Loss gives us opportunity

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    trading aik aesa buisness hai jis me profit or loss aik sath chalta hai kabhi khushi kabhi gham dono sath sath chalty han ye insaan ki qismat me hai k wo kis tarha sy hikmat e amli apnaata hai or apny profit ko barha kr loss ko kam rakhta hai it depends upon us.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      forex trading kar sakte ha is ke leye ap kafe acha earn kar sakte ha ye trading kar sakte ha is ke leye ap kafea cha earn kar sakte ahe trading loss hone ke bade ame kafe acha earn kar sakte ha ye trading kar sakte ah
      • #48 Collapse

        g haan loss se hum kafi kuch seekhtey hai ke hum ne kaha per mistake ki hai so loss ka hona bhi hamari mistakke ko sudharne ke liye hota hai so plz loss ko ziyada na socho or trading per dehaan de thanks
        • #49 Collapse

          g haan ap nahain kafi had tak theek kaha hai k mistakes hauamin yeh warning dayati hain k abi b waqt hai k tarding ko learn kernain k baad ki jayeh.
          • #50 Collapse

            forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe yeh aik highly risky business hay gee haan agar koi soochay too...
            • #51 Collapse

              jee han app na theek kaha ha k loss gives us opportunity to correct our selves aur aapni gultiu say seekhan aur dobara un gultiu ko na dorain ......
              • #52 Collapse

                iss mein huein ager loss hota hai to hum iss mein achi trade paln kar kay iss say ach ior profitable trade plan kar kay iss asy acha profit bana sakty hainor loss say huemn pata chalta hai kay jhum mein kami hai kahan
                • #53 Collapse

                  bhai jan men ap ki bat samajh gya hn ap ny ye kaha hy ky loss hamen aik achi opportunity deta hy g han bhai jan forex men loss jub hota hy to insan ko ehsaas hota hy search krna boht zarori then insan zayada sy zayada search krta hy or knowledge or experience gain krta hy tb wo successful hota hy
                  • #54 Collapse

                    g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k hamain yeh loss ko avoid nai karna chaye balky hamain chaye k hum loss se learning karain and than he hum success trader ban sakty hain.
                    • #55 Collapse

                      bilkul saikaha ha loss hmain bht achi opportunity dyta ha hmain bht acha lesson dy k jata ha ku k jo mistake hm ek br krty ha lazmi ni ha k hm woi mistake br br krain es liya hmain relx hojana chiya ha r apni mistake pr focus krna ha jb b next tymtrading krain daikhiya ga us k results bht positive ayn gy
                      • #56 Collapse

                        apki baat sahi hay agar hum daikhy keh loss huwa hay apni trades main to humay chahiey keh en loss say sabaq seekhy aur galtio ko note karen jab hum galtio ko note kar kay trading karen gay to achi trading kar sakty hay
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #57 Collapse

                          Loss ka aik advantage yeh bhi hota hy keh aap apni ghaltiyon ko identify kr saktey hain aur phir in ko correct kr key apni trading ko perfect bana saktey hain. Loss sey pareshan honey ki bajaye is ko accept kr key agey barhna chaheye. Loss sey hamain different lessons miltay hain aur hum apni manzil tak asani sey puhanch saktey hain.
                          • #58 Collapse

                            Is business main loss sey koi nahi bach sakta, is leye loss sey ghabrana sub sey bari problem hy. Hamain loss sey ghabraney ki bajaye is ko accept krna chaheye aur loss sey kuch na kuch zaroor seekhna chaheye. Yeh loss aap ki kamyabi ko clear krta hy. Agar hum un mistakes ko control kr lain gey jin ki waja sey loss ho raha hy to hum success hasil kar saktey hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #59 Collapse

                              yes dear loss se ap ko opportunity milti hai k ap is se apni mistake ko jan skty hein or apko pata chal jata hai k ap ander kia kia khamio hien ap in ko pher door kerny k liy in per kam kerty hein or is terhan se ap achy trader ban paty hein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X