harm full effects of trading on forex?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    bahi iada computer aap use karo gay tu lami ankho pa effect para ga laken aap agar dosra business sa compare karo tu main samjhta hon k forex k harmful effects kuch bhi nahi hai jitna aur dosra business main hain aur jo harful effects hai forex k wo buhat hi minor hain mera khayal main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Forex trading ka jo mujhy sab say bara harm effect hoa hay woh yeh hai kay mary relations kam hotay ja rahy hain jo kay mjhy sab say zayada sab kar daiti hay. esk ilawa sara din computer pay baithnay say bhi hamari eyes weak ho jati hain jis ka agay chal kay nuqsan hi nuqsan hay.
      • #138 Collapse

        some harmful effects of forex. it make a man fully defend on internet and he waste his real life time. but its a good way for trader to income money by internet. i think that itxs a good way
        • #139 Collapse

          forex ko use karen par aik had tak apko aik table bana parhay ga din mein 3 se 4 ghantay kaam kar k ap bohat kuch earn kar saktay hain har waqt forex par he bethay rehna to apko nuqsan de sakta hai apni dosri activities bhi karen aur forex par bhi work kartay rahen
          • #140 Collapse

            myry khal main forex trading ky kuch harmful effects hain but forex trading ki wajah sy zyda computer use karny ky koi harmful effects nahi hai. forex trading ky harmful effects yeh hain keh hum lake or knowledge ki wajah sy apni real money kho dyty hain or dishad ho kar forex trading per elzam dyty hain.
            • #141 Collapse

              bhai mere kiyal sa agar ap monitor use kar rahey ho to apko eyes ka effect parey ga.lcd par koi effect ni parta agar ap lagatar use kar rahey to ak 2 ghanta guzar kar phir ap foerx use kar lo to best h.....
              • #142 Collapse

                forex trading aik bohat hi risky business hi jis main ap log apni raqeen gawa sakte ho agar ap ne achi learning na ki too iss lye learning ke bare main ap ko bar bar batya jata hi teke ap loss se bach sakye
                • #143 Collapse

                  I think most probably if we use too much computer/laptop the most prominent effect would be that we would have pain in our eyes afterwards or even at some cases eye sight weakness, however I think it is better to sit in front of a laptop or LCD screen computer as TFT screen computer is more bad for our eyes in fact.
                  • #144 Collapse

                    as such tu koi itna harmful effect nhi hain lekin jo log without skill aur knowledge k trading mein aa jaty hain un ko bhut harmful lagta hye. han lekin aik effect hota hye jo aap ki personal life ko disturb krta hye app computer k kery ban jaty hain
                    • #145 Collapse

                      mane is baat sa itifaq kerta hone haman ziada dare computer sa nai chipakna chahiay lakin ap sab jantay hane k trading ka asal time to sham 5 bajay sa raat 10 bajay tak ka ha so 5 hours to ziada nai hane ,
                      • #146 Collapse

                        jahan forex k bht sy faida hain wahan apko nuqsan bhi hota hy jahan forex sy ap profit earn karte hain wahan apko loss bhi hosakta hy, isliye hamen is business main bardasht sy trading karni chahye, jahan tak computer sy harmfull effect ki bata hyto zayda computer use karne sy apki eye sides weak hosakti hain.
                        • #147 Collapse

                          well dear i dont think so k koi side effect hein computer use karne kay kyun k ab latest technology a gai hai jis se eyeside effect ni hoti screen k saamne.but i think hamein forex ko addiction nahi banana chahiye..timetable bana k sirf usi waqt trading karni chahiye.
                          • #148 Collapse

                            forex trading main koyi bi harmful effect nahi hay.main is business main 3 month say how.or mujay to nahi lagta kay trading ki waja say mari sahet per koyi asar par raha hay.balkay main is business ko ker kay buhat zayada happy ho.kue kay main is business ki madad say earning jo kerta how.
                            • #149 Collapse

                              brother forex ka bazahar toh kia physical nuksaan nahi magar forex trading ki wajah se insaan bohut ziyada stress aur depression ka shikar hojatsnhai aur computer k samaney ziyada betnay se appki eye sight b weak par jati lehaz humey in baatoon ka khyal rakhna aur forex k nuksaanat se bachna chahiya..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                ji han pakistan forex trading aik terhan say hara business hai or job hai aur job kertay waqat humen sab kuch chorena perta hai ur hum apnay kaamon men masroof ho jatay hen ur hamri full concentration pakistan forex trading per lagi hoti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X