borrow money for forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: hamadmuneer پيغام ديکھيے
    kia humain forex trading start karny ke liy kisi se money borrow kar leni chhaye
    Mere khayal say pehlay humain forex ko learn karna chahiye aur forums ka jo bonous milta hai uss say trading karni chahiye aur jab hum yeh dekhen kay hum iss main expert ho gaye hain tu phir iss kay liye kahin say bhi money borrow kar kay invest kar sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      guys i ll recommend ka ap log paisa borrow na karo kiun ka paisa wae borrow karta jisko zarorat hoti ha aur agar loss hojai tab ap pass jao ga apko uska paisa bi wapis dehna aur apna paisa bi gae
       
      • #408 Collapse

        Forex trading business aik aisa business he keh agar hum is business ko achit rha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum is business ke through forex trading main alot of moneye arn kar saktey hain.
           
        • #409 Collapse

          bhai mera to aap se yehi mashwaraa ha k aisa kabhi b mat karnaa q k ye ek nahayat hi risky karobaar ha jis me jis qadar profit nazar aata ha usi qadar loss b hai is liye ye na ho k aap ko lene k dene parh jaain aur halaat pehley se b patley ho jaain
          • #410 Collapse

            In my point views we do not borrow the money from anyone to do the trade that if we borrow the money from anyone then we cannot make the relax and successful trading, so we do the trade with our own income and then we can take the high risk and earn lots of money.
            • #411 Collapse

              ye mein to nh karonga es pe jo hum kam kar rahe hain to brrow q yahan se humhein acha bonus milta haii apni mahnat ka bsa ye earn kar k hum khud he use karein na.
              • #412 Collapse

                Dear forex-pak main aap ko sirf comments karany se bonus mil sakta hay aur aap befikr ho k is se trading kar saktay ho. Jab aap ko yahan se bonus mil sakta hay to aap kisi aur se money borrow q kartay ho.
                 
                • #413 Collapse

                  Yeh tou aap ka khud ka decision hai aur her kisi k circumstances pe depend kerta hai. Lekin meray khyal mein ager aap newbie hain tou aap ko aisa nehi kerna chaheye aur ager aap skilled hain aur samjhtay hain k aap earning ker saktay hain tou phr aap odhar le saktay hain trading kernay k leye.
                  • #414 Collapse

                    Ni kbi b ni aisi galti ni karni chahye ap k pas jitna hai osi sy start karo aisy bussiness sy kuch hasil ni hota jo udhar py chaly ap k pas jo kuch hai ALLAH ka nam ly k os sy start kar do ni to phr wait karo achy waqt any ka aur forex k pak forum sy apny lye bonus banao trading kar k profit k lye.
                    • #415 Collapse

                      nahe janab borrow nahe lena chaiye trading mei loss ka risk hay esliye forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
                      • #416 Collapse

                        hamain forex market men trading kerny k ley money ki zaorat hoti hai or jab hamary pas money nahi oti hai to hamain is men boorow ker k trading kerni hoti hai is ley borrow money se bhi ham trading ker sekty hain.
                           
                        • #417 Collapse

                          forex trading aik risky business hi jis main agar ap raqeem loan le ker kam suruh kerte ho too ap ko loss ho jye to ap kese iss loan ko wap[is kero gye iss lye ap ko apni zati investment kerni ho gi then hi ap befikar ho ker trading ker sakte ho orr earning bi ho gi
                          • #418 Collapse

                            If you have a god trading skill on forex and not have a good capital then you can borrow money from your friends or from any Bank. But keep in mind that you need a good trading skill.
                            • #419 Collapse

                              forex trading aik difficult hardworking wwala kam hai is kam mai app ko apni investment se kam karna hota hai apko jo earning bhi ho appko le leni chaie kion ke appp ager is mai lalich karte hain to apke loss ho jane ke chances ziada ho ajte hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                nahin mere khayal main to aisa nahin karna chahiye aur is ki zaroorat bhi nahin hai jab forex forum app ko bonus provide kar raha hai trading kay liye to app ko kisi se paise lay kay trading karnay ki kiya zaroorat hai ager money borrow kar kay trading karo gay aur loss ho jaye to karz daar bhi ho jao gay.

                                اب آن لائن

                                avatar SialFx
                                avatar ajc
                                avatar Mannat
                                avatar Fiza12
                                Working...
                                X