student ka kharcha - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

student ka kharcha

12-09-2019, 03:12 PM

b2b

b2b

جونیئر ممبر

Re: student ka kharcha

Forex trading mai student b kam kar sakty hain. balky woh students jin ke age 18 say oper hai aur inn ka apni CNIC bana howa hai woh tu apny name say trading account b open kar sakty hain. student ager forex trading ko time dain tu phir iss ke madad say innko kafi help mil sakti hai aur woh apna kharcha trading say nikal sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>

    26-09-2019, 08:26 PM

    Simran

    Simran

    جونیئر ممبر

    Re: student ka kharcha

    forex mai talib ilam be kam kr sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik asa busines hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasia ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time or full time be trading asane sy kar sakty hain
  • 27-09-2019, 08:58 PM

    aminasif570

    aminasif570

    جونیئر ممبر

    Re: student ka kharcha

    Forex trading main student trader acha kam ker saktay hain aur is say apna kharcha nikal saktay hain. student kay pas acha mind hota hay que kay wo learning kay process main hotay hain is liye jab wo forex main kam kertay hain to acha seekh letay hain jis say wo apnay profit ko earn kerna seekh letay hain. is liy students ko bhi forex ko part time apni pocket money kay liye use kerna chahye.
  • loading_messages
    X