3) Lacking of experience

                            4) lacking of money management

                            5) Lacking of strategies

                            6) Lacking of risk management

                            7) Proper analysis lacking

                            8) Emotional

                            9) Greediness

                            A trader has to avoid these bad emotions...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ke wajuhat

                              Loss ki sb sy big wja mary samny confidence hy jb ap m confidence he nai hota to ap m pir dar ajata hy ap achi sy achi trade find kr k b nai kr paty tarde us ki wja yahe dar hoti hy. Jb ap m confidence ata hy to ap sy dar khud ba khud dur chla jata hy. Loss ki sb sy big wja yahe confidence he hoti hy. Apny andr confidence laeyn r trades kryn pir dykhna kasy kamaal hota ap ki life change ho jaey gi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X